Part -22

267 26 25
                                    

Continue from last part.

At Night

At Lucknow

At MPT

Anushma were about to go home but suddenly Karishma stops .

Karishma : Bhaiya aap 5 minutes ruko mai abhi aayi.

Anubhav : Okk.

Then Karishma went from there and looks at everyone except Anu bhaiya and then HM signs Karishma to turn off the lights. And then Karishma turns off the light.

Anubhav : Arre yeah achaanak se light kyu chali gayi?

HM : Pata nhi Anu .

Anubhav : Thik hai.

After 10 minutes .

Anubhav ( in mind) : Yeah Karishma 5 minutes ka bolke gayi thi abhi tak aayi kyu nahi?

Anubhav : Karishma kitna time aur lagega?

Karishma : Thoda time aur lagega bhaiya.

Anubhav : Okk.

After 30 minutes.

Anubhav ( in mind) : Yeah Karu esa konsa kaam kar rahi hai jisme itna time lag raha hai aadha ghanta ho gaya hai usko gaye hue abhi tak nahi aayi hai woh.

Anubhav : Karu kitna time aur lagega?

Karishma : Bhaiya 20 minutes aur lagega kyunki mai ek file complete kar rahi hun.

Anubhav : File work aur iss waqt?

Karishma : Haa kyunki mujhe abhi yaad aaya ki mujhe ek important file complete karke Headquarters bhejni hai.

Anubhav : Lekin woh toh tuu ghar se bhi kar sakti hai naa?

Karishma : Haa lekin phir double hoga bhaiya pehle ghar leke jaungi phir waapas Thaane laungi phir Headquarters leke jaungi isliye yeahi peh finish kar rahi hun taaki subah CC de aaye.

Anubhav : Thik hai.

Karishma : Haa, agar aapko jaana hai toh aap jao mai aa jaungi apne aap.

Anubhav : Nahin mujhe nahi jaana akele, aaye sath hai toh jaayenge bhi saath hi.

Karishma : Okk.

After 20 minutes.

Karishma turn on the light .

Anubhav : Light aa gayi.

HM : Haa .

Then Karishma came

Anubhav : Ho gaya tera file work yaa abhi bhi kuch baaki hai?

Karishma : File work toh ho gaya lekin abhi ek aur kaam rehta gaya hai.

Anubhav : Abb konsa kaam reh gaya tera bacchi ?

Karishma :  Aapki aankhon par patti bandhne waala kaam.

Then Karishma Anu bhaiya ki eyes peh patti bandhti hai.

Anubhav : Arre abb yeah patti kyu bandhi hai?

Karishma : Kuch dikhaane ke liye.

Anubhav : Par kya dikhane ke liye?

Karishma : Kuch special dikhaane ke liye.

Anubhav : Lekin.

Karishma : Bhaiya aap piche turn kijiye.

Anubhav : Why?

Karishma : Aap kijiye toh sahi phir aapko sab pata chal jayega.

Anubhav : Thik hai.

Then Anubhav turns back and Karishma opens his patti and he was shocked to see the scenario. Because Shivani And other members of Thaana were present in front of him and Happy Birthday Anubhav Sir was written on the wall.

Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now