Part -32

149 22 12
                                    

Continue from last part.

At Mumbai.

At Ashok Nagar Thaana.

At SHO cabin.

Team MPT left from there.

Anubhavi angrily sits on her chair.

Anubhavi : Saara mood kharab kar diya... Itne saal baad bhi yeah log nhi sudhre aaj bhi humein hi zimmedaar maante hai uss haadse ka jabki humne kuch nhi kiya.. Pata nahi yeah log kyu humein aaj bhi uss chiz ka zimmedaar maante hai??

Then she look at her and Anu bhaiya's pics.

Anubhavi : Bhaiyu kya aap bhi mujhe uss haadse ka zimmedaar maante hai kya aapko bhi lagta hai ki maine woh sab jaan bhuchkar kiya tha aapko maarne ke liye kya aapko bhi lagta hai mai aapko maar sakti hun??

Then suddenly she hears some voice .

Voice : Anubhavi.

Then Anubhavi look at the direction of voice and a small smile came on her face.

Anubhavi : Arre Shivaani, Chandramukhi aao naa .

Note : Shivi and Chandru came to meet her .

Shivaani &Chandramukhi : Okk.

Then both came near her and Anubhavi stands and hugs them.

Anubhavi : Kaisi hai meri dono besties?

Both : Theek hai.

Shivaani : Tuu kaisi hai?

Anubhavi : Mai bhi ekdam first class hun.

Chandramukhi : Haa pata hai kaisi first class hai. ( starring her).

Note : Due to diseases and Mission Behroopiya and Suraksha Karu dii bahut kamjor ho gayi thi.

In story.

Anubhavi understands Chandramukhi's talk.

Anubhavi : Accha yeah batao naste mein kya loge Burger, Pasta yaa kuch aur?

Shivaani : Kuch nhi.

Anubhavi : Arre yeah kya baat hui ek toh tum dono itne dino baad aaye ho aur upar se kuch leh bhi nhi rahe. Ese thodi hota hai jaao mai baat naa karti tum dono se (😤😤).

Chandramukhi : Arre tuu naraz kyu ho rahi hai?

Anubhavi : Naraz nhi houn toh kya tum logon ki aarti uthaarun ek toh tum dono bina bataye aaye ho aur upar se chai naasta bhi nahi kar rahe ho. (😤)

Shivaani : Accha baba theek hai kar rahe hai naasta ek kaam kar humare liye garma garam pyaaz kachori aur chai mangwa de.

Anubhavi : Yeah hui naa baat aur tum log khade kyu ho baitho naa.

Both : Okk.

Then both sits on chairs and Karu orders Tea and Onion Kachori for them.

Anubhavi : Aur batao itne din baad aaj kaise meri yaad aayi?

Chandramukhi : Yaad toh roz aati hai but time nhi milta hai baat karne ke liye aur aane ke liye. Aaj chutti thi toh socha chalke milte hai.

Anubhavi : Accha.

Shivaani : Haa .

Note : Chandramukhi and Shivaani Nagpur rehte hai aur woh 6 months se aaye hai Karu se milne ke liye because dono work mein bahut busy rehte hai so time nhi mil paata hai...

In story.

Anubhavi : Hmm aur batao kya chal raha hai life mein?

Shivaani : Kuch nhi bas cases chal rahe hai.

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now