Hi!
Mujhe na ap logo se Kuch important puchna tha !
Kya ap logo ko 15 part ki flaskback chaiye ya ek lmbhe part me summary !
Kyuki mujhe pata h ki ap logo itne patience wale to hoge nhi ki 15-16 part tak wait kare ki kya hua kyu hua kaise hua ?
To ap log bata do ki flask back du ya summary ?
Phir mujhe Anuseena ki shadi ki tayari bhi karni h ! Mahir ko bhi lekar aana h ! Buhut kam h mujhe! Thoda buhut saman bhi todna h !
Apko karna kuch nhi h ! Bas kuch sawal ke jawab dene h ! 🤣🤣🤣 it's compulsory shayad 🐨
1. Agar teen tigada Vani ji ko gunpoint pr rakhe to apko kaisa lagega ?
2.Agar kisi aur ki wajah se Haseena Karishma ko 2 kantaap lage de to ?
3. Anuseena ke hatho Veyom pit jaye ....maza aayega na ?
4. Apko apne is author ki tarif karni h ! Tarif hi karna tanhe mat marna 😒😒
baki flask back or summary bata dena !!!
Your Masoom Shaitani Author
Palak Saini ❤️🐨