67. Fake emergency!

632 86 11
                                    

Next morning!
I came down and sit with my parents for breakfast!
Mom : Aaj tere pasand ke aaloo ke parathe banaye hai wo bhi masala dahi ke sath!
Me : Are waah! kya baat hai aj meri pasand ka breakfast!
Mom : Haan to kya! apni beti ke liye itna bhi nhi kar skti mai!
Me : Nahi aai, bilkul kar skti ho!
Dad : Ek baar isse puch to le beta ki itna pyaar aese hi ya phir koi aur baat hai!
Me : Aai, baba kya keh rhe hai? koi baat hai kya!
Mom : Meri bacchi, tu ne pucha nhi humse ki hum achanak yun kyu aa gye ?
Me : Ab isme kya hi reason hoga? obviously bahut din ho gye the mile hue...apko yaad aai hogi meri....or kya ho skta hai?
Mom : Haan beta woh toh hai hi...par...!
Me : Par kya aai?
Aai was about to say but my phone rang. It was Karan's call. I cut it down but again it rang. I went away from aai baba and pick the call!
IN CALL
Karan : Good morning baby!
Me : Good morning love! kya hua subah subah intezar nhi ho rha ?
Karan : Bilkul nahi ho raha!
Me : Aww....sad...par karna to padega!!....hahaha
Karan : Aww...sad for you!
Me : Kyu?..mere liye kyu?
Me : Kyu ki mein tumhare ghar ke gate par hun aur agar tum abhi isi waqt bahar nahi aai toh mein apne saas sasur se milne andar aa jaunga!
Me : Kya....pagal ho gye ho kya! koi zarurat nahi hai andar aane ki! bahar hi rehna mein aa rhi hu!
Karan : You have 1 min my love!
I immediately cut the call and without hearing aai out i left from there!
Aai : Nashta to kr le!
Me : Baad mein aai!! emergency hai!
I came out of my house, dragged Karan in car and started car immediately. After coming some distance away from house :
Me to Karan : Daara diya mujhe! aai baba dekh lete toh?
Karan : Toh kya..haan kya? aapne damad se mil lete aur kya?
Me : Accha! Aur kya gaurantee hai ki wo tumhe apna damad banayenge? (to tease him)
Karan : Hey! I'm Karan Kundrra!! Unki beti mere charm mein phas gyi toh wo toh impress ho hi jayenge!
Me : Kuch nhi ho skta tumhara!
Karan : Hoga na...bahut saare bachche!
Me : Ohh! sure! itni saari ladkiyan hai tumhare pass zaroor honge... bahut saare bacche!
Karan pulled me close to him and said!
Karan : Nahi sirf ek hi hai meri....aur wo mere oass hai iss waqt! Bache to honge par sirf usse!
I blushed and we spent some quality time together.

aur wo mere oass hai iss waqt! Bache to honge par sirf usse!I blushed and we spent some quality time together

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Battle of love - 2Where stories live. Discover now