chapter 30

4.7K 337 59
                                    


Thank you for your votes and comments

----------------------------------------------------------

The last two days were in a dilemma for everyone. All the information about Khushi's parents was extracted. DNA report also got positive. It is confirmed that Parula and Mahesh are Khushi's parents

Parula was coming to Raje Niwas for last three days. There is magic in a mother's touch. On the very first day, Khushi was united with Parula. Two days later, Khushi's parents took Khushi home with them . Everyone was emotional when Khushi left. But they were satisfied that Khushi got her real parents and their love. Through Sid's help , both of them got a job in Mumbai. Khushi used to come to him every morning and go home with her mother in the evening. Khushi used to live with both the families. Everything went well and everyone was happy.

After one week

RAJE NIWAS in morning

Sid - tu abhi aarahi hai, jab mujhe teri sab se jada jarurat thi tab tu gayab thi?

Aaji - are mere bacche me Nagpur gayi thi

Sid - aur kar samaj seva. Ghumati rah ye umar me yaha waha. Aur kuch ho gaya to aayenge tujhe dekhane sab.

Aaji - are Sonya ( baby) wo bharti chachi pata hai na tujhse. Uske beti ko ladka huwa waha usko dekhne ke liye koi nahi tha issliye mujhe Jana pada. Aur mujhe thodi pata tha ye Khushi ke maa baap aise tapak padenge. Aur tujhe meri jarurat padane jaisa abhi tu chota nahi raha. Abhi tujhe sambhalne ke liye Teri biwi hai.

Sid - kon shenaaz? Usko me sambhalta hu aaji wo kya mujhe sambhal legi

Sana in mind - jhute

Aaji - galati ho gayi maaf kar mujhe.

Aaji caressing Sidharth whole face.

Sid - tujhe pata hai ye sab huwa to me Kitana hurt tha. Tu aayi mujhe dekhane ? Tujhe to dusro ki padi thi
Dusro ke pote ko dekhana tha apane pote ko chod ke.

Aaji - Radha isko samjha.

Sid - Aai kyu samjhayegi mujhe. Wo thi yaha jab me tension me tha tab. Tu hi gayab thi

Aaji - aise koi Aaji se ruth jata hai kya? Ja kushal me paise deti hu wo Sathe's ki jalebi mere bacche ko laake de.

Kushal - me kidhar nahi jaane wala. Kal wo khushi ke yaad me meri bhi nind Puri nahi huyi hai. me sone ja raha hu.

Aaji - tu kuch kaam ka hai hi nahi. Komal wo sing ya wo tomomato unko phone kar ke lane ko bol Jalebi.

Komal -; Aaji sing nahi Swiggy aur tomomato nahi Zomato.

Aaji - ha wo kuch bahi ho, phone kar aur order kar mere ladle ke liye.

Sid - mujhe koi jalebi nahi khani hai.

Aaji - sune to mera baccha.

Komal - vahini chal gardan me chalte hai

Sana - magar ye Aaji aur sidharth ji ka kuch serious matter chal raha hai na.

Komal - undono ka hamesha ka natak hai. Chal tu bahar Tujhe batati hu.

Sana and Komal sit on the desk in the garden .

Sana - bol na kya chal raha tha ander

Komal - abhi jo huwa khushi ka incident tab Aaji yaha nahi thi. Wo emotional phase me dada ko lagata hai sabhi family ek saath rahe. Wo kaafi hadd tak sahi bhi hai. Dikhate hai hulk magar Dil chote baccho ka hai. Bimar padate hai tabhi bhi Aai ka pallu nahi chodate hai. Aur Aaji ke goad me sote hai. Abhi Aaji Nagpur gayi thi to Dada ko pahale se gussa aaya tha. Dadi kyu itna travel karati hai dusro ko madat karane ke liye. You know dada is over protective. Wo baba ko dat bhi rahe the Aaji ko kyu bheja kar ke. Aaji bhi dada ko Bina bataye chali gayi abhi wo gussa aur Khushi ke time pe Aaji nahi thi wo gussa dono mil gaye hai. Dada itne asani se manega nahi.

Sid & Naaz Where stories live. Discover now