AMARSRI SCARES NARADMUNI

877 67 6
                                    

Mata Parvati was doing preparations for the puja when all the gan-jan approached her.

"Mata kya aaj kuch vishesh hone wala hai ? Yeh taiyariya kis liye ?" Nandi asked.

"Nandi hum swami ka daan karne jaa rahe hai." Mata Parvati said, the gan-jan gasped.

"Daan ? Prabhu ka ?" Nandi asked in disbelief. Mata Parvati nodded.

"Nahi Mata Nahi, yadi aap ne Prabhu ka daan kar diya toh humara kya hoga ?" One gan said.

"Iss Kailash ka kya hoga ?" Another gan asked.

"Mata yadi aap unse rusht hai toh unki oor se hum kshama mangte hai." Nandi said joining his hands.

"Ha Mata hum kshama mangte hai. Kintu unhe humse dur mat kijiye." The gan-jan said.

"Shant ho jayo Shant ho jayo sab !" Mata Parvati said. Everyone fell silent.

"Daan awashya kar rahe hai kintu iss liye ki Mahadev kabhi kailash se dur ho, aap sab ke paas rahe. Aap sabhi bhi yahi chahte hai na ?" Menavati said. The gans smiled.

"Kya yeh sambhav ho sakta hai ?" One gan asked excitedly. Mata Parvati nodded smiling.

"Mata yadi aisa hai toh aap prabhu ka awashya daan kariye." Another gan said.

"Ha shigreh daan kijiye !" The gans said together.

Here in vaikunth Narayan and Mata Laxmi along with Amarsri were watching the scene, Brahmadev and Mata Saraswati were also there.

"Narayan-Narayan, sara prabandh ho gaya prabhu mai abhi bhrata sanatkumar se bhet karke aa raha hu." Naradmuni said, appearing out of nowhere.

"Toh kya kaha mere putro ne ?" Brahmadev asked.

"Maine charo ko amantrit kardiya, woh aajayenge." Naradmuni said.

"Devarshi aapke sujhav humesha vichitra sidh hote hai aur unke parinam unse bhi vichitra." Narayan said.

"Narayan-Narayan." Naradmuni nodded.

"Ab dekhna yeh hai ki aapne jo sujhav meri behen ko diya jisse woh itne vishwas ke saath kar rahi hai, woh safal hota hai ki nahi." Narayan said. Naradmuni chuckled.

"Kintu shigreh pitashree Mahadev dhyaan ki awastha se bahar aane wale hai, unhe toh pata chal hi jayega ki aapne unhe daan karne ka sujhav Mata Parvati ko diya hai. Mai toh keval anuman laga sakte hai ki unki pratikriya kya hogi." Amarsri said scaring Naradmuni.

"Kya anuman hai aapka ?" Naradmuni asked nervously.

"Wahi, Mahadev ka Trishul aur aapki gardan aur fir...." Amarsri trailed off.

"Aur fir ?" Naradmuni asked gulping.

"Aur fir........Narayan-Narayan." Amarsri said mimicking him. All chuckled except Naradmuni who was frightened now.

"Um...Agya dijiye prabhu." Naradmuni said.

"Kintu aap abhi toh aaye hai, jane ki itni utsukta ?" Narayan asked.

"Nahi...Narayan-Narayan woh ek mahatwapoorn karya smaran mai aaya. Agya dijiye." Naradmuni said and left. They all laughed.

Here in Kailash, Mahadev opened his eyes after a long meditation and found his gan looking at him happily and excitedly.

"Tum sabhi ki iss prasnnata ka karan ?" Mahadev asked.

"Prasnn kyu na ho prabhu, aapka daan jo hone wala hai." One gan said.

"Mata Parvati kehti hai iss daan se aap sadev kailash mai hi rahenge." Nandi said.

"Kripiya prabhu mana mat kijiyega." Another gan requested.

"Yadi tum sabhi ki yeh iccha hai, toh mai mana kaise kar sakta hu ?" Mahadev said smiling.

--------------------------------------
A/N
HAYE HUMARE BHOLE MAHADEV, KOI DAAN KARDETA HAI, KOI SHRAAP DE DETA HAI....BECHARE KUCH NAHI BOLTE. SACH KEHTE HAI LOG, SEEDHE VYAKTI KO PURA DUNIYA DABATA HAI.

HARIHARESHWARI 2 : BHAKT AUR BHAGWAAN Where stories live. Discover now