𝐒𝐮𝐩𝐞𝐫𝐬𝐭𝐚𝐫 𝐈𝐧 𝐂𝐨𝐥𝐥𝐞𝐠𝐞

361 35 1
                                    

Continued from the previous part.....

By seeing that message of Rahil, Gulki is stunned that, he has messaged her.

Gulki(tensed & loudly) : Shitt! Kya reply karu ab.

Yukti(surprisingly) : Kise reply karna hai!? Sab thik toh haina, kaha khoyi hain tu.

Gulki quickly shut down her phone & put it in her pocket.

Gulki : Are kuch nahi yaar, yeh sab tu chod. Aur jake apna teamwork kar, tujhe kal ki event ke liye preperation karni haina.

Meanwhile a peon come near them.

Peon : Yukti apko aur apki team ko principal office mein bulaya gaya hain.

Gulki(happily) : Dekh kabse mein tujhe bol rahi hu ki jakar apna kaam kar le. Par nahi yaha baith kar tujhe mera dimaag jo kharab karna hain.

Meanwhile yukti put out a list from her bag & hand it to Gulki's hand.

Yukti : Sorry Madam, par maine na event management wale group mein tera bhi naam dal diya tha. Toh isliye ab Yukti & team mein tu bhi hain. Toh hamare saath saath tujhe bhi chal na padega office mein. Aur soch kitna acha moka haina, kabhi socha bhi nahi tha ki Stardom Group ke event ka sara kaam hume karne ko milega.

Gulki(in mind) : Isse kisne kaha tha itna over smart banne ke liye. Bas kaise bhi karke kal ka din nikal jaye aur sab kuch ache se ho jaye. Yeh tension bhi khatm ho jayegi.

Gulki is frequently looking to the message that Rahil has send her. Tension can clearly be seen on her face. Just then Yukti told her to move fast.

In just few minutes Yukti & her team was standing outside the principal's office. Yukti is standing first & all others were standing behind her. Gulki is standing at last of group. They, then got permission to go inside the office.

While they enter in office, they saw three handsome men were siting on chair opposite to principal. Yukti & her team say good morning to everyone.

Principal : Miss Yukti & her team mein ab sabko kal ke event se pehle hi ekbar Stardom Group ke inn tin members se milwana chahta hu. Aur inke hisaab se pura event manage karwana hain aapko. Isliye yeh hain Rahil Azam and......

Office mein baithe principal ki itni hi baat sunte hi Gulki ekdam se chok gayi. Uski dhadkane ekdam tez tez chalne lag gayi. Use samajh nahi aa raha tha ki ab vo kya kare.

Usse pehle ki Rahil usko mudkar dekhta, Gulki dhere se office ke bahar aagayi.

Gulki(in mind) : Shitt yeh kya hain yaar, yeh yaha kya kar raha hain. Yeh toh kal aanewala tha na. Abhi ise yaha aane ke liye kisne kaha. Umm... ab mujhe kaise pata chalega ki yeh yaha kya karne aaya hain. Kahi asa to nahi na ki ise pata chal gaya ki mein isi college mein padhti hu. Lakin isko kaise pata chal!?

She was trying to hear the talk which was going on inside the office while standing at side of door. She wants to know that why has Rahil come to college today.

Inside office, principal introduced Yukti & her team to Rahil & his member. They all were talking & suddenly principal's phone rang.

Principal(while smiling) : Excuse me..

While saying this he went out of office & saw Gulki who was trying to hear all the talks of office, while standing at one side.

Principal(angrily) : Tum yaha khadi kya kar rahi ho. Yukti & team ki member ho na tum. Are pura event samajhna kitna zaruri hain tumhe. Idea bhi hain...

Gulki(while scarred) : Sorry sir woh actually.....

Principal(angrily) : Abhi ke abhi office ke andar chalo.

They both went inside the office. While he seat on his chair, he see that Gulki again moves out of cabin. By seeing this his anger has reached at it's limits.

Principal(angrily) : Gulki Joshi andar nahi aayi kya??

Yukti nodded her head in No. Then after all the people talked & discuss with each other about event for some time.

Principal : Yukti & team aap sab inse baat karke kalka event aur puri list cross check karva le.

While following instructions of principal, Yukti & her team along with Stardom Group came into a different room where all the setup was already made.

Meanwhile principal announced Gulki's name & tell her to come to his office. After some time she reached to principal's office.

Principal(angrily) :Yeh kya hai Gulki, yeh  kaisi harkate kar rahi ho aap? Yeh jo aap bacho wali harkate kar rahi ho, aapko pata hai na ki woh ek reputed college ki nahi hain. Aapko pata haina ki aap kis college mein padhti ho? Aur esa nahi hai ki meri nazar se aap bach sakti ho. Mujhe har ek student ki harkatein dikhti hain. Aap kya karne ki koshish kar rahi thi kab se, maine aapko office mein bulaya aur aap office mein aane ki jagah, waha se gayab ho gayi. Aapke dad abroad mein hai iska matlab yeah nahi ki mein unse call par baat nahi kar sakta..

Gulki(innocently) : Muj... mujhe maaf kardo sir, aap please papa ko phone mat karna. Actually meri ek urgent call agayi thi, bas isi wajah se mein chali gayi thi. Muj.. mujhe maaf kar dijiye sir.

Principal (normally) : Agali baar se esi galti nahi honi chahiye aur mujhe ummid hain ki aap karoge bhi nahi. Aur Stardom Group ke kal ke event mein koi gadbad nahi honi chahiye. Ab aap ka sakte hai.

Gulki : Yes sir, mein Yukti se baat karti hu aur ekbar phir mein aapse maafi mangti hu.

While saying this see comes out of principal's office. She was in shock that now what will she do? How will she face Rahil? What will happen when again Gulki will met up with Rahil??

To know the answers of all this questions do read my next part of this story..

Thanks for taking out your precious time for me. And reading this story. I will really be grateful if u appreciate my work & also tells me was was the story. Was it nice or I need to improve. Your suggestions will be so valuable for me..

Watch Maddam Sir from Monday to Saturday at 7:30 pm on Sony Sab. And repeat telecast at 10:30 pm.

𝘼𝙣 𝙐𝙣𝙘𝙤𝙣𝙙𝙞𝙩𝙞𝙤𝙣𝙖𝙡 𝙇𝙤𝙫𝙚Where stories live. Discover now