Solution

174 11 0
                                    

|| श्री गणेशाय नमः||

Mata Parvati can understand Devi Lakshmi's pain as she has also went from the same thing.

Devi Parvati ~ Sakhi I cannot take my curse back as it is not possible. You and Bhratashree Narayan awoke Mahaganadhipati. He will surely do something.

Devi Lakshmi with a hopeful eyes ~ Sachh?

Devi Parvati smiles and nods. As soon as Padmakshi gets the assurance from Maheswari a smile occurs on her face and as soon as Bhoomija smiles whole prakriti again becames happy. Vishnupriya teleport herself to Vaikuntha and says everything to Narayan. Shri Hari agrees to her and he also becomes happy after seeing his hridaya so happy and excited after so many days. They goes to a place which is appropriate for doing the puja of Mahaganadhipati.

Narayan and Devi Lakshmi starts making an idol of Mahaganadhipati and they put hibiscus near the feet of the idol. They starts with the Ganesh Mantra.

वक्रतुण्ड महाकाय कोटिसूर्यसमप्रभ
निर्विघ्नं कुरु मे देव सर्वकार्येषु सर्वदा ||

(Vakratunda mahakaya Suryakoti samaprabha nirvighnam kurumedeva sarva karyeshu sarvada )

Translation ~ O lord Ganesha of large body, curved trunk, with the brilliance of millions of suns, make all my work free of obstacles.

Soon a bright light emerges on front of their eyes. And they sees Mahaganadhipati. They gets assures that now their wish is going to be completed. They both joints their hand in front of the lord of the whole universe who has a huge trunk and ears like a elephant, to whom durva is favourite, who is the husband of Riddhi and Siddhi that is Mahaganadhipati itself. He blesses both of them.

Mahaganadhipati ~ Aaj hume swayam Shriti ke paalanhaar evam Shrishti ki mata ne yaad kiya matlab jaroor koyi mahatvapurn baat hongi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mahaganadhipati ~ Aaj hume swayam Shriti ke paalanhaar evam Shrishti ki mata ne yaad kiya matlab jaroor koyi mahatvapurn baat hongi. Kahiye kya baat hai.

Devi Lakshmi ~ Prabhu aap tohh sab janate hain. Sansaar me Jo huya hai, Jo ho Raha Hain, aur jo hone wala hai sab aapki iccha se toh hota hai. Sab aap he ki leela hai. Prabhu mujhe bhi maa banane ke sukh ko bhogana hai prabhu par Devi Parvati ke shraap ke kaaran yeh asambhav sa lagta hain. Prabhu ab aap he hai jo iss asambhav ko sambhav bana sakte hain.

Mahaganadhipati ~ Iske liye toh aapko Ashtavinayak ki yatra karni hongi Devi. Aapki iccha ab Ashtavinayak yatra karne ke baad he purn hongi.

Narayan ~ Ji prabhu. Bass aap hume Ashtavinayak yatra kab aur kaise karni hai woh batake humara margdarshan karein.

Mahaganadhipati ~ Ashtavinayak yatra aapko prithvilok pe paiddal he karni hogi jaise samanya manushya karte hai. Aapki yatra Moregaon se shuru hongi aur aap waha Moreshwar Ganesh ke darshan karke aapki yatra ki shuruwaat karenge. Phir aapko Siddhatek jalar Siddhivinayak ke darshan karne honge phir aata hai Balleshwar Pali jaha aap Balleshwar Ganesh ke darshan karenge. Phir Pali Mahad jaake aap Varadvinayak Ganesh ke darshan karenge. Phir aata hai Their jaha aapko Chintamani Ganesh ke darshan honge. Phir aata hai Lenyandri jaha aapko Girijatmaj Ganesh ke darshan honge. Phir Ranajangaon ko aapko mere Darshan honge aur phir se aapko Moregaon ke Moreshwar mandir jaana honga aur phir waha aapko yatra purn hongi.
Kahiye Devi Lakshmi aur Narayan kya aap yeh yatra purn kar paayenge?

Both together - Haan Prabhu hum yeh yatra awashya purn karenge. Aapke margdarshan hetu dhanyavad bass ab hume aapka aarshirwaad Dede.

Mahaganadhipati blesses both of them and disappears.

To be continued...

A/n ~

I hope that your Diwali went happily and you all enjoyed it. So here is the another chapter. I hope you like it. Another chapter will be published soon.

Till then good bye and have a good day ahead ✨🦋

Namah LakshminarayanWhere stories live. Discover now