Chapter 4

1K 114 8
                                    

(Don't skip Any part)

*****

She hummed in response. Abir left and Mishti started her self talk

"Abir, Kunal, Maa,Kuhu sb mere liye itna kuch kr rhe hai,aur me hu ki useless Maine aaj tk unke liye kuch kiya hi nhi hai.

Maa mujhe apni beti jaisa Pyaar krti hai, Kunal bhi mujhe apni behen manta hai,kuhu nhi hoti to mera Kya hota aaj bhi wahi narak wali Zindagi jee rhi hoti me.

Abir to Mera best friend hai mere Bina kuch kahe hi sb samajh jata hai, Meri saari cravings puuri krta hai, Kal to mere Mana krne pr bhi mere pairo ka massage kiya, in SB ki concern dekh ki mujhe complete family waali feeling aati hai phir yaad aata hai ye family Meri nhi hai pata nahi kaise aur kb in sbke ehsaano ka badla Chuka paungi bhi ya nhi.

Me aur aap baby hum dono iss family ke ehsaanmand (indebted) rehange"

"Mishti" shouted Abir on top of his voice. His eyes were red due to anger.

(Except main door all other doors are sound proof)

Abir came back to take his phone which was on dining table but he heard Mishti's self talk,then he couldn't just control his anger and bursted out

Mishti flinched at the pitch of the voice. She was so scared that she started shivering, she remembered her past 2 years , but Abir didn't pay any heed to it and in a Stern voice said

" Tumhe mera, Maa, Kunal aur Bro ka concern,Pyaar ehsaan lgta hai seriously Mishti, Matlab hum Jo bhi kr the hai wo sirf aur sirf tumhare liye ehsaan hai, humara care love affection sbkuch kuch mayne nhi rakhta sb sirf ehsaan hai"


Mishti was in tears now her tears were not stopping she was continuously nodding in no

"Nhi Kya nhi Mishti????

Pyaar aur ehsaan me zameen aur aasman ka farak hota hai Mishti . Ye baat samjha samjha ke thak gaya me pehle bhi tumne ye hi kaha tha kuhu se tb bhi Maine tumhe dono word ke difference bataye the.

Aaj tum us nanhi si jaan se Jo abhi tk duniya me bhi nhi aayi usse tum ye keh rhi thi.

Mishti maine tumhare pregnancy me padne ke liye bohot acchi acchi kitabe la kr rakhi hai wo pd ke uss bacchi ko sunao ye ehsaano wali baate nhi aur agr wo pasand na aaye to mere shelf se le Lena but plz ye baate my krna usse I beg you for this"

by the end tears started rolling down his cheeks

Mishti's head is hung low feeling guilty. Abir turns to go he walks few step then turn around and says

"Mishti mujhe mere concern, Pyaar,care,time ke badle me kuch nhi chahiye na hi tumse aur na hi"

Pointing towards her baby bump

"uss nanhi si jaan se kuch nhi chahiye, kuch bhi nhi chahiye"

the last words came out as whisper

Hearing this Mishti looks up and found Abir in tears.

Dark Before The Dawn Où les histoires vivent. Découvrez maintenant