The trouble continues

2.1K 168 24
                                    

Continued..
Voice:Iss Ka Matlab Jo tasveer e samne aayi thi woh sach thi!
(Everyone looked at the door to find two ladies standing over there.One looked in her mid 50's and her facial expressions were enough to tell about her strict and rough nature and the other woman was quite younger.)
Ks: kon Hain Aap log?
Elder woman: hum log Mahila Suraksha samiti se aaye Hain..main Hu Chhaya aur yeh Maya.
Ks: Ama Yaha kis Mahila ko Suraksha ki zaroorat pad Gayi?(she asked confused.)
Chhaya: kisko matlab..yeh Haseena ko.Apko sharm Nahi aati ek aurat hokar dusre aurat k Saath zyatti hote hue chup chap Dekh rahe ho.(she scolded Karishma.)..Aur Aap Mr.Anubhav Singh aapko Itni si bhi sharm Nahi Itni pyari si ladki par haath utha rahe Hain aap?
(Haseena understood how they have misunderstood the whole situation..)
HM: Chhaya ji hume Lagta Hain aapko koi galatfaimi hui Hain...yeh Hume Nahi maar rahe the..Woh toh hum inke aur Sumer Bhaiyya k bich aagaye...(she tried to explain.)
Chhaya: Dekho Haseena tumhe Inse darne ki koi zaroorat Nahi Hain.Tum Bina dare(glaring at Anubhav) sach batao..
HM: hum sach hi kahe rahe Hain..
As: Arey jab Woh kahe rahi Hain toh Aap maan kyun Nahi leti!
Chhaya: Kyunki Maine Aapke jaise bohot aadmi dekhe Hain Jo apni bholi Bhali patni ko Dara dhamka Kar rakhte Hain..aur isske jaise masoom ladkiya bhi Dekhi Hain Jo Apne haiwan jaise Pati ko Bhagwan maankar chalti Hain.
(Seeing the situation going against Anubhav MS decided to play her game.)
MS: Haa Chhaya bahen abhi Anubhav Haseena ko Nahi mar Raha tha Woh toh Sumer se gussa tha..kya Hain na Anubhav beta thoda garam dimaag wala insaan Hain toh Kabhi bhi Kisipe bhi kisika gussa Nikal Jata Hain..Dil Ka Bura Nahi Hain Woh(she said with feign sweetness.)
Chhaya: Iska matlab yeh Hain Kisipe bhi Kabhi bhi gussa karte Hain..matlab apni patni pe gussa karte honge..kyun Mr Singh?
HM: Dekhiye abhi Woh Sumer Bhai pe hi gussa the aur uski wajah bhi Hain..Jo tasveere aplogo ne Dekhi Hain Woh innhone hi khinchi thi..isiliye Anubhav Ji gussa Hain..
Chhaya: haa gussa toh honge hi na...sach Jo samne aagaya...
Ks: Apki problem kya Hain..jab Bhabhi kahe rahi Hain koi takleef Nahi Hain toh Aap maan kahe Nahi leti?
Chhaya: Mujhe aisi ghatnao Ka bohot tajurbar Hain..isiliye.
HM: dekhiye hum aapdono k aagey haath jodte Hain..please humari Baat Ka yakin Karein...Anubhavji bohot Acche insaan Hain..Woh humare Saath Kuch bhi galat Nahi karte..aaj agar Woh na hote toh hum bhi Nahi hote..(all this time Anubhav was only looking at her.)
Maya: Chhaya ji main kya kaheti Hu ki itna agar bolrahi Hain Woh toh ekbar sunlijiye na uski Baat..(Chhaya glared at her)..Nahi matlab..ek aur mauka dedijiye... Mr.singh kya Hain ki DSP Hain shaher k...ek mauka toh milna Chahiye na!
(Chhaya thought for sometime then spoke..)
Chhaya: Thik Hain ek mauka...hum Dono Yahi rukenge aur nazar rakhenge jab tak Hume tasalli Nahi ho jaati..boliye Manzoor Hain..
Ms: Haan Haan Bilkul Manzoor Hain.
MS in mind:
Ab dekhte jao Anubhav beta main kya Karti Hu..apna gussa toh tum sambhal me se rahe aur rahi Sahi kasar Puri karne k liye toh main Hu hi...(she smirked.)
----------------------------
Night
(Anubhav was sitting on the bed while Haseena was making her bed on the floor.Haseena noticed him worried and spoke.).
HM: Aap Woh Mahila Suraksha samiti walon ko lekar pareshan Hain na...app Itni chinta kyun Kar rahe Hain?Accha hi Hain na Woh log Yaha rukenge toh unki saari galatfaimi dur ho jayegi...
As: dekhana aaj kya hua..
HM: Haan..par zaroori thodi na Hain k Roz aisa hi ho...Aap befiqr sojaiye..kal se duty bhi join Karni Hain.
(Switching the lights off both of them slept.)
(It was pat midnight when MS's sleep broke...she decided to peep into Anuseena's room and she saw Haseena sleeping on the floor.she smirked and went near the room where Chhaya-Maya were sleeping.MS started sobbing..hearing her sobs both Chhaya-Maya woke up..)
Maya: kya hua Mohini ji Aap ro kyun rahi Hain...
MS: Aap log?Maaf Karna humari wajah se aaplogo ki neend tut gayi...kya Karun Apne baccho k bich aise bair dekhti Hu toh aansoo rukte hi Nahi..
Maya: kya matlab?
Ms: Woh Anubhav aur Haseena..Saath mein rahete toh Hain..par Khush Nahi Hain Dono...abhi abhi Dekha Bechari Haseena zamin par so rahi Hain..
Chhaya: kya?! Chaliye dekhte Hain...
(Meanwhile Haseena woke up to drink water when she noticed them coming towards their rooms.)
HM: yeh log toh isi taraf aarahe Hain..agar Hume niche sote hue Dekhliya toh samjho Bach Gayi Anubhav Ji ki Naukri..
(She hurriedly rolled her bedding and hid it under his bed and went and lied beside Anubhav resting her head on his arm as he was sleeping in the middle of the bed with his left arm and right leg outstretched.)
Maya: kya Mohini ji..dekhiye toh kitne pyar se so rahe Hain Dono Saath mein..(adored them while MS frowned.)
Chhaya: Chaliye hum bhi sojaate Hain..(the trio left.Haseena slowly opened her eyes and looked at the window then sighed in relief.Anubhav turned in sleep and put his right hand on her stomach making her gasp.She carefully tried to remove his hand but in the process she woke him up.
Anubhav woke up to find Haseena encaged in his arms..for a moment he thought he was dreaming and closed his eyes hugging her tighter but soon realised that it was reality and woke up with a jerk.)
As: Tum Yaha kya karrahi ho?
HM: Woh Anubhavji..(he again spoke without letting her finish.)
As: Tum Karna kya Chah rahi thi.(he asked angrily)Dekho Haseena bhalei hum Dono ki Shaadi hui Hain par yeh janlo ki humare bich koi pyaar Nahi Hain..tum Humara faida uthana chahti thi..(Haseena was hurt by his words.)
HM: Bolne se pahele ek Baar Soch Liya kariye Anubhavji..Chhaya ji aur Maya ji Aapke chachiji k sath kamre mein task jhaak Kar rahe the..agar Hume niche sote hue dekhlete toh Apki hi Musibat badhti..isiliye hum Yaha aaye the...koi Aapka faida uthane Ka irada Nahi tha humara..(saying so she jerked his hands of her upper arm and went out of the room.)
-------------------------------
(Haseena was sitting on a bench in the yard and crying silently.)
HM: Anubhavji kaise humare bare mein aisa Soch sakte Hain..kya sach mein hum aisi ladki lagte Hain unhe..
(And much to their badluck she was again noticed by Chhaya-Maya and Mohini who were still talking standing at the door of Chhaya-Maya's room.)
Ms: dekha dekha Maine Kaha tha na Khush Nahi Hain Dono Saath mein..(she acted like crying.)
Chhaya: sach mein..Itni Raat ko bechari ladki ro rahi Hain...abb toh Anubhav Singh ki Khair Nahi..
-------------------------------
Precap: Haseena to handle her father's business.
-------------------------------
Now that Chhaya-Maya noticed Haseena crying,what will they do?will Anubhav's unnecessary assumptions put him in another trouble?
--------------------------------
Do vote and comment if you like the chapter.
Thank You

ANUSEENA-The One Who Colours Me In Love✓Where stories live. Discover now