Chapter 4 ( Lag ja gale )

3.5K 167 13
                                    

Sorry for delay guys . I hope you don't loose intrest in this story .

Inline comments plzz...
______________________________________

The scene start from everyone settle down on the sofa and chit chat with each other like everytime mahima again was fume in anger and jealousy . Naksh , natik and gayu saw angrily toward Mahima and anand as they heard everything .

Naksh - waise harsh ji ham aapse milne hi aarahe the mahima ji ne hame mail Kiya tha ki ham aaye aur aapse mile aur hospital se related kuch discuss bhi kare .

Harsh - haa naksh ji main bhi aapse milne hi aaraha tha but mujhe nahi pata tha ki aap akshara ki family ho warna ham direct usse hi puchte .

Mahima ( being extra sweet ) - haa akshu tumne bataya nahi ki you have an connections with Singhanias .

Harsh - ab aapni haar personal info aapke degi kya woh . Aap usse sidhe mu baat toh karti nahi then why she share her personal information with you .

Mahima fume in anger heard this but didn't react as she want to come in good books of Singhanias .

Harsh - waise akshara tumne pehele aapne nanihal ke baare main bataya nahi aur aap shaadi main bhi nahi aaye the .

Akshu - woh sir actually nanu ki tabiyat kharab thi isliye aa nahi paye waise mamu aur buami aane wale the but aa nahi paye aur nahi bataya iska reason yeh hai ki time hi nahi Mila kitna kuch toh hogaya inn 1 and half year main .

Abhimanyu feel bad when he heard that . Just then sahil pull her to another sofa and tried to distract her mind .

On the other side Abhimanyu noticed akshu and sahil giggle and talk with each other happily . Abhimanyu again fume in anger .

Abhimaniyu pov

I saw this langoor and akshu clinging and talking happily with each other and I hate this view . Just then I saw akshu said something and like always I saw shamelessly at her .

Akshu - nanu main yeh keh rahi thi ki ab aap sab yaha hai toh ..

Sahil ( complete the sentence ) - Singhania sadan chale .

Akshu happily nod .

Akshu - aare waah tumne toh mere maan ki baat cheen li . You know me very well .

Sahil ( dramatically) - ab main itna bhi kuch khaas nahi .

I saw this langoor act like Shin Chan and akshu laugh on his antics.

Pata nahi khud ko kya samjhata hai yeh bandar ka baccha aur yeh akshu itna kyu Haas rahi hai aur yeh kya keh rahi hai akshu yeh bandar tujhe acche se janta hai nahi main aapni akshu ko accha se jaanta hu .

Par tu toh yeh bhi nahi jaanta ki akshu ka nanihal bhi hai said my mind

And I feel my mind laugh on me and I shut my mind .

Just then maa grab everyone 's attention.

Manjari - haa yeh sahi rahega . Akshu tum jaao aapne pariwar ke saath time spend Karo aur Abhi tum bhi jaao akshu ke saath uski family ko jaan bhi Lena aur dono saath main time bhi spend kar lena .

Aare yahi toh main chahata tha akshu ke saath jaana taaki yeh langoor aur koyi hoshiyari naa maar sake meri akshu ke aage .

I happily nodded .

Theek hai maa jaisa aap kahe .

And I smile widely.

Pov end

Abhira - Separate Souls Where stories live. Discover now