Jaan nisar.

304 59 7
                                    

"Woh ek acha ladka hai naina."

Preeti says while entering the room and naina turns. Her face stained with dry tears, messy hair and gloomy eyes. Naina sighs and turns her back towards preeti.

Preeti: maine baat ki usse, maine...aaa...maine bata diya sab tere baare mein.

Naina becomes shocked and turns to preeti with horrfied expressions.

Preeti: tu jaisa samajh rahi hai waisa nahi hai naina, sameer ne tujhe judge nahi kiya, ulta woh toh khud itna dukhi tha jab maine usse tere baare mein bataya. Uski aankho mein dard aur ..aur pyaar tha, sirf tere liye. Haa main galat thi, shayad maine sameer ko pehchanne mein galti kardi. Woh tujhse bohot pyar karta hai naina, tujhe kabhi nahi chodega aur yeh mera wada hai. Tujhe usse ek chance dena chahiye naina. Woh abhi bhi neeche hi khada hai.

Naina gives her a "kya" wala look.

She goes towards the window and looks down. At the same time sameer looks up and their eyes meet. Naina looks at him with an emotional look and closes the curtains. Tears start rolling down her cheeks and she starts sobbing.

Naina: maina nahi kar sakti....main usse chance nahi de sakti preeti. Mujhe...mujhe darr lagta hai ki woh bhi mujhe. Main usse nahi kho sakti, main....main sirf uski dost ban sakti hu par pyar nahi kar sakti. Main...main ab tak piyush ko nahi bhul saki..aur main nahi chahati ki ye hamari judayi ki wajah ban jaaye. Main...main usse pyar nahi kar sakti. Main nahi kar sakti.

Preeti:( in tears ) naina....please sambhal apne aap ko, please. Mujhe nahi pata ki tu kis haal se guzar rahi hai, lekin phir bhi agar main teri jagah hoti toh main usse ek chance deti phir woh chahe ek dost ke hisaab se hi kyu na ho.

Naina looks in her eyes and preeti nods.

Sameer feels very dejected when naina closes the curtains. He feels as if he lost everything he had. That smile which adorned her face was now faded and replaced by tears and gloominess. For once he thought that he was the reason for her tears. Just then preeti came near the window. He asked her that what was naina's answer through gestures but much to his dismay, preeti nodded her head in a no and went inside.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sameer was riding his bike and remembering their cute moments. The way they used to talk, fight over their favourite heroes, debate on their favourite food, he missed everything, each and every time, second which he had spent with her. The same condition was of naina. She was also reminded of all their fun times, timepasses. She smiled remembering one of their incidents when sameer had helped her delivering the lunchboxes and they had rung the bell of a house and run away. And then were guilty as one of the house members shouted a young boy for the thing he hadn't done.  Seeing this sameer was very ashamed and confessed that he was the one to ring the bell. Naina had got very touched seeing this. Even now she was feeling very proud that she had a friend like him. Tears made their way through her eyes as now she realised that she had even lost that one friend. Both were deeply hurt.

Na maregi deewangi teri,
Na maregi awwargi teri,
Ki maaregi zyada mujhe
Maut seeeeeee
Naarazgi teriiiii.....

Kyu itna hua hai tu khafaaaa,
Hai zidd kis baat ki teri,
Ki maaregi zyada mujhe maut seeeeeeee....
Narazgi teriiiiii.......

Jaan nisar hai jaan nisar,
Tere pyaar pe mere yaar,
Jaaaaan nisaaaar hai
Hmmmm hmmm hm hmmmm....

Duniya zamaane se rishte mitaye hai
Tujhse hi yaari hai hamari ek vaar to aa

Maine nibhaya hai karke dikhaya hai
Le teri baari ek vaari toh pyar nibha
Tu bhi pyar nibhaaaaa...
Oh yaara...

Teri berukhi se hai badi
Umar intezaar ki meri
Ki maregi zyada mujhe maut se
Naarazgi teriiiiiii.....

Kyu itna hua hai tu khafaaaa....
Hai zidd kiss baat ki teriiii...
Ki maregi zyada mujhe maut se....
Naarazgi teriiiiiiii....

Jaan nisar hai jaan nisar
Tere pyar pe mere yaar,
Jaaaan nisaaaar hai..
Hmmmm hmmmm hm hmmmm hmmm hmm.......

WHILE WALKING. (On Hold)Where stories live. Discover now