Prologue

794 105 94
                                    

VIDARBHA

In the Royal palace of Vidarbha,a beautiful girl was sitting infront of a mirror surrounded by number of handmaids.One of them was doing her hairs,one was making her wear anklets and sandals while two more were fixing her garment while two others were fixing her Jwelleries.

"Rajkumari Haseena...aap toh iss sunhaire poshak mein swarg k kisi apsara se bhi adhir sundar lag rahi hain."One of the hand maids said and Haseena smiled.

"Rajkumari aap har saptah kyun bahar jaakar prajao se milti hain?Aap toh Rajkumari hain...yeh sab aapka kaam toh nahi."Another hand maid said.

"Kaisi baat karrahi ho Vindhya,pitashree kahene hain ki Vidarbha ki praja unke liye unke santano k saman hain,toh uss hisab se woh mere Bhai bandhu huye na...humara kartavya hain unki haal chal pucchna,unke sukh suvidha ka khyal rakhna."Haseena said.

"Aur jab aapka Vivah hojayega,tab?Kya aapka pati bhi apko aise aam prajao se milne dega?"Vindhya asked.

"Avashya dega.Hum vivah ussi se karenge Jo humare aazadi mein hastakshep nahin karega."Haseena said checking herself out in the mirror.

"Waise Rajkumari aapne humein kabhi bataya nahi ki aapke sapno ka Rajkumar kaisa hona chahiye."Vindhya asked teasing.

"Humare sapno ka Rajkumar?Woh nek dil aur Naram hriday ka hona chahiye."Haseena said.

"Anubhav kya karrahe ho,marr jayega woh chhod do usse." A man said to another who was beating a person black and blue.

"Yeh guptchar hain Anshuman,Mahel ki saari jaankari dusre rajya tak pahuncha raha hain,Rajdroh kiya hain issne."Anubhav said angrily.

"Humara jeevan saathi aisa koi vyakti hoga,jiske hriday mein rahem hoga apne shatru k liye bhi."

"Rahem kijiye Rajkumar,main aisi galti dobara kabhi nahi karunga."The poor man pleaded.

"Rahem?"Anubhav scoffed."Anubhav Singh k Dil mein rahem naam ka koi ahesaas nahi hain aur ek Rajdrohi k liye katayi nahi."Anubhav said angrily.

"Jo Jaan leta nahi balki apno k liye jaan Dene ki himmat rakhta ho."

"Humein mat maariye Rajkumar."The man cried seeing Anubhav pull out his sword.

"Anubhav Singh hain hum,tum jaise gaddaro ko sirf maut ki saza hi milni chahiye...sirf maut."

"Anubhav shaant hojao,isse hum karagar mein daal sakte hain...maarne ki avshyakta nahi hain."Anshuman said.
Anubhav glared at him and then looked at the man on the floor and the next instance his sword came crashing down and beheaded the man and blood splattered on Anubhav's face.

"Humare pitamaharaj k khilaf Gaya hain yeh...iske liye maut ki saza bhi Kam hain."Anubhav said with gritted teeth.

(The normal fonts were for Haseena who was talking to her handmaids in Vidarbha and the bold fonts were for Anubhav who is in Kausambhi.)

"Aapko jaldhi aapke sapno ka Rajkumar miljayega..dekhna Rajkumari."Another maid said.

"Didiii..."A little boy came inside running.The maids bowed before him.
"Didi aap bahar jaane wali ho na?Dekho main bhi sajj hogaya hoon,main bhi chalunga aapke saath."He said happily.

ANUSEENA- A Marriage Of Convenience✓ Where stories live. Discover now