Part -4

289 35 7
                                    

Continue from last part .

Now Anushma broke the hug.

Anubhav : Accha Karu abb tum aaram karo hume thoda kaam hai headquarters ka hum woh kar lete hai.

Karishma : Bhaiya hum kal se aram hi toh kar rahe hai .

Anubhav : Toh?

Karishma : Toh hum bhi apki madad kar dete hai na isi bahane humara man bhi lag jayega aur apka kaam bhi jaldi ho jayega..

Anubhav : Koi jarurat hai  nahi hai humari madad karne ki  hum apna kaam khud kar lenge tum jaake aaram karo.

Karishma : Lekin bhaiya.

Anubhav : Koi lekin wakin nahi abhi jao apne room mein aur aaram karo.

Karishma : But.

Anubhav : No ifs and buts jao rest karo it's an order.

Hearing this Karu di starts murmuring (😁😁)

Karishma : Duty toh duty ghar peh bhi order dete rahte hai. Hitler kahi ke (murmurs 😁)

Anubhav : Suna humne

Karishma : Apko sunane ke liye hi bola tha maine.

Anubhav : Acha ab jao rest karo.

Karishma : Thik hai jaa rahe hai.

Then Karu di  apne room me chali jaati hai.

Anubhav ( in mind) : Chalo yeah toh gayi rest karne abb hum bhi hamara file work karte hai.

Then Anu bhaiya also went to his room.

At Karu di 's room .

Karishma ( in mind):Mai yaha rest karne aa toh gayi lekin agar mai soyi toh woh sapne phir se aayenge. Kya karun, kya karun.

Then suddenly Karu di ke sir dard hone lag jaata hai.

Karishma ( in mind) : Aah ab yeah achanak se headache kyu hone laga.. Ek kaam karti hun headache ki dawai le leti hun.

Then Karu di headache ki dawai le leti hai because unko bahut tez headache ho raha tha.

After taking medicine.

Karishma : Nind aa rahi hai chalo soo jaati hun.

Then Karu di soo jaati hai because of medicine effect.

After 30 minutes 

Karu di was in deep sleep then suddenly the night mare of mission behroopiya came in her sleep.And she starts  murmuring.

Karishma : Unhe mat maro. Unhone kuch nahi kiya hai. Woh nirdosh hai. Unko chod do. Anu bhaiya ko mat maro please. Anu bhaiya ko kuch maat karna please.

Then Karu di woh scene dekhti hai jisme Karu di ne Anu bhaiya ko shoot kiya tha.

Now Karu di shouts.

Karishma : Anu bhaiyaaaa ( shouts) . 

Now Karu di starts crying

Karishma : Yeah . Yeah  . Yeah sab humari . Wajah. Se. Hua hai. Humne hamare bhaiya peh go. Go. Goli chala di humne hamare jaan se bhi jyada pyare bhaiya ko marne ki koshish ki. Sab hamari wajah se hua hai sab hamari wajah se hua hai. Isse accha toh yeah hota ki kash hum uss accident mein sahi mei mar jaate kam se kam hume apne bhaiya peh goli toh naa chalani padti.

Then suddenly Karu starts shivering and sweating.

Karishma : Anu bhaiya chahiye. Anu bhaiya chahiye  . Anu bhaiya chahiye . Anu bhaiya chahiye. Anu bhaiya chahiye.

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now