Part -8

273 41 18
                                    

Continue from last part.

At MPT.

At Lunch time.

All were present in hall except Karishma.

HM : Pushpa Jii Karishma Singh ko bula dijiye.

PS : Jii Maddam Sir.

Then PS went to Karishma 's cabin.

At Karishma cabin.

Karishma was still doing her work and her headache still increasing but she is ignoring it and doing her work.

Then PS enter in her cabin.

PS : Jai Hind Maddam.

Karishma : Jai Hind Pushpa Jii

PS : Madam lunch time ho gaya hai aa jayea.

Karishma : Thik hai aa rahe hai Pushpa Jii.

Then Karishma went with Pushpa Jii.

At hall.

Karishma came with PS and Cheetosh salutes her and she salute HM.

HM : Aayea Karishma Singh lunch kar lijiye.

Karishma : Jii.

Then all Thana members do their lunch.

After lunch.

Everyone have done their lunch.

HM : Lunch toh ho gaya now everyone get back to work and hum apne cabin mein hai agar kuch kaam ho toh bula lena.

All : Okk Maddam Sir/ Maddam .

All : Jai Hind Maddam Sir / Maddam

HM : Jai Hind everyone.

Then HM left.

Karishma : Hum bhi apne cabin mein jaate hai agar kuch kaam ho toh bula lena.

Trio : Okk Madam.

Trio : Jai Hind Maddam.

Karishma : Jai Hind .

Then Karishma left.

At Karishma cabin.

Karishma enters in her cabin then suddenly she feel little chakkar and weakness.

Karishma ( in mind) : Ama ee chakkar kahe aa raha hai aur weakness bhi ho rahi hai. Ek kaam karte hai abhi tablet le lete hai phir baad mein doctor ko dikha denge. Hmm yahi karte hai.

Then Karishma took medicine and again starts her work.

After 2 hours.

At Karishma cabin.

Karu di abhi bhi apna work kar rahi thi and suddenly she feels fever and anxiety ( jee ghabrana).

Karishma ( in mind) : Ama ee bhukar jaisa kyun lag raha hai aur vomit jaisa bhi feel ho raha hai. Ek kaam karte hai abhi medicine le lete hai phir doctor ko dikha denge. Hmm

Then again she took medicine and again doing her work.

At Night.

At Singh Mention.

Karishma just enters in the house with tired face and sits on sofa she was still feeling weakness fever and anxiety (  vomit) and her head was also paining very badly.

Karishma ( in mind) : Ama ee vomit jaisa kyun feel ho raha hai bhukar bhi lag raha hai sar bhi dhuk raha hai weakness bhi lag rahi hai. Ek kaam karte hai phir medicine le lete hai subha dikha denge doctor.

Then again she took medicine but this time medicine didn't work so Karu di ko vomit karne washroom jana pada Karu di ko blood ki vomiting hui.

Karishma ( in mind) : Vomit  blood ki ho rahi hai, nose mein blood aa raha hai weakness ho rahi hai sar dukh raha hai bhukar jaisa lag raha hai ... Kahi hume.... Tumer toh nahi ho gaya...

Thinking this Karishma got shocked.

Karishma ( in mind) :  Nahin.. Woh nahi ho sakta.. Haa ... Woh nahin hain. Bhak hum bhi naa kya kya sochte hai.

Then she came from washroom.

Karishma ( in mind) : 5 minutes rest kar lete hai phir fresh ho jayenge.

After 10 minutes.

Karishma ( in mind) : Chalo abb fresh hoke aate hai phir rest  karenge.

Then Karishma went to washroom

After 15 minutes.

Karishma came from washroom.

Karishma ( in mind) : Dinner bana lete hai.

Then she left from her room and came in kitchen. She was still feeling weakness and chakkar and she was about to fall but she put her hands on wall and Karu di girne se bach gayi.

Karishma ( in mind) : Ama phir se chakkar kyun aa rahe hai aur bahut weakness bhi feel ho rahi hai. Ek kaam karte hai dinner toh bana lete hai phir kha ke dawai leke so jayenge.

Then she made dinner with difficulty .

After 10 minutes.

Karishma was putting dinner on table and starts serving herself.

After 5 minutes 

Karishma starts her dinner.

After 10 minutes 

Karishma done her dinner and went to her room .

At Karishma room

Karishma enters in her room and she was walking towards her bed and suddenly she falls on her bed because her weakness increases and she can't able to stand more.

Karishma was trying to stand up but failed.

Karishma ( in her mind) : Ama humse toh khada bhi nahi raha jaa raha hai kaa kare.

Then suddenly her phone starts ringing it was from Anu bhaiya.

Karishma ( in mind) : Ama bhaiya ka phone kya kare bhaiya ko tabiyat ka bata de kaa. Nahi nahin uu bina matlab ka pareshaan ho jayenge ek kaam karte hai nahi uthate hai.. Nahi nahi utha lete hai nahi uthayenge toh uu aur jyada pareshaan ho jayenge.

Then Karishma picks the phone .

Anubhav : Hello Karu.

Karishma : Hi bhaiya ( weakly)

Anubhav : Tum thik hona Karu?

Karishma : Haa but app kyun puch rahe hai esa?

Anubhav : Kyunki tumhari aawaaz bahut thaki hui si aur weak lag rahi hai.

Karishma : Nahi bhaiya hum thik hai bass aaj thoda jyada thak gaye hai.

Anubhav : Ooh .

Karishma : Haa, bhaiya hum kal baat kare hume abhi bhaut nind aa rahi hai.

Anubhav : Okk kal baat karte hai. Good night love you mera baccha.

Karishma : Okk love you bhaiyu and good night sweet dreams byee byee.

Anubhav : Sweet dreams byee byee.

Then call ends and Karishma sleeps.

So guys this was your 8 th chapter I know boring and small hai but I hope you all like it.

So milte hai next chapter ke sath tab tak ke liye

Tata bye bye.

Do vote and comment.

Jai Hind 🇮🇳🇮🇳

Jai Bharat. 🇮🇳🇮🇳




Hum hi kyu ?( Anushma) Where stories live. Discover now