Revelations

380 24 2
                                    

Part 8

Bas kijiye bohot hogaya yeh sab .

Riya : saumya di ?
Saumya came to her father and was very angry .
Saumya : bas kijiye papa mein nahi toh riya . Aap business mein Rishton ko mix mat kijiye . Kya mil jayega inn paiso che .

Turning to mr Chatterjee.

Aur uncle apko agar invest karna hai mere bhai ke project mein kijiye . Par yeh kya shart hue ke apke bête se shaadi karni padegi .
Koi problem hai apke bête mein ?  Achchi ghar ki ladki mil sakti hai use bhi ?? Phir yeh anchahe rishta kyu.

Mr Mukherjee : you ditched us Saumya. Tum ghar se bhaag gai . Aur ilzaam hum par laga Rahi hoon.  Tumne bina kuch bhi socha humari izzat Miti mein mila di aur tumhari yahan ane ki himmat kaise ho Rahi hai .

Saumya : ha ghar se bhaag gai mein . Kyunki shaadi karni thi mujhe usse jisse mein pyaar karti  hoon . Bhavy se .
Business mein zindagi ja sauda karna bhi gunah hai .

She goes to Riya .

Saumya: police officer hoke yeh kaise hone de rahi hai tu ? Kyun manni iss shaadi ke liye ? Tu toh pyaar bhi nahi karti nahi Aman se .

Riya : tu khush haina di Bhavy Jiju ke saath bas yahi chahti thi mein . Par papa ka business bhi toh bachana tha.

Bhavy Arora came in .

Bhavy: sir iss tarah shaadi karne ke liye we are sorry par sachme hum ek dusre se pyaar karte hai .

Mr Mukherjee tried to raise hand on bhavy too but Raima came in between .

Mr Mukherjee: Raima
Raima : bohot hogaya . Ab Meri betiyan wooh zindagi nahi jiyegi joh meine  jee.
Joh mere baba ne kiya wahi aap kar rahe hai Saumya aur Riya ke saath. Ab bas .

Bhavy Arjun Dhyan se sun lo . Iss rishte ki permission mein deti hoon .

Samar : but ma mera project?
Raima : agar dum hai toh apni mehnat se kamyaab banna Samar apni behon ki zindagi Barbad karke nahi .

Saumya hugged riya.

Saumya : pagal mera pyaar bachake apna kurban karne chali thi.

Sorry apko Arjun sir kahu ya jijaji .?

Arjun : sirf Arjun will be good  enough

Bhavy: thank you arjun Hume wapas bulane ke liye .

Saumya : agar ap nahi hote toh hum kabhi Himmat nahi karte aur Riya ki life barbaad ho jati .

Riya turned to her father . Papa please I really love Arjun sir. Pl accept us .

Mr chatterjee: dubhash Sahi keh rahe hai bachche . Business aur rishte alag hi thik hai .

Mr Mukherjee stared at him at first .

Mr chatterjee: ha dekhna iss faisle se kaun khush hai ? Esi bad dua leke kya paa lenge hum ?
Samar our business deal stands as it was . Don't worry .
Aur Aman tum . Tumhe bhi koi pasand ho toh Bata do . Warna mein dhondu. Aaj sab clear ho hi jai

Mr Mukherjee: kya kar rahe ho chatterjee?

Mr chatterjee: are poch leta hoon lage haath mera bhi wehem khatam ho jay .

Aman : papa actually USA mein Meri friend hai . I mean she is more than a friend mere saath mba mein thi , ayushi Singhal .

All were staring at him.

Mr chatterjee : lo dekh lo . Thik hai bhai bulao Ayushi ko india baat kar lete hai uski family se bhi.
Chal bhai dubhash ab Bachcho ko ashirwad de de . Chod de yeh zidd .

Finally mr Mukherjee blessed both hi daughters and asked forgiveness from both bhavy and Arjun .

Riya asked a help to get first aid to dress Arjun's wound .

Arjun:aah Riya dukh raha hai ?

Riya : achcha hai ab apko yaad rahega . Sahi kaam sahi waqt pe karna chahiye . Warna ese hi pitai hogi .

Sameer , shree and chotu also came and congratulated Ariya.

Arjun : this is my family . Shree aur chotu party badalte rahenge kyun ?

Shree : sir ab ap dono ek hi side pe ho toh Hume side choose karne ki zarorat hi nai.

Chotu : ha sir aur Phir jis side Padla Bhari hoga hum us side pe .

Everyone laughed .

Arjun : ek minute wooh note Jo Hame mila tha wooh apne bheja tha .

Turning towards Raima . Everyone was shocked to this question.

Riya : Kaisa note sir ?
Arjun took out the note from his pocket and showed it to her . Riya was getting sentimental and hugged her mom .

Raima : jab meine tumhe dekha tabhi mujhe yakin Hogaya tha ke tum Madad karne nahi aye hon . Tumhe leke riya ki feelings ka
Andaza tha warna ese hi riya raat ko hospital mein nahi rukti.

Phir jab shree aur chotu thode busy hue toh mein tum dono ko dhoondte hue ayi .aur tum dono ki conversation Suni .

Mujhe yakin hogaya ke agar Riya kisi ke saath khush reh sakti hai wooh tum ho .

Aur Saumya I was always sure about you and bhavy . Kuch bol nahi payi par I knew everything about you . I am sorry.

She went and blessed bhavy and Saumya .

Mr Mukherjee went to his daughters .

I am sorry my girls. Mein tum Hari zindagi ke faisle mein tumhe hi puchna Bhul Gaya .

Saumya and Riya : it's ok. V love you papa .

And then went to bhavy and Arjun .

Welcome to the family boys . Ab achche se apne introductions bhi de do . taki mein bhi jaan lo joh Raima jante hai .

Bhavy : I am an IT professional sir ek MNC mein senior position par hu .

Arjun : acp arjun rawte aur etf Mumbai ka second in command hu .

Samar : mujhse koi milna chahega ?  Waise mein bohot important role play kiya hai aap dono ki love story me . Kyun ?

Saumya and Riya hugged their brothers .

Samar : I am sorry Di . Aap dono ko problem mein dalne ke liye . Par mujhe thank you kehna padega ap dono ki love story ka success ka credit mujhe hi jata hai .

Arjun : that's true . Samar agar yeh sab nahi hota toh Shayad mein aur dair kar deta . Thank you saale sahab .

Etf and Riya was fascinated to see this side of Arjun .

Bhavy: absolutely Soumya aur Meri bhi shaadi isi wahah se ho gai . Warna kaam ki wajahse kuch ho hi nahi pa raha tha .

Mr Mukherjee made an announcement .
Ladies and gentleman,

I am very happy to announce about daughter Saumya wedding with bhavy Arora
And my daughter Riya's engagement to Acp Arjun rawte. Very soon we will do all the wedding festivities for bhavy and Saumya and Arjun and Riya.

Everyone clapped and the celebration began .

Precap: engagement.

Ariya ss : Replacement. Where stories live. Discover now