29

364 14 0
                                    

After having a good time with Almeer, Noor felt a bit relaxed. It was now 7.30 p.m. Both of them were in Almeer's car infront of the Farooqi Villa.

Almeer- Kal hamari flight hai.

Noor- Tumne to parso ki bola tha mujhe.

Almeer- Arey meri maa! Picchle kal ka parso matlab aaj ke hisab se aane wala kal hoga na.

Noor- Oh han han!

Almeer giggled at her cute stupidity.

Noor- Haha so funny. You're ROCL.

Almeer- Madam mere khayal se wo ROFL hai.

Noor- Ji nahi. Mai ROCL, Rolling on car laughing ki baat kar rahi hu.

Almeer- Aapse zyada ilmdaar to koi hai hi nahi hai na? ( sarcastically)

Noor- Bakwas band kardo ab apni. Kitne baje hai flight?

Almeer- 3.00 a.m reporting time. Yarr yeh aadhi raat ki reporting na poori duniya mein sabse bekar chiz hai.

Noor- 3.30 baje reporting hai that means tum 2.30 baje raat mein yaha se mujhe lene aaoge?

Almeer- Nahi..

Noor- To kya tum akele Canada wapis jaa rahe ho?

Almeer- Nahi..

Noor- Acha acha! Tum toh Sarah ke sath jaoge hai na?

Almeer- Meri amma jaan. Ham yaha Canada jane se pehle aakhiri baar uncle se milne aye hain aur aapka bag lene aaye hain. Mai aapko lene aane hi wala tha maghrib ke baad parr aapne hamein asr ke waqt hi bula liya.

Noor- Oh acha! Toh chalo andar.. Yaha kya bandar ka naach dekhne baithe hai ham?

Almeer- Karo dance fir kyun der kar rhi ho?

Noor- Almeer tum na.. Tumhe to mai Canada pohoch ke batati hu.

Almeer- Abhi hi bata do. Canada tak kyun deri karna hai?

Noor- Tum na ek kaam karo. Sach mein Sarah ke sath hi chale jao mujhe jaana hi nahi hai tumhare sath.

Almeer- Kyun aap Faisal ke sath aayengi?

Listening this, Noor opened the car gate. Before getting out of the car, she hit on his scalp with her hand and got out.

' Jao tum..Sarah ka address text kar deti hu!'

She turned towards the gate and started moving inside. Almeer hurried and opened the gate and ran behind her.

She was walking in front and he was walking behind her apologizing in every possible way.

They entered the garden entrance where Umair was sitting with his coffee cup. He saw Noor walking a bossy walk and Almeer walking beside her like a wet cat.

He smiled and walked towards them.

Umair- Kya hua hai bhai kyu bheegi billi ke jaise ghum rahe ho?

Noor- Bhai bhej dein isey Canada akele. Mujhe nahi jaana.

Umair- Hua kya hai batao to sahi..

Noor- Isne mujhe bandar bola.

Umair- Almeer!! Buri baat..

Almeer- Bhai mai toh bas apni biwi se mazak kar raha tha. Ye begum to naraaz hogayi mujhse. Canada jaane se inqaar kar rahi hain.

Bachpan (COMPLETED)Where stories live. Discover now