Chapter 1

3.6K 98 28
                                    

Location: Anaya's room

"Anaa, please stop crying, meri jaan. Ronase kuch nahi hone wale. Tumhara pura gaal aur aankh laal hogaya hai. Kisi ne dekh liya toh qayamat aa jayegi" Ayaat pleaded to Anaya.

"Appi, woh kaise mera saath break kar sakhta hai? Woh 3 mahine kya uske liye kuch nahi tha," Anaya exclaimed dramatically.

"Joh bhi hua, acche ke liye hua. Usme look chroke kuch tha hi nahi. Dadajaan ko pata chal gaya toh pataa hai na kya hoga," Aqsa chimed in, finally speaking up after being irritated by Anaya's drama (well, Anaya is a pure drama queen).

"Anaa appi, aap aise roh rahi hai jaise aap usko sach mein pyaar karti thi. aapne toh bas uske billi Jaise akhen aur good looks k wajah se date kiya," Aqsa continued.

"Astagfiruallah, aise toh na bolo. Pyaar nahi tha toh kya hua, crush toh tha na. Aur usko kisne right diya mujhse break up karne ka? Agar break up karna tha toh mein karti," Anaya retorted angrily.

"Anaa, bas karo ab. Nashta ke liye niche chalo, nahi toh dadajaan ko gussa aa jayega," Ayaat intervened.

"Haa, anaa appi, pata hai na kitna daat pari thi us din hitler (dadajaan) se," added Aqsa

"Hitler toh na kaho, itna bura bhi nahi hai dadajaan," Ayaat defended.

"Bura nahi, jallad hai woh, Ayaat appi. Aap doctor ban ne wali hain, isliye aapko pyaar karta hai hitler. Mujhe woh anaa appi ko toh bardasht bhi nahi kar pata hai hitler," Aqsa replied sadly.

"Aisa kuch nahi hai. Woh sabko equal pyaar karte hain. Aur unko kuch kehne se pehle tum dono ne apni harkatein dekhi hai," Ayaat tried to reassure her sibling and cousin

Suddenly, they heard a knock at the door.

"Kaun hai?" Anaya asked.

"Mein hoon," they heard their house helper's voice, and they jumped in surprise.

Anaya's face after crying

"Aap ro rahi thi, Anaa biwi?" the house helper came inside the room and asked suspiciously

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Aap ro rahi thi, Anaa biwi?" the house helper came inside the room and asked suspiciously.

"Mein kyu roungi, boliya khala," Anaya said, her voice filled with fear..

Ayaat spoke hurriedly to save Anaa "Kuch nahi hua Salma khala. Anaa ek kitab par rahi thi 'Reminder of Him.' Book thori emotional and sad thi nah, isliye roh rahi hai, aur hum a bada rahi hai."

"Woh accha, hum a laga kya nah kya hogaye jaldi niche jaye, aur anaa bibi aisa kitab a na pare joh aap ko rulati hai," the house helper Salma said before leaving the room.

The maliks Where stories live. Discover now