chapter 80

2.2K 287 63
                                    


Sana walked towards the study room and as the door opened, Sid pulled her inside and locked the door.

Sid - Happy anniversary Jaan

He hug her and kissed her both cheeks

Sana - happy anniversary sidharth ji, aap ne wish karane ke liye mujhe study me bulya hai?

Sid - gadhi hai tu aur gadhi hi rahegi

Sana - me gadhi nahi hu.

Sid - pata hai mujhe, baith sofe pe. Aur ye kambal lapet kar kyu aayi ho.

 Aur ye kambal lapet kar kyu aayi ho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Sana - koi mujhe dekhana le issliye

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Sana - koi mujhe dekhana le issliye

Sid - sidharth bhi like kise se mera pala pada hai.

Sidharath khude bhi sofe pe baith Gaya. Usne sana ko apne goad me bitha liya aur apne dono haatho se usko pakad ke rakha

Sid - jaan ek.saal ho bhi Gaya humare shaadi ko

Sana - ha, mujhe to laga hi nahi.

Sid - aisa lag raha hai maano kal ki hi baat ho. Maine tujhe kis liye bulya hai pata hai tujhe

Sana - ha humari anniversary hai aur ye raat aap ko.mere saath bitani thi

Sid - ye bhi hai magar mujhe kuch yaadein taza karani thi..... Aaj ke din ke ek raat pahle ki baat hai tu mujhe ek room me mili thi. Chup chap waha soyi thi. Tu itni cute lag rahi thi bas wahi me apna Dil haar baitha. Aisa laga isko kahi Jane nahi Dena hai she is only mine. Sach me tujhe me tere ghar le Jake proper propose karane wala tha. Par tere wo sautele baap ne kitni sari misunderstanding Paida ki aur tere mere bich me nafrat deewar khadi ho gayi.

Sana - aap wo negative way me kyu le rahe hai. Aap postive way me sochiye. Agar wo waisa plan karate nahi to hum kaise milate.

Sid - point hai tere baato me agar hum nahi milate to tu use Saurabh se shaadi karati

Sana - sidharth ji kyu itne acche din negative baat kar rahe ho. Me uski huyi kya?  nahi na. Me to bas mere sidharth ji  ki thi, hu aur Humesha rahungi.

Sid & Naaz Where stories live. Discover now