Part -27

268 27 8
                                    

Continue from last part  .

At Dewaliya village.

At Bakshi house.

After that bodyguard left and Anu bhaiya secretly pull Karishma at one corner.

At Anushma side .

Karishma : Ama bhaiya kya hua aap mujhe yahan kyu le aaye kitna mast scene chal raha tha waha. Aapko pata hai mujhe naa uss bodyguard ko ese pattiyon mein dekh ke bada maza aa raha tha ( laughs 😂😂)

Then Anu bhaiya understand that yeah kand unki ladli behna ne hi kiya hai (😂)

Anubhav ( in mind) : Hmm matlab mera shak sahi tha yeah kand iska hi kiya hua hai yeah bhi naa.... Khair phir bhi ek baar iske muh se nikalwa leta hun yeah baat.

Anubhav : Haa waise maza toh aaya tha lekin woh ghira kaise?

Karishma : Ghira nahi tha balki maine use ghiraaya tha.

Anubhav : Accha .

Karishma : Haa

Anubhav : Lekin kyu?

Karishma : Usne aapko thappad maara aur dhakka dekar niche giraya isliye. Aur mujhse woh dekha nhi gaya isliye maine use giraaya aapne toh usko maaf kar diya tha magar maine nahi kiya .

Anubhav : Bachi tuu kab sudharegi? Tune uss bodyguard ki ek choti si mistake ki itni badi punishment de dedi usko. Usne maafi mang li thi naa aur maine maaf bhi kar diya tha phir kyu kiya esa tune laado?

Karishma :  Bhaiya usne aapki itni insult ki aapko dhakka diya aapko thappad maara aur yeah aapko choti si baat lagti hai woh toh bhagwaan ka shukra hai ki aap gire nahi agar aap ghir jaate aapko chot lag jaati toh... Aur aapne bhale hi use maaf kar diya ho magar maine nahi kiya tha aur naa kabhi karungi. Kyunki joh aapka aur iss desh ka apmaan kare uske liye aapki laado ki adaalat mein maafi nahi hai.

Anubhav : Accha agar uski jagah koi bujurg hote toh?

Karishma : Toh tab bhi mera way wahi hota kyunki jab aap ki baat aati hai tab mai yeah nahi dekhti ki aapko bura bolne waala bujurg hai yaa koi naujawaan. Haa maanti hun old age people ki respect karni chahiye aur karti bhi hun lekin joh aapko ulta pulta bolega yaa aapke sath misbehave karega uske liye koi respect nahi hai mere dil mein.

Anubhav :  Lekin itna gussa thik nhi hai meri laado jyada gussa karne se health par bhi toh asar hota hai isliye  laado itna gussa mat kiya kar dimag ko thanda rakha kar.

Karishma : Rehne dijiye aap toh sahi ko bhi galat hi bolenge kyunki aap.....

Anubhav : Aap?

Karishma : Chodiye aapse iss matter mein kuch kehna hi galat hai.. Yeah sab chodiye aur kaam peh dhyan dijiye warna log kahenge ki dhang se kaam bhi nahi karte yeah log.

Then Karishma left from there.

Anubhav ( in mind) : Koi shak nhi hai ki yeah ladki mere pyaar mein ek dam pagal hai mere aage yeah kisi ko nahi dekhti waise yeah  acchi baat bhi hai lekin laado ke liye  yeah harmful bhi hoo sakti hai .... Nahi nahi mujhe ise samjhaana hoga raat ko mission ki planning ke baad baat karta hun isse.

At Karishma side.

Karishma was washing the clothes.

Karishma ( in mind) : Bhaiya bhi naa hamesha mujhe hi rokte hai . HM ki tarah bante jaa rahe hai woh bhi jab bhi unke kisi dushman ko punishment do turant uska side lenge ki bacchi itna gussa mat kar aree koi unko maare yaa unka apmaan kare aur mai  chup chaap dekhti rahun esa kabhi ho sakta hai kya. Bhaiya ko bhi samjhna chahiye jab tak mai unke sath hun atleast tab tak toh mai unke liye lad sakti hun.....

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now