pehla pyar

393 81 13
                                    

Munna: aagaya, mujhe toh laga ki ab raat ko 12 baje hi aayega.

Sameer gasped as he heard munna and turned to see munna pandit looking at him suspiciously.

Sameer: woh ......actually bike puncture ho gayi thi isiliye late ho gaya.

Pandit: kiski bike le gaya tha tu?

Sameer : kiski matlab? Apni hi le janunga n.a..

Munna: acha? Toh phir yeh kiski bike ki chabi hai?

Munna asked Sameer showing his bike keys in pandits hands.

Sameer: yeh.....aa.....

Pandit : sach sach bata Sameer kaha tha tu?

Sameer: jaate wakt kaha na walking ko gaya tha.

Pandit: haa aur tu gaya bhi 7 baje Tha .

Munna: aur laut raha hai 10 baje.

Sameer: woh walking karte karte time ka dhyan hi nhi raha.

Pandit: haa aur iss walking Duran Naina yaha aake gayi uska kya?

Sameer: Naina? Woh toh mere saath thi na toh......

Munna: dekh raha hai ponga ab sach ugal raha hai.

Mundit make Sameer sit on the bed.
Munna: dekh sach sach bata tujhe naina pasand hai na?

Pandit: aur bilkul bhi jhot mat bulna.

Sameer: (thinks)  agar inhe kuch bol diya na toh yeh Naina ke saamne sab ugal denge (to them)nahi yaar pagal ho kya main Naina se pyar nhi karta who tha bas ek achi friend hai.

Pandit: acha jiske saath tu itni der tak tha?

Sameer: yaar kuch bhi agar do log kuch time saath rahe iska matlab yeh nhi ki woh do no pyar mein hai. Main bas uska acha dost hu aur nahi mere aur nahi Naina ke dil mein aisi koi baat hai.

Munna: toh tujhe kon pasand hai?

Sameer: bas koi simple si jo apne aap se pyaar kare aur mujhse bhi.

Pandit: acha ji? Thik tu dhund apni dulhaniya main toh ja raha hu sone.

Munna: main bhi.

They switch off the lights and doze off.

Sameer sits in front of the tv and plays a music channel.

Bolo si Surat aankho mein masti dur khadi sharmaye
Aayee haayee

Sameer looks at the television and hearing the lyrics only one image comes in his mind and that is of naina.

Ek jahlak dikhlaye Kabhi
Kabhi aanchal mein chup jaate
Aayee haayee,
Mere nazar we tum dekha toh
Yaar nazar who aa jaye ,
Bholi so Surat aankho mein masti
dur khadi sharmaye
Aayye haayee. .........

Sameer remembers their first meeting. The way her hair were flowing in the air and the way she clenched her eyes. The most mesmerizing scene was that for him.

Ladki nahi hai woh jaadu hai
Aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwab mein aaye
Woh julfe bikhraye
Aankh khaki toh dil chaha
Pair nind mujhe aa jaye
Bin dekhle yeh hayal hai toh
Dekho toh kya ho jaaye.

B holi si Surat aankho mein masti
Dur khadi sharmaye
Aayee haayee.........

He remembers how she had made his heart flutter when he saw her for the first time, how her voice echoed in his ears for the whole night they met after and how she knew his feelings when he wanted her phone number and also when he was angry and hungry and then made him happy with his favourite aloo paratha.

Sameer: kon ho tum Naina? Kyu itni important ho gayi ho tum mere liye? Kyu aaj kal tumhare baare mein sochta rehta hu, kyu tumhe Milne ke liye bekarar hota hu? Kay hai yeh cheez? Pyar? Kahn yeh pyar toh nhi?

"Haa Sameer yeh pyaar hi hai"

He sees naina's reflection in the mirror in front of him.

" yeh pyar hi hai sameer jo tumhe hamesha mere karib lata hai, woh yehi pyar hai jo tumhe hamesha mere baare mein sochne pe majboor karta hai, yeh wahi pyar hai sameer jo hamesha tumhare aankh band karne par mujhe saamne lata hai, yeh pyar hi toh hai jo hume hamesha saath rakhega. Yeh pyar hai sameer jo tum mujhse karte ho, yeh pyar hi hai."

Saying this she back hugs him, he turns to hug her back but when he turns he does not find her.

Sameer: (thinks) yeh kya tha?? Yeh....matlab...main...shit...
Oh god I LOVE HER. Ab tak jo nhi hua woh ab ho raha hai, yeh saari feelings yeh bekarari, sab ......sab pyar hai. God naina I love you. I love you"

Fortunately i got some time to type something....sorry for the short one and for all the mistakes.

Please do vote and share your views.

Shambhavi❤

WHILE WALKING. (On Hold)Where stories live. Discover now