BHAKT AUR BHAGWAAN

1.1K 77 4
                                    

Andhakarini opened her eyes and tears fell from it non-stop.

"Pratishod ki chah ka kaisa ku-prabhav huya hai tum par, ek pavan-hridaye prabhu-bhakt se ek kutil, kapti rakshashi bangayi tum. Matra ek anuchit kaamna vyakti ko aise Andhakar mai dhakel sakti hai, jaha tum pahuch chuki ho." Amarsri said.

Andhakarini walked up to the idol and sat on the stairs in front of it. She started brushing off the leaves and branches away.

"Yeh mai kya kar baithi ? Itna bada apradh kaise ho gaya mujhse Narayan ? Mere Aradhya, mere Narayan ke prati mere man mai itna vish kaise ?" Andhakarini cried.

"Bhakt ne bhakti tyaag di, parantu bhagwaan ne bhakt ko nahi tyaaga. Aaj bhi Narayan tumse utna hi prem karte hai. Tum unki priye bhakt thi aur sadev rahogi." Amarsri said summoning a plate of Aarti. She gave it to Andhakarini and gestured her to go for it.

"Om Vishnave namah ! Om Vishnave namah !" Andhakarini sang doing the Aarti and at that moment she no longer was Andhakarini but the simple and pure Vishnupriya.

Amarsri smiled as Vishnupriya completed her Aarti, she looked Amarsri and smiled

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Amarsri smiled as Vishnupriya completed her Aarti, she looked Amarsri and smiled.

"Itne varsho mai itni atmik shaanti, aise param sukh ki anubhuti punah huyi hai." Vishnupriya said smiling.

Suddenly a bright light emerged from the idol, both the ladies looked at it and saw none other than Narayan smiling at them.

"Tumhari puja se mujhe bhi varsho baad sukh ki prapti huyi hai Vishnupriya. Tumhare pita ke liye mai tumse kshama chahta hu." Narayan said.

"Nahi Narayan, kshama maangne ki koi awashyakta nahi hai. Aapke Darshan milna hi mere liye paryapt hai." Vishnupriya said.

"Vardaan maango Vishnupriya, kuch bhi maanglo." Narayan said.

"Narayan ab Jeevan mai mujhe kuch nahi chahiye, kripiya mujhe iss Jeevan se mukti pradaan kare aur apne charno mai sthan dede." Vishnupriya said.

"Tathastu." Narayan said and Vishnupriya attained salvation.

"Bhakt aur bhagwaan ka rishta sabse pavitra hota hai." Amarsri said.

"Woh toh hai, tumhara dhanyawaad." Narayan said, Amarsri smiled.

"Waise aaj kailash par samaye se aajana." Narayan said and disappeared, Amarsri chuckled.

---------------------------------------
A/N
THE HARIHARESHWARI SERIES IS NOT YET OVER !!

THANK YOU FOR THE LOVE AND SUPPORT.

I HOPE YOU ALL WILL GIVE THE SANE LOVE TO MY NEW BOOK BASED ON MAHABHARAT : OCEAN OF LOVE

https://my.w.tt/R6uYvve25bb

HARIHARESHWARI 2 : BHAKT AUR BHAGWAAN Where stories live. Discover now