Chapter 5

564 24 7
                                    

HIDEOUT:LOCATION unknown :

Rajveer was staring at the door from where gunny just exited. There was longing in his eyes, he wanted to be one to bring his freedom, his doll but he cannot. As the situation was not in his favour. He was desperately trying to control himself and his emotions.

Every one present there were witnessing his agitated state as he was trying to calm himself. They saw him opening and closing his fist so as to remain in the room and not go after gunny. They saw him loosing the battle with his emotions and move towards the door. That's when Doc shalini interrupted him saying

Captain, pls app yahan aaiye mei apki dressing Karti hoon. Aap ke stitches khul gaye hain. Blood loss zyaada hua Toh problem ho jayegi.

She moved towards rajveer, took him by his hand and made him sit at the arm chair,and begin the dressing.
Rajveer came out of his reasoning thoughts when doc started to re stich his wound. He smiled through his pain, remembering the moments when doc shalini again rescued him from his agitated state.
Thanks doc,

Doc shalini raised her head. And tilted to the side as if asking him why he is thanking her for, to which rajveer replied : Aap ko thanks is liye kaha kyun ke aap ne phir mujhe Ek Aur bewakoofi karne se roka hai. Aap ne mujhe Abhi gunny ke peche Jane se roka hai doc. Apko pata hai doc jab baat meri doll ki ho na Toh main pata Nahi kyun khud par control Nahi kar pata...

Shalini smiled through his explanation :
Main ne kabhi iss captain rajveer ko Nahi dekha. Maine ya ye kahun ke humne Jis captain rajveer ko academy mei dekha Woh Aur ab Jo hum dekh rahe hai. Aisa lagta hai Woh dono kafi alag hai.
She said while finishing his dressing.

Aap ne kaha ke aap a apki freedom ke yahan aane ke baad Sab batainge par phir Abhi Kya app Hume Kuch bata sakte hai apki freedom ke baare mei. Jis freedom ka naam sunkar aapke chehre par itni pyaari smile aayi hai. Uss freedom ke baare Hume Bhi Kuch bataiye.
Pleads doc shalini. While his cadets also pleads him to say something about his freedom.
Huda: sirji, pls Hume Bhi bataiye is janani ke baare mei. Hume Bhi to pata Chale ke humane sirji ki behen ke baare mai.

Huda said in his usual way of addressing the girls.
Yudi who was standing beside him elbowed him : chief tum jis janani ke baare mei puch rahe hona Woh cap Sir ki sister hai. Pls Kuch to soch samajh kar bola karo.

Yudi turns towards captain rajveer, who was eyeing huda through arched eyebrow :
Sir, huda ke kehne ka Matlab hai ki Hume Bhi janna hai aapke baare mei. Humne kabhi apke baare pucha hi Nahi, bas hamesha hi apni problems lekar aaye hai. But now we want to rectify it. Sir aap Agar Nahi hote na Toh hum kabhi is muqaam tak kabhi Nahi aa pate, kabhi soldier Nahi ban pate. Pls Hume Bhi bataiye. Apki doll ke baare mai.

All agreed with him on this thought.

Alekh who was cursing huda for his creative sentence, after listening yudi began to calm down.. : saala nutanki

Sir apko Nahi baatana Toh mat bataiye. Apun apko force Nahi karega.
Par Apun aap se Ek baat kehna chahta hai, Apun ki Koi family Nahi hai Sir, par jab apko pehli baar dekha tha na tab Apun ko aisa laga ki Agar Apun ka Koi family ho to use pariwaar mei app Bhi ho. Kabhi himmat hi Nahi hui Sir aap se baat karne ki, Apun ko laga ke, Apun jaise kaidi ka Koi pariwaar hi Nahi, aisa soochna hi galat hai Apun ke liye.

Tears were rolling down his eyes,
Phir ye Sab Apun ko mile Aur dekho Sir Apun ko pariwaar mil gaya. Aur aap Bhi.

Rajveer was shocked as he listened to Alekh.
Rajveer was unable to hear more of alekh nonsense and strenly said : alekh tumne aisa soocha Bhi kaise ki tum.....
He was so angry that he couldn't complete his sentence.
Tumhe pata hai alekh freedom ke alawa Bhi meri family hai Aur Tumhe pata hai Woh kaun hai.
He asked looking in his eyes : aap Sab. Aap Sab mere aapne ho. Mei freedom ke bare main sirf unhe baatata hoon jo mere aapne hote hai.
Mei aap Sab ko bohut pehle hi freedom ke baare batana chahta tha. But mei kma mein mission par tha isilye Nahi bataya kabhi. Iska ye Matlab Nahi ke apko apna Nahi manta.

sister's duty Where stories live. Discover now