Part - 9

288 43 33
                                    

Continue from last part.

At 2:30 Am

At Singh Mention.

At Karishma's room.

Karishma was sleeping peacefully due to medicines but the night mare of mission behroopiya again came in her   sleep and she again wake up and starts shivering and sweating and crying and blaming herself.

After 1 hour

Karishma stops crying and was about to try to sleep again then again she feels like vomit.

Karishma : Ama ee phir se vomit kyun feel ho raha hai . Ek kaam karte hai abhi medicine le lete hai kal dikha denge doctor ko.

Then she again took medicine but medicine didn't work then again Karu di ko washroom jaana pada and again it was blood vomiting.

Karishma : Ama ee bar bar khoon ki vomit kyu ho rahi hai . Kal dikha hi dete hai doctor ko. Hmm wahi accha hoga.

After 10 minutes.

Karishma was feeling little better now.

Karishma ( in mind) : Abhi thoda  thik lag raha hai ek baar phir se sone ki koshish karti hun.

Then Karishma again try to sleep and this time she slept.

At morning.

At Singh Mention.

At Karishma room.

Karishma wake up and she was not feeling well. Her headache was again started felt like fever and she feels weakness too.

Karishma : Ama bhaiya bhaut tez sar dukh raha hai aur bhukar jaisa bhi feel ho raha hai weakness bhi bhaut ho rahi hai. Aur Thane bhi jana hai. Ek kaam karte hai abhi Thane chale jaate hai phir shaam ko doctor ke pass chale jayenge. Ek baar fever bhi check kar lete hai.

Then Karishma check her fever and it was 101 .

Karishma ( in mind) : Hume toh bahut tez bhukar hai abhi dawai le lete hai aur aaj auto se chale jaate hai Thane. Hmm yahi sahi rahega.

Then Karishma took medicine .

Karishma ( in mind) :Medicine toh le li abb ready ho jaate hai Thane ke liye.

Then Karishma went to washroom.

After 20 minutes.

Karishma came in hall. Karishma was entering in a kitchen then suddenly unko sab dhundla dikhne lagta hai.

Karishma ( in mind) : Ama abb ee dhundla kahe dikh rha hai sab. Ek kaam karte hai aaj breakfast rehne dete hai aur auto se Thane chale jaate hai. Phir aate waqt doctor ko dikha denge .

Then she was about to left and suddenly her phone starts ringing and it was from Anu bhaiya. And she picks it  .

Karishma : Good morning bhaiya.

Anubhav : Good morning Karu. Kaisi ho?

Karishma : Thik hai bhaiya app kaise ho? ( weakly)

Anubhav : Karu tumhari tabiyat thik nahi hai naa?

Karishma : Thik hai bhaiya.

Anubhav : Toh phir itni weakly kyu bol rahi ho jaise hamesha bolti ho wase hi bolo naa.

Karishma : Bhaiya woh kal Thane mein kaam bahut jyada tha naa isliye bahut thak gayi thi isliye woh thakaan ki wajah se apko esa lag raha hai ki meri tabiyat thik nhi hai.

Anubhav : Accha.

Karishma : Haa

Anubhav : Accha aur batao breakfast kar liya?

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now