15. A NEW VERSION OF NAINA

207 39 56
                                    

Hey guys...

Enjoy this part...😊
......................................................................
Ruhaana went running in her arms and hugged her tightly. Naina also reciprocated her hug and caressed her hair affectionately. Suddenly, she felt some tears, so she broke the hug and cupped her face. When she saw her crying, she asked...

Naina (While wiping her tears) - Kya ho gya, Ruhaana. Tu ro kyu rahi hai?... (Mischievously) Itna miss kar liya kya mujhe?

Ruhaana (Cutely complaining her) - Mujhe nahi karni aapse baat. Aapne to koi contact hi nahi kiya mujhe yaha aane ke baad. Aisa to tha nahi ke aapke pass mera number nahi tha, Diii...!!!

Naina (Giggling a bit) - Oh My God...!!! Acha baba, I'm sorry. I was wrong. It was wrong of me to not contact you... (Holding her ears cutely) Mujhe maaf kardo... (Putting a hand around her shoulder) Vaise... Contact to tu bhi mujhse kar sakti thi na. Maine apna number nahi badla tha.

Ruhaana (Making a face) - I was busy with my studies... (Cutely) Mujhe aapse abhi nahi ladna, main baad me ladugi... (Smilingly) Happy Birthday, Naina Diii...!!!

Naina (Smiling broadly at her) - Thank you.

Rajveer smiled at them but coughed a bit to gain her attention. When she looked at him, he said...

Rajveer (A bit hesitantly) - I'm sorry... Main yaha... Nahi aana chahta tha. Main bas yaha... Ruh ko chhodne aaya tha. I hope, you won't mind. Main ab chalta hu... Oh and... Happy Birthday, Naina.

Naina (Stopping him) - It's okay. You can stay for a bit more with your sister. I won't mind and thank you for your wishes.

Aditya (Nodding at Naina) - Happy Birthday, Ma'am.

Naina (With a smile) - Thank you, Aditya... (Looking around) Where's Aditi guys? Vo aayi nahi hai kya abhi tak?

Charlie - Haa, vo aanewali thi but uska message aaya ke vo nahi aa sakti, uski tabiyat kharab hai. Pata nahi, kal tak to sab thik tha, aaj achanak se kya ho gya?

Naina (Immediately) - Kya uska sirf message hi aaya tha? Tum logo ne usse call par baat karne ki try ki thi kya?

Nicki (Creasing her brows) - No, Ma'am. Hume uska text mila to hume laga ke shayad uski tabiyat kharab hai, to vo nahi aayi. Par aap itni pareshaan kyu lag rahi hai, Boss?

Naina (Realising something) - I'll kill that jerk...!!! (To Nicki) Nicki, police ko call karke unhe Aditi ke ghar bhejo... NOW...!!! (To Charlie) Charlie, jaldi chalo. Hume abhi Aditi ke ghar jaana hoga.

Rajveer (Confusingly) - Par Naina... Hua kya hai? Tum itni kyu hyper ho rahi ho?

Naina (While getting out of the cafe) - Rajveer, car me betho. Raste me sab batati hu... (To Ruhaana) Ruhaana, tum Aditya ke sath yahi raho... No arguments on this. Tum yahi rahogi and that's it.

Naina sat in the driver's seat and Rajveer sat beside her, in the passenger seat. Charlie sat in the backseat. She was driving the car very fast, so he asked again...

Rajveer (Confusingly) - Naina, hum jaa kaha rahe hai? Aur tum gadi itni tezz kyu chala rahi ho? Slow down, Naina.

Naina (Looking ahead) - Gadi slow chalane ka waqt nahi hai, Rajveer... (To Charlie) Charlie... Nicki ko dubaara call karke puchho ke usne police ko Aditi ke ghar bheja hai ya nahi...!!!

Rajveer (Creasing his brows) - Naina, ye Aditi kon hai aur hum uske ghar kyu jaa rahe hai?

Naina (Looking ahead) - Rajveer... Aditi meri employee hai. Cafe me kaam karti hai. Darasal uski shaadi ho chuki hai. Lekin uska pati bilkul bhi acha insaan nahi hai. Maine usse kaha bhi tha ke use usse divorce ke liye apply kar dena chahiye... (Taking a deep breath) But lagta hai ke, use akeli chhodkar galti kardi maine. Vo aaj apne pati se is baare me baat karnewali thi. Usne mujhse kaha bhi tha that agar vo aaj nahi aati hai, to main police ko inform karu.

HIS DESTINYWhere stories live. Discover now