episode 7

1.9K 92 22
                                    


Precap
Preeta misunderstand about karan and ayan's relation. But not even ask to karan.

Karan: O..... Wo

Preeta: Kya Nh puchha aap Kya keh rahe hai.

Karan:aahh.... Kuch... Kuch Nh Tumhara Ho gaya
Preeta nod.
To chale niche

Preeta: haa...
Both go to downstairs. No one wake up this early except rakhi. 
Rakhi see both come to downstairs. Rakhi shock to seeing karan wake up this early morning

Rakhi: hayo rabba Yeh me Kya Dekh rahi hu me kahi Sapna to Nh Dekh rahi hu

Preeta confusedly see rakhi and ask karan

Preeta: karan rakhi aunty humhe yeise Kya Dekh rahi hai.
Preeta get fear. Kahi mene kuch galat to Nh kiya na kuch kami to Nh hai na mene to pehle din Saree bhi pehni hai. Karan boliye na kuch muje to Bahot darr lag raha hai..

Karan about to say something to preeta but he see her face and smirk

Karan: aahh preeta lagta hai tumne humare ghar ke kuch rules Tod site hai is liye mom humhe yeise Dekh rahi hai shayad o tumse gussa hai.

Preeta fearly look at towards  karan.

Preeta in mind: O god mene Kya galti kardi me to kuch Nh janti is ghar ke rules ke bare me mujhe kissi ne bataya bhi Nh Aur Nh karan ne O keise batate mujh par gussa Jo the make face towards karan and then again see rakhi. Bappa plz rakhi aunty to Bahot Gusse me lag rahi hai. (and fearly hold karan's one hand) 
Karan see preeta hold his hand and look at her with smile they both come to rakhi side

Rakhi: karan putter Yeh keise hua matlab ke Aaj yeh din bhi dekhne milega malum nh Tha

Preeta hear this and tightly clutched his hand karan squall in pain rakhi see this preeta clutched karan's hand
And blushingly and teasingly smile on both preeta see rakhi's smile and her eye go on down which she hold karan's hand she immediately released his hand in jerk
Rakhi seeing this laugh loudly.
Preeta embarrassely look down

Rakhi: are Kya hua? 

Preeta: Wo...  Wo Aunty app( interrupt  by karan) 

Karan: mom control his laugh Wo aap preeta se naraz Ho na.
Rakhi see him confusedly

Rakhi: naraz kyu? 

Preeta same courage : Rakhi aunty muje malum nh hai ke is ghar ke Kya Kya rules hai warna me Veisa hi karti jeise.....

Rakhi: jeise Kya preeta

Preeta lil cry face: aunty me Sach me Nh janti thi varna me is ghar ke sare rules follow karti.
Karan see this to not controlling his laugh.  He laugh loudly
Rakhi understand what was going.

Rakhi held karan's ear. : isine bola na tumhe yeisa.

Karan: mom mom yr Dard Ho raha hai chodiye.

Rakhi: Ha to hone de Dard ek to bechari Ka pehla din hai ghar me Aur Tu hai ki use roola raha hai. Haaa.
Preeta confusedly look at both.
Are beta yeisa koi rule shul Nh hai is ghar me ye badmash twist more karan's ear karan shout at pain. Aaahhaa mom.
tumhe jhoot bolke darra raha hai. And release his ear.
Preeta wipe her tears and look at to karan angryly.

Rakhi: per ek Baat hai Jo muje pasand Nh Aai.
Preeta look at rakhi confused fear mix.

Preeta: Kya Kya Pasand Nh Aaya aunty.

Rakhi: Yeh Yeh Jo Tum muje aunty Bol rahi ho na o. Interrupt karan.

Karan: Ha inhe Tum darling sweetheart babe bola Karo. Preeta and rakhi wide they're eyes rakhi lil tightly hit him on shoulder.

Rakhi: chu... To preeta beta ab me Teri aunty Nh hu lil angry.

Preeta fearly: aa...aap Yeh Kya keh rahi hai.

Rakhi: Ha ab me Teri maa hu chenge expression angry to smile.

Preeta lil smile: Ji.?

Rakhi: Ji Nh maa ya fir mom Jo Tujhe aachya lage bulaya kar par aunty Nh nh to me Tujhe naraz Ho jaungi.

Preeta: Ji aunt... I mean maa with smile. Get blessing to rakhi karan also droop with preeta to get blessings rakhi bless both.

Rakhi: badi soni lag rahi hai tu Saree me. Preeta smile rakhi kiss her forehead.

Rakhi: achhya Chal preeta putter Chal Aaj Teri pehli rashoi hai na.
Preeta hmm.
Chal.
Both go towards kitchen in way

Rakhi: beta mene tujhse puchha Nh.

Preeta: Kya Kya maa.?

Rakhi: putter Tujhe khana to banana aata hai na. With low voice.

Preeta: Ha maa muje aata hai.

Rakhi: achhya wo Kya hai na putter mujhe malum nh Tha Aur to Aur Aaj kal ladkiyonko khana kaha banana aata hai. ( muje aata hai lekin mom nh janti Meri mene abtak Nh bataya hai Aur Nahi bataungi😂😬😜)

Preeta: are Nh aunt...  I mean  maa maa Sry bhul gai aagese Nh hoga.
Muje aata sab me Sara khana bana leti hu.

Rakhi: Tu bhi soch rahi hogi ke Kya maa puch rahi hai Kya muje yaha sirf khana banane late hai per putter interrupt by preeta.

Preeta: are Nh maa me bhava yeisa kyu sochungi mene yeisa Kabhi nh socha in fact I love cooking and painting.... Stop and look at rakhi

Rakhi with smile: are Wah preeta tuje painting ka bhi shock hai..

Preeta: Ha..  Wo Thoda Bahot kar leti hu paint me.
They went to kitchen

Preeta: maa Aaj mera pehla din hai Kya karu break fast me.

Rakhi: Veise putter nasteme to sab halka hi khate hai par Aaj Teri pehli rashoi hai to tu kuch mitta banale.

Preeta think: maa me khir bana leti hu.

Rakhi: Ha putter Tu khir bana sab ko Bahot pasand hai...  Ek min putter.. Sab ko khir pasand hai lekin Ayan ko...

Preeta: lekin Kya maa Kya hua?

Rakhi: kuch Nh putter Tu bana khir me Ayan ke liye kuch Aur bana leti hu.

Preeta: are maa koi Baat Nh me huna me Ayan ke liye kuch bana leti hu.

Rakhi: achhya  putter to me Jake Bakki sab ko utha deti hu.. About to go preeta stop her.

Preeta: maa... 
Rakhi: Ha!

Preeta: think to ask rakhi about Ayan but.: wo maa Abhi thodi der pehle jab hum dono niche aa rahe the to aap Itna heran kyu thi

Rakhi: achhya tab We Kya hai na putter me karan ko Dekhkar heiran thi
Preeta: matlab?

Rakhi: are karan ko Itni jaldi uthe huye Dekh kar heiran thi ki Yeh chamatkar hua to bhi hua keise matlab ke karan ko Kabhi Itni jaldi uthe huye dekha Nh na Wo Kya hai preeta ke me jab jati hu use uthane to 1 ghante tak utha hi Nh roj to ye 9 baje uthta hai. To Aaj Zara jaldi ith gaya to me heiran Ho gai.  Putter.

Preeta: Iska matlab karan derse uthte hai per Aaj keise. Thought

Rakhi: Aaj muje malum hai keise ith gaya give teasing smile to preeta. Preeta notice this. Rakhi went there to wake other up.


End here

Solesoul26 it's  big update ab to koi shikayat Nh hai na.

1159 words

One Sided Love And Arranged Marriage Where stories live. Discover now