I Miss Those Days When Our Smile Was Real...

161 41 8
                                    

happy reding fellas...

Haseena head is on Dadi lap watching the moonlight with stars...they were sitting outside at the porch after having dinner...Dadi is caressing her head lovingly and thinks about the events that happened in the café....Haseena too having many questions and thought to ask right away.. as she couldn't take the imagine of her uncle who had come to the café...just to see them...

"Dadi aaj chachaji kyu aaye the café....kuch kaam tha kya...."ask Haseena looking up at her grandmother...

"aur kya kaam hoga...bass hovi baathe aur kuch nahi...."

"apne unko naa kar diya na...."

"humne baat ki lekin vo maane ko tyaar hi nahi hai...."

Haseena gets up and turns to her grandmother.... "par unko baat kyu nahi samjh aa rahi hai....baar baar vohi baathe karne se kya hoga....humne tho maana kar diya na..."

"haan beta...par legally dekha jaaye tho vo tere guardian hai...aur unhee hq hai tere life ki decision lene ki..."

"kisne kaha...humne tho nahi kaha...aur vaise bhi humne Abbu aur Ammi ka ghar tho de diya ab kyu vaapas aa raha hai...."Haseena thinks for a while... "kahi ye Café ke baare me tho nahi soch raha haina..aagr aise huva tho hum nahi chodenge unhee..koi hq nahi hai unhee iss café par...."Haseena with rage..."humare Abbu aur Ammi ka sapna hai aise hum kisi ko nahi de sakthe...."with stern tone...

Dadi holds her hand...."shaant ho jaa bacha..aise kuch nahi hoga....lekin humare paas koi choice bhi tho nahi haina...hum majbur hai....kar bhi kya sakthe hai.....jab hum dono ko paise ki jaurut thi tab usse loan le liya tha..ab hum usse sahi wqt par nahi de paa raha hai isliye vo iss café ko lene ki koshish kar raha hai..."

"fir hum kahi aur loan lethe haina....kyu hum Chacha ji ke piche baadhe hai..."

"haan lekin papers tho unke paas hai....jab tak hum usse vo saare paise vaapas nahi kar de the tab tak kuch nahi kar sakthe..maine usse baat bhi ki...bolo bhi ki bank ko papers dethe taki uska paise mil jaaye lekin vo maane ko tyaar hi nahi hai...."

"hume pata hai ki vo ye sab kyu kar raha hai..kuch bhi ho jaaye ye café unke haath nahi jaana chaiye....samjh nahi aa raha ki kaise kare...kise madad maage....Abbu ke time bhi chacha ji ne aise parehan kiya tha....inthna kuch tho cheen liya hai..shaanti nahi mil rahi hai kya unhee..."says Haseena with anger expression....

Dadi caresses her head worriedly..."tu chinta ma kar...koi solution nikal ke aayega...maine kuch logo se baat ki hai iss baare me...aagar vo log madad karne keliye tyaar ho gaaye tho sab thik ho jaayega...baas thoda wait karna hoga aur kuch nahi....aur tu inn sab ko leke inthna tension mat le...mai hoon tere saath...tab tak mai zindha hoon ye café tere haath se nahi jaayega...." Haseena smiles...Dadi kisses her forehead...

Haseena keeps head on her lap and again looks at sky...."vaise Dadi..kya lagtha hai Kirshu ne ye acchnak kaam karne ka kyu socha..."

"shyd usse apne maa ki madad karne ka socha hoga ya fir sach me unn sab se thoda dur hona chahathi ho...muje tho bahut kushi ho rahi hai ki usne aage baadhane ka socha nahi tho depression me chali jaathi..vaise bhi Suhani bol rahi thi ki ghar par bhi kisi se baat hi nahi karthi...baas apne room me raha thi hai...kabhi kabhi tho khana khane bhi nahi aathi.....bahut fikar ho rahi hai Kirshu ko leke....pata nahi ye dono ki zindhagai kab thik hogi...kithni baar bhi uss layak ke baare me soch the haina bahut hi gussa aatha hai....baas chod kar chala gaaya...."

"Kirshu ke papa ne bahut hi badi galath kiya...ek baar bhi unhone apne family ke baare me socha kyu nahi...pehale tho vo aise nahi the....fir kya huva..."

"aise hotha hai....jab koi nafrat ki aag me gir jaatha haina tho usse sahi aur galath ka fark samjh nahi aatha...shyd uss din bhi aise kuch huva hoga....kabhi kabhi inn logo ka samjh nahi aatha ki ye log sirf apne baare me hi kyu soch the hai...ab jo ho gaaya hai usse jaane dethe hai...aage ka soch the hai...kal Kirshu aa rahi tho usse acche se gul milna....yaha aane ke baad vo tujse hi baat kar rahi hai....aur kisi ne nahi..."

Broken Souls....Where stories live. Discover now