Aloo paratha.

399 90 7
                                    

Sameer was sitting with munna pandit in the canteen.

Pandit: aaj na pakode khane ka bohut Mann ho raha hai.

Munna : ha woh toh has, aaj shayad barish hogi.

Sameer: acha? Tujhe kaise pata?

Manna : aree pichle baar dekh jab ponga ko pakode khane ka Mann hua tha tab bhi barish hui thi.

Sameer:haa woh bhi hai, lekin pandit tune kal hi bolne chahiye the kyunki abhi tiffin toh aa jayega toh naina ko kaise pata chalega ki tujhe pagoda khana hai.

Munna: aree Thik hai na toh hum bhanke bhaiya ko bata denge.

Sameer: lekin tiffin aa raha hai na

Pandit :haa par hum ek hi plate mangavayenge aur phir dono pakode aur tiffin khayenge.

Munna: haa

Sameer Thik hai.

Munna goes and orders the food.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Naina: Kartik chalo na jaldi.

Kartik: chal toh raha hu, in dono bags ke saath.

Naina: toh apne pair jaldi jaldi uthau aur chalo.

Kartik: acha tum yeh do bags pakad ke chalke dikhao, khud toh sirf ek hi tiffin pakad ke chal rahi ho aur mujhe order de rahi ho.

Naina looked up and glared at him

Kartik: haa baba chalo.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Munna:aree Sameer tu aagaya? Kya kaha principle ne?

Sameer: kuch nhi bas yahi ki har mahine yaha at least 2 ya 3 din attendance Dena hi padegi aur exams ke wakt no chutti.

Pandit: Thik hai na at least tujhe shooting ka time toh mil jayega aur 2 3 din adjust kar Lena.

Sameer: hmm.......yeh kya tum dono ne saare pakode kha liye?

Pandit: woh ......actually....

Munna: tu....tu ruk hum tere liye dusri plate mangwate hai.

Sameer: nhi chod rehen de, aaj shayad meri manpasand cheezo ka khatam hona hi likha hai.  Subah bhi tum dono ne maggi khatam kar di aur ab pakode bhi.

"Pakode?"

Sameer munna and pandit hear this and turn.

Sameer: Naina?

Naina:hi! Woh main tiffins dene aayi thi.

Munna: ohh! Do na phir bht bhuk lagi hai.

Naina: lo

She forwards their tiffins

Sameer: chalo main tumhe bahar chodta hu.

Naina: haa...Thik hai waise bhi kartik tumhare tiffin ke saath as raha hai

They go.

Pandit: chenu tujhe nhi Lagta ki Sameer iss tiffinwali Naina ke Naino me kho jata hai.

Munna: matlab?

Pandit aree dekh n.a. , jab Naina aayi toh kaise Sameer ke aankhe chamakne large, aur jab principle ne bulaya tha toh Janab ke pairo me dard tha lekin ab jaldi se chala gaya usse chodne.

Manna haa ponga yeh baat toh sahi hai.... kuch toh gadbad zaroor hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Naina: waise tum kya baat kar rahe the? Pakode?

Sameer: haa who actually pandit ko pakode khana the aur who toh sabke fav hote hai. ...main canteen se kuch Der bahar gaya aur jab aaya toh pakode khatam aur Susan breakfast bhi nhi khaya tha isiliye bhuk lag rahi thi aur tune me tum aa gayi.

Naina:ohhh.

"Naina"

Naina : haa aa rahi hu.

Samaina go towards the person.

Naina: sameer yeh mera dost hai kartik aur kartik this is our new customer.

They both shake hands and say a hello.

Kartik: toh yahi hai woh Janab jinke liye tumne mujhe itni subah jaldi uthaya.

Sameer: mere liye?

Kartik: haa tumhare liye actually tum apni sabjiyo ki thaili hamare ghar bhul gaye the aur woh dene yeh mohatarma hume yaha layi

Flashback.
Naina: aree Sameer ki thaili toh yahi rhe gayi.

She looks into it and finds a paper, she opens it and reads.

Name:Sameer maheshwari
Age: 24
Weight: 60
Height: 5.10
Favourite hobby: dancing, acting.
Favourite food: aloo paratha .

Naina:ohh toh Sameer ko aloo paratha pasand hai.

Kartik: hi Naina.

Naina : hi.....kartik mere paas na tumhare liye ek kaam hai .

Kartik: kya?

Naina: tum n.a. kal subah jaldi tayar rehna aur mere saath tiffins ki delivery karne aana....please.

Kartik: Thik hai.

Flashback ends.

Kartik: aur aise inhone mujhe subah jaldi uthaya aur hum Dono yaha aa gaye.

Naina: yeh lo, tumhari thaili aur yeh paper and your tiffin.

Sameer: thanks..Par tum mujhe keh deti main khud aa jata lene.

Naina: aree aisa kuch nhi aur tum please uski baton mein mat aao ....wog bas majak kar raha tha.

Sameer: it's ok.

Naina: ok bye.

Sameer: bye.

Sameer goes and sits with munna pandit. He opens the tiffin and a chit falls near his feet. He opens it and reads
" yeh aloo paratha akele hi khana warna yeh favourrite chiz bhi khatam ho jayegi."

He smiles and looks at the paratha.


Guys this is the last update for this year because from now I am going to have my school activities for which I have to travel out station for my performances. And then I'll be having my exams. Next update of any of m uy stories will be updated next year only if possible as right now I am in a very important phase of m uy life which will decide my carrier. Thank you for your patience.

Please do vote and share your views about this update.

Shambhavi❤






WHILE WALKING. (On Hold)Where stories live. Discover now