Epilogue

739 126 80
                                    

Five Years later....

Haseena was combing her hair sitting infront of the dressing table when Anubhav entered the room.He sat on the bed tired and started removing his Jwelleries one by one.

"Kya tai hua?"Haseena asked while removing her own jwelleries.

"Wahi...Aryaveer ko abhi aur prashikshan ki aavashyakta hain,uska hriday atyant komal hain abhi bhi....taiyyar nahi hain woh Rajyabhar Lene k liye."Anubhav said.

"Hum baat kare Veer se?15 varsh ka ho chuka hain woh...tum kab Tak dono Rajya ko sambhaloge."Haseena said sitting beside him.

"Umm hmm...Acharya ne kaha hain usse samay dena hi uchit hoga.Chal raha hain na prahikshan uska...Sikh jayega jald hi."Anubhav said.

"Sar par chadha rakkha hain tumne usse....abhi kitne din hogaye hain usse yaha aaye huye, Vidarbha lautega tab phir se shuru hogi na prashikshan."Haseena said.

"Gussa mat karo...chhota hain abhi woh."Anubhav said side hugging her.

"Jaante hain par chinta hoti hain humein uski.."Haseena said resting her head on his shoulder.She was Aryaveer's elder sister and was ofcourse worried about him.She wanted him to continue her late father's legacy and take care of both their mothers.

"Accha suno hum toh bhool hi Gaye the...parson Pooja mein aane k liye Anandi aur Anshuman ko amantran patra bhej diya tha na?"Haseena asked.

"Haan aur woh paraye thodi hain...aise hi aajayenge."Anubhav said.

"Phir bhi...Anshuman Jamai hain iss mahel ka aur haan badi palki bhej dena yaha se..do chhote chhote bacche lekar aayenge woh log,koi kasht nahi hona chahiye."Haseena said.

"Haan... nishchint raho tum."Anubhav said.

"Maa pitashree..." A baby voice caught Anuseena's attention and Haseena sat straight.Anubhav smiled ear to ear seeing his little Princess running towards them.She climbed on to Anubhav's lap and made herself comfortable.

"Hogaya bhojan humari putri ka?"Anubhav asked affectionately

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Hogaya bhojan humari putri ka?"Anubhav asked affectionately.Whenever his little Princess is around him his tone and demeanor changes completely.

"Haan.Daadi ne adhik bhojan khila diya."She said with a small pout.

"Adhik bhojan nahi thik hi khilaya maa ne...chidiya jaisi toh khati hain warna aap."Haseena said.
"Veer mama kaha hain aapke,unhone bhojan kiya?"She asked.

"Haan.Veer mama ko dadi ne daantkar do Puri adhik khila diya.Humein yaha mama hi chhod kar Gaye."Anuseena's baby girl said swinging her legs while sitting on her father's lap.

"Thik hain,chalo abhi so jao ."Haseena said.

"Nhi Sona... Nani aur chhoti nani k kaksh mein soyenge aaj hum,aaj pariyon ki kahani sunayengi woh humein."

"Bilkul nahi....tang kar dengi aap unhe,yahi sojao kal sunlena kahani.""Haseena said.

"Hum nahi karenge tang,pitashree maa se kahiye na ki woh humein jaane de."She said hugging Anubhav.

ANUSEENA- A Marriage Of Convenience✓ Where stories live. Discover now