~1~

268 11 1
                                    

Arpita

As usual I was working late, when I got a call from Mom. Weird right, if it's 10 a.m. in U.S then in India it would be somewhat 8:30 p.m. Why would she be calling me at this time??

Wondering to myself, I received her call,

Mom: Beta, kaisi hai tu? Bohot din hue aai nahi humse milne? Tera bhai bhi tera intezaar kar raha hai baccha.

Me: Maa, bas yeh last project hain, firr meri training khatam aur mera transfer Mumbai main ho jayega..

Mom: Accha thik hain beta... Beta ek baat puchu agar bura nahi manegi toh.

Me: Maa aap kabse izajat lene lage. Puchiye jo puchna hain.

Mom: Who Beta tuzhe gaye doh saal huye... Inbich tuzhe koi pasand agaya hai toh tu bata sakti hain. Main unn purane khayalat wali maaon ki taraha tuzhe ghar se bahar ni nikalungi....

Me: Maa kya aap bhi, aisa koi nahi hain. Maa, aap aur baba jise chunoge mere liye main use shaadi karne ke liye tayar hoon.

Mom: Accha, betaji jaisi apki iccha. Cha lab main rakhti hoon. Apna khayal rakh aur jaldi aaja, ghar suna lagta hain tere bin.

Me: Haan maa aa jaongi. Ap bhi apna aur sabka khayal rakhiye.

And the line went dead.

Karan: Done with your Mom – Daughter melodrama.

Arpita: What man? You also do the same when your Mom calls.

Karan: Aur waise yeh shaadi ka kya jhamela hain. Teri shaadi fix ho gayo hain kyaa.

Priyal: Guys maine shaadi ka naam suna. Kiski ho rahi hain aur kabb hain.

Arpita: Tuzhe kya karna hain, ja kar apna kam kar...

Karan: Baby Doll, isko toh bas shopping ke liye bahana chahiye. Isliye puch rahi hain varna ise teri ya meri shaadi main koi interest nahi hai.

Hain Ram, bhala ho iske pati kaa.

Arpita:(slowly muttered) Who toh Bhagwan aur tu hi jane. Akhir biwi to yeh teri hi banegi.

Karan aad Priyal: Tune kuch kaha kyaa?

Arpita: Nahi toh..

Boss: Guys important announcement please.

So, our Arpita Patel, Karan Malhotra and Priyal Taneja have successfully completed their internship and are transferred to our Mumbai branch. So this is their last month of working with us. And at the end of the month there is a farewell party for them.

So guys now get back to work.

Me: So guys, it's time to party.

Karan: Definitely, so girls be ready by 7, will go to the club.

Club Vivid Cabaret

Club Vivid Cabaret

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Aaya Na TuWhere stories live. Discover now