Solving the Murder Mystery

72 13 0
                                    

In the last part, binoy died.

Let's continue,
Anidita were sitting in the library. Then the phone rang. Anirudh went to take the call.

"Hello!" "Hello, Anirudh! Main bol rha hu arvind!" It was arvind on the call "haa arvind, bol!" He replied

"yar maine Mr. Roychaudhary ke baare mein suna! Bohot bura laga sunkar" he said.

Anirudh took a sigh to control his tears "par yeh sab hua kaise?" Arvind asked

"pata nhi yaar, vo kuch din se bimaar the par achanak, jab main ghar aaya toh unka phone aaya mughe, maine unn se baat ki aur vo bohot ghabraye hue lag rahe the jaise unhe kisi se khatra ho!" He said

"kya? Ghabraye hue lag rahe the? Par tughe aisa kyu laga ki unhe kisi se khatra h?" Arvind asked "kyunki unhone mughse kaha ki jo mere apne the maine unhe dur kar diya aur, jo meri jaan lena chahti hai, usse maine apne paas rakh liya!" He said.

"ek sec! CHAHTI hai! Anirudh, tune mughse kaha tha ki teri aur sampurna ki ladayi hui thi jiski wajah se tu ghar chhod kar gaya toh, kya main sahi soch raha hu?" He signaled

"pata nhi ki yeh sahi h ya galat par, jo tu soch raha h na, main aur bondita bhi abhi wahi soch rahe the" he said "toh fir toh tughe report karvani chahiye!" Arvind said

"haa par.... mere paas saboot nhi h!" He said being helpless "emm tune ambulance bulayi thi?" Arvind asked "bulayi thi par, maine nhi bulayi thi. Aur ghar mein sab kehe rahe hain ki pata nhi kisne bulayi" he said "agar ghar mein kisi ne nhi bulayi toh kisi na kisi ne toh bulayi hogi na!" Arvind said "haa aur yeh toh hospital se hi pata chalega ki ambulance bulayi kisne!" He got it "Tu hospital pohonch main bhi aata hu!" Arvind said and hanged.

"Kya hua pati babu?" She asked getting up the couch "main hospital jaa raha hu, baba ko lene!" He said "main bhi aap ke saath chalu?" She asked "nhi, tum yahi raho, tumhare liye zyada safar karna sahi nhi h, mere saath arvind hoga wahan!" He said

"Thik h! Aap aaraam se jaiyega!" She said. He nodded and left.

-

"Anirudh, formalities kar li hain, hu, uncle ko le jaa sakte hain" arvind said as anirudh reached there "thank you arvind, thanks a lot!" He said "anirudh, maine pucha ki ambulance kisne bulayi thi, staff ne kaha ki kisi aurat ka phone aaya tha haveli se, kehe rahi thi unke pati bimaar ho gaye hain!" He said

"Aurat! Uss wakt ek hi aurat thi humare ghar mein. Aur vo thi sampurna" he got onto the point "arvind saath mein tughe pata h, jab vo baba ko lekar jaa rahe the na, toh sampurna kahin bahar se aayi safed saree mein aur aise dikha rahi thi ki jaise usse pata hi nhi ki kya hua!" He said

"usne safed saree isiliye pehni thi kyunki vo jaanti thi ki uncle nhi bachenge!" Arvind said

"Iska matlab, sampurna ne..." he understood the story "anirudh, tughe case file karna chahiye, sampurna ke upar multiple charges h, usse saza se koi nhi bacha sakta" Arvind said

"Hmm... main case file karunga par-par humein jo karna hoga secretly karna hoga! Vo bohot shaatir h. Listen agar vo ambulance bula sakti h toh ho sakta h ki vo report likhvane bhi aaye" he said.

Then doctor came near them. He stopped seeing him "Mr. Anirudh and inspector sir, Mr. Roychaudhary ki body ko examine karne ke baad humein yeh pata chala h ki unki maut natural nhi thi, unki maut kisi drug ki vajah se hui h jo unhe kaafi bhaari matra mein diya gaya h!" He informed

"Kaisa drug doctor?" Anirudh asked "unhe neend ki goliyan di gayi hain, jinki vajah se unki maut hui h!" He said

"neend ki goliyan! Sir aap Bata sakte hain ki kitna amount hoga drug ka!" Arvind asked "main kehe toh nhi sakta par haa, itna amount zaroor hoga jitna neend ki goliyon ki ek bade container mein hota h! Like around 30-35 pills or even more" he said.

The Journey We HadWhere stories live. Discover now