Haseena is stubborn

1.9K 163 24
                                    

(A week has passed by...
Haseena hasn't yet signed the papers..Anubhav tried every possible way to convince her every possible way..when scolding or scaring her didn't work he tried to convince her through Aman..but she's more stubborn than he had thought.)
As: Haseena hum akhri Baar Puch rahe Hain...tum sign karogi ya Nahi?
HM: Aap kitni Baar bhi Puchlein Humara Jawab wahi rahega..Nahi!
(Angrily As threw the pen in his hand to which Haseena rolled her eyes.)
---------------------------
Headquarters
Am: kya Baat Hain Sir, Aap aaj itne gusse mein. Kyun Hain?Nahi matlab humesha hi hote Hain par aaj Kuch zyada hi lag rahe Hain(As glared at him then spoke.)
As: yeh bewaqoof ladki..1hafta ho Gaya par abhi tak sign Nahi Kiya isne...(he huffed)
Am: manna padega sir Kuch toh Baat Hain Haseena mein..apse bhi Nahi darti..Kamal Hain!(he said in flow flow earning another glare from As.)...main kya kahe Raha Hu sir,ab agar Woh sign Kar hi Nahi rahi toh use kyun na hum police protection dekar Kahi aur shift Karwa de..isse aapki pareshani bhi khatam ho jayegi..aur uski bhi..
As: Nahi Kar sakte aisa Aman..tumhe kya Lagta Hain hum sirf ek signature k liye use humari haveli lekar Gaye Hain..Nahi!(Aman looked at him confused.)..khatra Hain uski Jaan ko..court mein sirf usdin kya hua aur Varun se Shaadi ki Baat bhi batayengi na toh bhi Tejawat phansega ..aur yeh Baat use Acchi Tarha se pata Hain..tumhe Lagta Hain iske baad Woh Haseena ko zinda chhodega?Aur Upar se isswaqt Woh farar Hain..him koi risk Nahi le sakte..humari Haveli se zyada  shurakshit sthan koi aur Nahi...
Am: par sir inn sabka ab solution kya Hain?Agar Tejawat pakda Nahi Gaya toh kya haseen Aapke Saath hi rahegi?
As: zaroor pakda Jayega Aman...Uske gang Ka member Raka use humare informer ne Lucknow-kanpur Highway per Dekha Hain...zaroor koi Nahi saazish Rach Raha Hain Woh..par jabtak Tejawat pakda Nahi Jata tabtak Haseena humare Saath hi rahegi...
------------------------------
(It was evening..Anubhav hasn't return yet.Haseena was humming a Rajasthani folk song when Karishma knocked on the door.)
Ks: hum anadar aasakte Hain??
HM:Ji..Bilkul andar aayiye please..
Ks: kya karrahi Hain Aap..ummm!(she stopped not knowing what to address her.)
HM: Haseena bula Sakti Hain!(she smiled sweetly)
Ks:(smiling widely)Haseena,kya karrahi Hain Aap?
HM: Kuch Nahi bas aise hi..
Ks: Aap Bhaiyya se kaise Mili?
HM: Nahi puchti toh Bahetar hota...Shaadi k Mandap par humare Pati ko maar Diya Aapke Bhai ne(she said blankly.)
Ks: kaa?Nahi Haseena aisa Nahi ho Sakta..humare Bhaiyya gussewale zaroor Hain par bewajha kisiko Nahi maar sakte.(she was utterly shocked.)
HM: par maar toh Diya na.. Khair..Aap Apne baare mein batao..kal Aap humare Khidki k bahar kisise Baat karrahi thi?kon tha?(she asked raising her eyebrows playfully.)
Ks: Woh!humare honewale patidev,Vyomji se phone par Baat karrahe the..(she said shyly to which Haseena giggled.)
(They were talking on random topics.Haseena was feeling good talking to her.Karishma suggested that they should go for shopping together,there Haseena can get herself some comfortable clothes as well.)
(Meanwhile Anubhav entered and found them talking and giggling.For a moment he was lost in Haseena,she really looks beautiful when she smiles.But he is a heartless person nothing really affects him..)
As: Yaha kya karrahi ho Karishma?(he asked sternly)..Mana Kiya tha na!
Ks: Sorry,Bhaiyaa hum bas bore horahe the toh socha innse Baat karlein..sorry(she escaped from there.)
As: kya Baat karrahi thi usse?(he asked Haseena)..Bola tha na zyada ghulne Milne ki zaroorat Nahi Hain!
HM: Aapki jaankaari k liye Batadein hum Nahi Gaye the bahar Woh aayi thi..(saying so she went out of the room.Anubhav was astonished..why is this girl not afraid of him?)
------------------------------
Dinner time
(Anubhav went to his kitchen..well not kitchen just a small separated area which had a oven and 2to 3 utensils necessary for basic cooking.)
(He was shocked to see properly cooked Roti and sabzi there.He thought his mother must have cooked them which made him angry rather than pleased.He rushed to his mother's room.)
As: Aap humare kitchen mein Gayi thi?
Maa: Nahi Anu,main kyu jaungi..tune toh mana Kiya Hain mujhe..(she said sadly.)
As: jhoot!Agar Aap Nahi Gayi thi toh Khana kisne banaya waha?Kaha Hain na aapse humari fiqr Karne ki zaroorat Nahi..jaise 18sal pahele Nahi Kiya tha..waise hi abhi bhi zaroorat Nahi Hain..
Maa: Anu yakin man beta..main Nahi Gayi thi...zaroor Haseena ne banaye honge..use jaate Dekha tha maine uss taraf..(His expression changed from angry to surprised.)..aab daantna Nahi use..Bohut pyari bacchi Hain..(Anubhav left without any further talk.)
-----------------------
As: Tumne Khana banaya?(he asked sternly while serving both of them.)
HM: haa!
As: kyun?
HM: kya kyun?Aapne hi toh Kaha tha Accha Khana..Khana Hain toh hum khud banale..aur Humse Aapka jala hua Khana Nahi khaya Jata..(she said slowly while looking at the food.Anubhav remembered his words and huffed.)
(He took a bite of the food..she was indeed a good cook he thought.It was after more than a decade that he was having proper food.He was silently eating.Haseena had thought that he would shout a lot at her but he didn't even say a word.She understood that he was enjoying the food..she smiled inwardly.)
HM: ek aur roti lenge Aap?
As: hmmm(he said without looking at her.He didn't want her to know  that he liked the food.)
(After finishing their food As went out to attend a call while HM slept.As came back to find her sleeping soundly on the floor.He slightly smiled at her innocent face and went to sleep.)
--------------------------------
Precap:Haseena escapes
---------------------------------
Haseena's life is in danger but she is oblivious to the fact.Will Anubhav be able to arrest Tejawat and protect her or will her any wrong step creat more trouble?
-----------------------------------
Do vote and comment if you like the chapter.
Thank You.



ANUSEENA-The One Who Colours Me In Love✓Where stories live. Discover now