part 30

707 91 25
                                    

The next day, om didn't came for breakfast and so as gauri..
Gauri was feeling very guilty for not attending the exhibition. She was very excited abt it bt everything ruined in jst a day.
She thought to ask apology to om.
So she went into his room. He was arranging his clothes in cupboard and he saw gauri entering to his room but he just ignored it.
G- andar aa sakte hai?
O- mana karunga to chali jaogi?
G- phir bhi baharwale jo hai isiliye socha puch lete hai..
It hurt om when she said "baharwale". He know he was wrong and he shouldn't have said those words to her bt he was very angry that time. And still he was angry.
O- agar maafi mangne aayi ho to plz chali jao.
G- kya hum 2 min baat kar sakte hai?
O- mujhe studio jane mai deri ho rahi hai. Abhi nahi.
G- sirf 2 min hi lenge.
O- abhi tumne kahan na "baharwali ho" to mai apna qeemti samay sirf apno ko hi deta hun..
Gauri closed her eyes and a lone tear escaped her eyes. Om see this, it did affect him bt he kept quiet.
And om left the room leaving a crying gauri.
G- pata nahi kab tk ye naarazgi rahegi😔
.
.
It was evening when om returned home from studio. Gauri was waiting for him only. She stood up and give him a glass of water which he denied. She offered him some sweets which she specially made it for him.
G- dekhiye humne aapki manhpasand jalebiyan banai hai.. Taste kar ke bataiye kaisi bani hai!!
O- kisi aur ko taste karwa do.
Aur kisi ko bhi kyu, ritik ko hi karwa do.. Bachpan ka dost.. Remember?
Usey khilao, Mujhe nahi khani..
G- ab aisi bhi kya zidd, chakhiye na.. Aur ye humne ritik ke liye, aapke luye banai hai...
O- kahan na nahi karna..
He pushed gauri's hand due to which the plate fall down and all the jalebis were now scattered on the floor. Om didn't do this intentionally. He saw her upset face bt cannot do anything. And he left to his room.
Gauri was now very very hurt. She thought om did this intentionally. She went to his room and cried sitting on her bed.
G- hum jaante hai humne unke exhibition pe na jaa ke accha nahi kiya lekin itni bhi kya naarazgi. Subah se kuch nai khaya unhone.
O- khaya to tumne bhi nahi haina.
G- aap? Aap kab aaye?
Om- bas abhi.
(Coldly) Ye lo kuch khalo.
G- aap bhi khayenge?
O- mujhe bhookh nahi hai.
G- toh phir hume bhi nahi khana.
O- zidd mat karo aur chup-chap kha lo..
G- kyun khai hum.. Aapne khai ti humari jalebiyaan. Nahi na!! Phir??! Hum bhi nahi khayenge.
Om shouted-  stop it gauri!! Khana hai to khao warna phek do.
G- omkara..😔
O- kabse bas zidd lagai bethi ho. Areyy nahi khana mujhe, nai samajh aa raha tumhe!!!
G- ek baar aaram se humari baat sun to lijiye.
He was goint bt stopped when gauri pleaded.
G- sirf ek baar.
O- bolo.
She was about to explain him everything bt just then ritik entered the room and it pissed off om again.
Om- I think tumhe pehle apne "BACHPAN KE DOST" se baat kar leni chahiye.
Mai chalta hun..
And he leaved.
Ritik- shyd mai galat time pe aa gaya.
G- nai nai ritik aisa kuch nahi hai. Aap bataiye kuch kaam tha?
R- omkara ab tk naaraz hai?
G- haa😔 baat sunne ko hi tayyar nahi hai.. Manane ki baat to doooor hai..
R- don't worry. Sab thik ho jayega. Waise mai ye keh raha tha k mai kal jaa raha hun.
G- kal? Lekin kyun? Tum to abhi to aaye the!!! Hum itne saalon baad mile hai aur tum jaa rahe ho.
R- i know. Rehna to mai bhi chahta tha bt kuch urgency aa gayi h so jaana padega.
G- jana zaroori hai?
R- agr zaroori na hota to tumhe chod kr kabhi na jata.
He said this while caressing her face.
G- koi baat nahi. Hum samajhte hai. Phir kab milenge?
R- jab bhi tumhe meri yaad aaye bula lena. Mai aa jaunga..
G- kuch bhi.
R- bula ke to dekhna.
Accha ab deri ho rahi hai.. Packing bhi karni hai..
G- hum kuch madad kar de?
R- nai nai. Mai kar lunga.
Bye.
G- bye
He leaved. Gauri thought- kahan hum aur omkara pata lagane wale the k ritik ko hum pasand hai bhi ya nahi aur yahan jise pata karna tha wahi ruth ke bethe hai. Kaise manaye unhe. Itne ziddi chirote hai na woh bhi..
Lekin ye toh kal ki baat huyi, jab se ritik aaye hai woh humse aise hi baat kar rahe hai.. Aakhir baat kya hai? Kaise pata lagai?
So to find out the reason, she went to rudy's room
G- rudy andar aai?
R- areyy di isme puchna kya.. Aayiye na.
G- aapse kuch baat karni thi.
R- ha?
G- woh omkara..
R- ohh toh o ab tak aapse naaraz hai. Par aap mana lijiye unhe.. O ko mana bohot aasan hai. . Jhatt se maan jayenge.
G- aasan!! Areyy unhe manana bilkul bhi aasan nahi hai.. Baat hi nahi sunte aur hume to lagta hai k kuch aur bhi baat hai..
Ru- mtlb?
G- matlb ye k jab bhi hum unse maafi maangne gaye unhone hume ritik ke naam se bohot sunaya, bachpan ka dost, bachpan ka dost kehkeh ke.. Ab aap hi bataiye inhe manaye to manaye kaise.
R- toh ritik unhe affect kar rahe hai.
G- maane?
R- maane ye gauri di k jab se ritik aaya hai aap toh o ko bhul hi gayi hai. Thik se baat tk nahi ki aapne inn do dinon mai.
Aur uper se aapne exhibition miss kar diya phir o ka gussa hona to jaayiz haina..
G- ohhhhh!!!! To ye baat hai.. Tabhi woh baar baar bachpan ka dost keh rahe the..
R- aur di, ye o na bohot senti hai. Koi galti se bhi usey ignore kar de matlb uski aafat, jaise aapki..
G- toh ab!??
R- ab kya!! Jayiye baat kijiye unse, aur ignore to bilkul hi mat kijiye.
G- ha waise bhi ritik kal jaa rahe hai, toh hum omkara se acche se baat kar payenge.
Hum pehle unhe ye batake to tasalli de de k kal ritik jaa rahe hai toh ho sakta hai manane mai aasani rahe!!😉
R- point didi.. Ye shi hai..
G- thik hai toh phir hum abhi jaa te hai.
R- all the best 👍
G- thankoo thankoo
.
In om's room, he was about to sleep when someone knock the door.
He opened it to find gauri.
O- tum?
G- bas ek baar humari baat sun lijiye aur uske baad bhi aapko lage k aap nai maaf kar sakte toh hum chup-chap chale jayenge. Koi shikayat nahi karenge. Sach keh rahe hai. Bas ek baar baat sun lijiye.. Plzz
O- bolo
G- urm, andar aa sakte hai..
He made faces and let her in.
He sat on the sofa while she was standing fidgeting with her fingers.
She wasn't speaking anything.
O- mujhe subah kaam hai. Tumhari tarah vella nahi hu. Plz jo kehna hai jldi kaho.
G- inn 2 dinon mai bohot kuch hogaya. Jo shayd nahi hona chahiye tha. Hum jaante hai k aapko humari fikr thi, hume batakar jana chahiye tha, aur exhibition, uske liye to mujhe aapse bhi zyada bura lag raha hai k humne woh miss kr diya. Kyunki hum jaante h k woh bohot hi special tha. Aap kuch anokha karne wale the. Sab kuch miss kr diya humne a-aur uske liye aap beshak humse gussa ho jaye, maaf bhi nahi karenge to koi baat nahi lekin plz ek baar, e-ek b-baar baat to kijiye humse..
Aapko gussa aa raha hain na, to nikaliye na, chillayiye humpe, hume sach mai bilkul bura nahi lagega balki bura toh hume iss baat se lag raha h k ritik ke aane se humne aapse thik se baat tk nahi ki. Aapne kitni baar koshish bhi ki lekin hum paglet ritik mai itne ulajh gaye ke a-aap ko..
And she cried out loudly..
She continued- h-hume plz maaf kar dijiye. Humne kuch bhi jaan ke nahi kiya hai. Aur aap ko to pata hai na hum kitne khush the ritik ke aane se aur woh crush wali baat bhi to kahi thi aapse.
He remembered abt their conversation and him saying that he would find out whether ritik liked gauri or not.
Gauri continued- hume laga tha k hum dono milkar bohot si masti mazak karenge ritik se lekin dekhiye na, sab kuch kaise ho gaya aur ab ritik woh bhi kal jaa rahe hai.
O- what!! Lekin woh abhi hi to aaya tha. Phir itni jldi kyun.??
G- woh unhe ek zaroori kaam hai toh jana padega.
Lekin abhi ye zaroori nahi hai..
Hum bas itna kehna chahte hai k ho sake to hume kar dijiyega😔
Chalte hain.
And she went without even listening to him.
And om, he just stand there..
.
.
.
To be continued...
.
Thank you very much guys for voting and commenting. It motivates me a lot..
Seriously, thank you!!❤
Idk abt this update, do tell me your opinions..
Love,
Fatema!!❤❤❤️

rikara -love blossomsWhere stories live. Discover now