Laila tries to play mind games

1.8K 164 41
                                    

Continued..
As: kya ho Raha Hain yeh?(Asked As who just entered the room to find them laughing hard with Aarush Almost backhugging Haseena.His voice clearly indicated that he was not liking the view Infront of him...Though he knew they were just friends but he was afraid of loosing her because of his own insecurities.)
HM: Arey Anubhavji Aap aagaye!Dekhiye na yeh hume Riddhima k bare mein Nahi Bata Raha..aab bataiyye Apne dost se koi Baat chhupata Hain bhala..(she said cutely)
As: (not knowing exactly what to say)...aaaa..thik Hain..thik Hain!hum fresh ho jaate Hain..yeh lo(handing her a packet)issmein Ice-cream..(her eyes shone in happiness.)Ghar mein sabko baant dena..
HM: Aap gharwalon k liye ice-cream laaye Hain?
As: toh abhi kya Urdu mein bole hum.
HM: Hume aati Hain Urdu(she said proudly annoying him more.He rolled his eyes and went to freshen up.)
-----------------------------
(It was night.The Singh family was enjoying the ice-cream brought by Anubhav.)
Ms: Hey, Bholenath naa Jane Iss Zindagi mein aur kya kya Dekhna baki rahe Gaya Hain rahe Gaya Hain..Anubhav ice cream laya Hain sab ke liye!kya Baat Hain..(she taunted)
As: chinta mat kijiye abb bohot zyada dekhneko Kuch nacha Nahi Hain..(he spat back)
HM: Anubhavji!(she said in suppressed voice to stop him from answering back to Mohini.He too got silent.)
Ks:Bhabhi Woh Dekho Aarush aapki bowl mein se ice-cream chura Raha Hain..(Haseena glared at him then sadly looked at her bowl which was now empty.)
HM: Aaruuushhh!chhodenge Nahi tumhe.(she started punching him on his hand while he was trying to defend himself with a spoon.Everyone was laughing at their cute fight.Anubhav was looking intently at both of them which was noticed by Laila.)
Maa: Haseena beta jaane de...Main Tujhe aur ice-cream deti Hu..(she laughed.)
Aarush: Arey Aap Nahi jaanti Maaji yeh Haseena ice-cream k liye kisika khoon bhi Kar Sakti Hain...bachpan mein ek bar iski iceream Maine kha li thi itna bhagaya phir Jane mujhe ki main kuye mein girte girte bacha...
HM: chup raho!(she frowned.Maa brought Haseena another bowl of ice-cream making her squeal like a kid.)
Ks: Thik Hain Bhabhi Aap apni ice-cream enjoy kijiye hum chale sone..(ks gotup followed by the others.Only HM and Ar were left.HM was relishing her ice-cream while Ar was looking at her bowl with greedy eyes.)
Ar: Haseena yeh thik Nahi hain..tum meri best friend ho aur aise mujhe chidha chidha ke Khana..yeh na Sahi Nahi karrahi ho tum..
HM: yeh toh humari ice-cream churane se pahele sochna Chahiye tha..(she said putting a spoonful of ice-cream in her mouth.)
Ar: Agar mujhe Nahi khane dogi na..toh..toh pet kharab hojayega tumhara..shraap Hain Mera..
HM: Nautanki!muh kholo(she fed him some ice-cream and they were giggling and chatting with each other.All this was observed by Anubhav who was standing at a bit distance.Laila smirked and went to him.)
Laila: Kya hua Anubhav?(she put her hand on his shoulder but he immediately put it down.)..kitne Khush lagrahe Hain na Saath mein Dono(she said looking at Aruseena..)pichle Kuch Dino Haseena kitni murjhayi hui thi par aaj Dekho kitni Khush lagarahi hain..
As: Murjhayi hui Nahi thi bas kaam mein vyasth thi Woh..
Laila: Kash aisa hi ho...warna Dekho na Jis halat mein tum Dono ki Shaadi hui usme Kisi bhi ladki k liye Khush rahena bohot mushkil Hain...kya pata use Kisi aur se Pyar ho.(she said looking Aruseena again.)Kahi use Aarush se hi toh Pyar Nahi?(AS glared at her.)Nahi Mera matlab Woh Nahi tha..Woh Dono toh sirf Acche dost Hain..Hain na?
As: (properly turning towards Laila)..Yeh Jo bekar ki koushish e karrahi ho na..bandh kardo.
Laila: kya matlab Anubhav?
As: Matlab yeh ki tum shayed bhool rahi ho.. negotiation specialist hum Hain..isiliye Hume baaton mein phansane ki koushis mat Karo..Aarush aur Haseena bachpan k dost Hain..Bohut Acche dost Hain..aur Hume Humari Haseena pe Pura bharosa Hain .Woh Humse bohot Pyar Karti Hain aur tumhari Tarha Nahi jiske Dil mein Kuch Hain aur Zuban par Kuch aur.Apne yeh gande khel bandh Karo...apna Boriya-Bistra Bandhna shuru Karo Kuch hi Dino mein tum Iss Ghar se jaarahi ho.(saying so he went back to his room.)
Laila: Sahi Kaha tumne Anubhav tum negotiation specialist ho..tumhare dimaag k Saath main Nahi khel Sakti par tumhari Patni Woh toh gaon ki ek bholi si ladki Hain..(she smirked looking at Haseena)aab Dekho Anubhav main kya Karti Hu..Haseena khud tumhe chhod ke chali jayegi(she laughed Evilly.)Agar tum mere Nahi toh tumhe Kisi aur Ka bhi Nahi hone dungi main..(she said with her eyes spitting fire.)
---------------------------
Precap:Laila manipulates Haseena
-----------------------------
Laila tried but couldn't mould Anubhav but Haseena is too naive to understand her game.Will she able to cut laila's trap or will she fall prey to her evil tactics?
-----------------------------
Do vote and comment if you like the chapter.
Thank You.

ANUSEENA-The One Who Colours Me In Love✓Where stories live. Discover now