chapter 65

2.7K 330 59
                                    


Next day evening at Raje niwas

Sidkush sofe pe baith kar kuch party ka kaam kar rahe the

Sid - abhi ye sab meetings kal se tere shaadi ke 2 din pahle tak fix karde. Sab line out kar dete hai phir opposite party ko chance nahi milana chahiye.

Kushal - me karta hu sab kuch. Mere shaadi ke baad sab kaam start ho jayega. Abhi rakhata hu sab

Sid - ha kuch rahega to baad me discuss kar denge

Kushal - ye loag kab aayenge yaar mujhe to itni nind aarahi hai

Sid - ye kaka kaki ghar pe kabhi bhi aaye jaaye ya yaha rahe unka hi ghar hai par Nikhil aata hai na to problem shuru hoti hai

Kushal - sach baat hai

Sid - ye apne yaha board laga de dog and Nikhil not allowed at RAJE NIWAS

Kushal - ha kyu ki dog se Aajji ko allergy hoti hai aur Nikhil se hum dono ko.

Kushal - chal me ye rakh ke aata hu.

Kushal left the room

Sana - aap ko kuch chahiye?

Sid - mujhe to bas tu chahiye meri jaan.

And he hold her hand tightly

Sana - haath chodiye koi dekh lega.

Sid - to dekh lene de apne bayko ka haath pakadne se me darata hu kya kisi se. Aaja mere pass baith.

Sana sat beside Sid on the sofa and Sid put his hand on her shoulder and made her sit close to him. He kept his hands on her shoulders and started chatting with her

Sid - to bol aaj ho jaaye. Kal aise hi bina kuch kiye so gayi. Phir mera baburao bhi kuch bina kiye aise hi so Gaya.

Sana - bas yahi karate raho, aap iske siwa kuch soch sakate ho.

Sid - kya kare mere wife he hi itni sexy to insaan kya sochega dusra. Wo dekh meri Aajji kab se par pote ke umeed me hai. Aur tu pills leke unki umeed chaka chur kar deti hai

Sana - jab tak mera graduation complete  nahi hota tab tak me pills band nahi karungi.

Sid - matlab Aajji ko mere aur do saal Waite karna padega. आज्जी तुला अजून 2 वर्ष नातवंडं साठी वाट बघावी लागेल.( Aajji, you have to wait for 2 more years for grandchildren.)

Sana - aap chilla kyu rahe ho? Aajji ko kyu bata rahe ho?

Sid - to wo sapne dekh rahi hai par poto ki usko batana jaruri hai. Uska waqt nahi jata to ulta pulta sochati rahati hai. Phir wo sona sab ko baat den ke baare me sochati hai. Ye khushi bhi Surat chali gayi yaar. Kab aayegi baat huyi Teri parul se.

Sana - ha parso aarahi hai. Par sidharth ji kitni acchi baat hai na dono ke family ne unko except kar liya

Sid - kuch time ke baad sab thik ho jata hai aur baccha hone ke baad to except karte hi karte hai. Tu bhi soch bacche ke baare me phir humara sab accha hoga

Sana - humara sab accha hi hai kya bura hai bolo?

Sid kuch kahene hi wala tha utne me Deshmukh family aagayi

Aajji - aaja Suryakant, Nikhil nahi aaya ?

Kaka - thoda time lagega usko kaam hai use. Hum bhi uska waite kar rahe the issliye der ho gayi. Abhi phone Kiya aur bole tum loag aage Jana me aata hu thodi der me issliye hum aagye.

Sid & Naaz Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz