Hum Tum Shopping Mall me Gum

186 11 27
                                    

Yuvi - Ye bahar shor Kaisa hai?

Tiya - Or sab log bhag kyu rahe hai?

Security guard - Mall ke bahar 2 college ke students ke beech me fight ho gayi hai. Ab un dono college ke sare students tod fod macha rahe hai. Isliye sab bhag rahe hai. aap log bhi bhagiye.

Yuvi - Nahi ... main nahi bhagunga mere bhai andar hai.

Tiya - Meri bhi frnds andar hi hai.

security guard - Ho sakta hai wo log chale gaye ho. Aap kyu apni jaan khatre me daal rahe hai chaliye.

Tiya - Nahi bina apni frnds ke main nahi jaungi.

Yuvi - Main bhi mere bhaiyo ke bina nahi jaunga.

Security guard - Thik hai to rahiye yahi. Sab log ja chuke hai. Isase pehle ki wo log tod phod karte andar aa jaye main bhi ja raha hu.

Security guard left from there.

Tiya - Pata nahi meri friends kaha hongi?

Yuvi - Tension mat lo chalo unhe dhoondhte hai.

Tiya - Nitya to 1st floor pe thi shoe shop me. Chalo pehle wahi dekhte hai.
•••••••••••••••••••••••••••••••••
On 1st floor...

Sid - Kya hua tum bhag kyu nahi rahi. Sab chale gaye hum yahi fus jayenge. Abhi mujhe mere bhaiyo ko bhi dhoondhna hai.

Sid ask Nitya who was sitting on the floor holding her sandles in her hands.

Nitya - Meri new sandles.

Sid - Yaha sabko apni jaan ki padi hai or tum apni new sandles ke liye ro rahi ho. Kya hua tumhari sandles ko?

Nitya - Meri sandles ko nahi mere paw ko. Bhagte waqt main gir gayi mere paw me mocha aa gayi hai. Ab main chal bhi nahi pa rahi.

Sid - Kya? Kisne kaha tha itni high heels ki sandles pehan ke daurane ko?

Nitya - Mujhe dard ho raha hai or tum taane maar rahe ho.

Sid - I m sorry lekin dekho hum yaha nahi reh sakte. Plz ek baar kosis karo.

Nitya - Kar chuki hu but bahut dard ho raha hai. Main nahi chal paungi.

Sid - Let me help you.

Nitya - Ab tum ye mat kehna ki tum mujhe apni baaho me utha ke le jane wale ho.

Sid - Don't worry main aisa kuch nahi karne wala.

Nitya - Aisa kuch nahi karne wale! To kya karne wale ho?

Sid - Main tumhari help karta hu khade hone me. Lift tak le chalta hu sahara dekar.

Nitya - Nahi chahiye tumhari help. Ek to pehle hi dard hai or tumhari baatein sunke sir me bhi dard ho gaya. Koi itna unromantic kaise ho sakta hai?

Sid - Ek to tumhe help kar raha hu uper se tum lecture de rahi ho.

Nitya - Kaha na nahi chahiye tumhari help.

Suddenly light gone and Nitya get scared.

Nitya - Mummy ye light ko kya ho gaya.

Sid - Don't worry don't worry main yahi hu.

Nitya - Per kaha ho mujhe dikh nahi rahe.

Sid - Tum hilna mat main mobile torch on karta hu.

Sid on the torch and comes forward to Nitya but hit by something and bump on her. They share a cute eyelock.

Love Ne Bana Di Jodi Where stories live. Discover now