Part -23

277 33 18
                                    

Continue from last part.

At MPT.

All reached MPT. And took their personal vehicle and left from there.

At Singh Mention.

Shivaani and Anushma reached at home.

At House 

Trio enters in house and sits on sofa.

Shivaani : Aaj toh bahut thak gaye.

Anubhav : Sahi mein aur itna thak gaye hai ki apne room tak jaane ki himmat nahi hai aur upar se nind bhi bahut aa rahi hai hai.

Shivaani : Right bhaiya.

Then they hear that someone is taking karaate.

Anubhav : Yeah karaate kon leh raha hai?

Shivaani : Pata nhi bhaiya.

Then Anu bhaiya sees that his sister is taking karaate because Karishma is sleeping.

Anubhav : Lo yeah toh yeahi soo gayi.

Shivaani : Toh usse uthate hai naa bhaiya. Apne room mein jaake so jaayegi.

Anubhav : Nahin mai isse godi karke le jaunga abhi agar uthaaya toh gusaa karegi.

Shivaani : Okk bhaiya.

Anubhav : Hmm acha raat bahot ho gayi hai toh tum jaao sone mai isko leke jaata hun.

Shivaani : Okk bhaiya good night sweet dreams bhaiya .

Anubhav : Same to you my sister .

Then Shivaani left and Anu bhaiya takes Karu in his arms and left from there.

At Karishma room.

Anu bhaiya enters in the room and then Anu bhaiya Karu ko bed peh letaate hai and also put quilt on her.

Anubhav ( in mind) : Kitni pyaari lag rahi hai meri bacchi sote hue. Kon kahega isse dekhar ki yeah bhaukaali queen Karishma hai joh pure shahar mein apna bhaukaal dikhaati hai. Abb toh bass ek hi dua hai bhagwaan ki Karu hamesha khush rahe aur hamesha mere pass rahe woh kabhi hum dono ek dusre se  dur naa ho. Hey bhagwaan Karu aage life mein bahut taraki kare apna aur desh kaa naam khub roshan kare .

Anubhav sits near Karu. And take her hand in his hands.

Anubhav : Mai hamesha toh tere sath nahi rahunga bacchi par jab bhi tuu mujhe yaad karegi yaa jab bhi tujhe meri jarurat hogi mai aa jaunga tere pass yeah kasam khaata hun mai. Situation chaahe kaisi bhi ho mai kabhi bhi tera sath nahi chodunga. I will support you always . I love you mera baccha.

Then Anu bhaiya kiss on her forehead.

Anubhav : Good night sweet dreams bacchi.

Then Anu bhaiya left from there.

After 10 minutes.

Karishma was sleeping peacefully but her sleep got disturbed by her diseases.

Karishma was feeling anxiety and headache very badly.

Karishma : Aah bhaiya. Sar dard kar raha hai bahut tej aur vomit jaisa bhi feel ho raha hai bahut jor se aah bhaiya..... Ek baar uth kar dawayi le leti hun.

Then Karishma stands up and takes medicine but the medicine didn't work and Karu di ko vomit karne jaana pada and again it was a blood vomit.

After 15 minutes.

Karishma came from washroom and sits on bed and now she didn't feel anxiety but she feels fever and weakness very badly and her head is still paining .

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now