Part 7

2.3K 174 18
                                    

After the hug Haseena had her breakfast and left for thana. Everything was going as usual.

In the evening AS enters the thana. Haseena was already in the Hall only.

Everyone - Jai hind Sir.
AS - Jai hind.

AS - KS hume aapse akele me kuch baat karni he.

KS - Par Anu bhaiya...

AS - Sirrr...

KS - Ha sir abhi hum ek important case discuss kar rahe he to baad me mile chalega?

AS - Ha KS wese bhi hume aapse nahi hamari behen se milna he to aap please hamari behna ko shaam ko  (xyz)ice cream parlour par aa jana. ( same ice cream parlour he said he will bring KS to HM yesterday)

HM smiled at this.
KS - Thike. Wese aaj aap hame ice cream khilane kese le ja rahe he. Yu to hum bolte rehte he par aapke pass time hi nahi hota.

AS seeing HM - Wo behna hume ab samajh aa raha he ki personal aur professional life ko alag rakhna chahiye. Aur ab se hum aapke, mataji aur hamare dosto ke saath bhi time spend karenge.

KS - Bhagwaan us insaan ka bhala kare jisne aapko ye samjhaya. Chaliye ab aap jaiye hum aa jayenge. Abhi hume bohot kaam he.

AS smiles and went.

At the ice cream parlour
KS enters and sees AS waiting for her.

KS - Bhaiya aaj na hum bohot khush he. Aaj kitne saal baad aap hamare saath bahar aaye he.

AS - Hume maaf kar dijiye behena hum aapko time nahi dete. Par ab wada raha hum har mahine ek baar bahar chalenge. Sirf hum dono.

KS was very happy as she got to spend time with her brother.

They were talking on random things and then they started discussing about their day.

KS - Bhaiya aapko pata he MS na bohot acchi he. Aaj humne case solve karne me galti kari to bhi unhone hume daata nahi balki hume hamari galti samjhayi aur use sudhara .

AS suddenly remembered about HM.
AS - Behna hume aapse Haseena ji ke baare me baat karni thi.

KS - Ha boliye na bhaiya.

AS - Behna hum na ek duvidha me phas gaye he. Jab bhi Haseena ji ke saath hote he tab hume bohot accha lagta he. Unke saath aur jyada waqt bitane ki iccha hoti he. Unke saath hum jese he wese ban sakte he. Hum Dsp nahi balki Anubhav ban jaate je unke saath. Aapke aur maa ke saath bhi time spend karna humne unse hi sikha he. Raat ko sote he to unka khayal aata he. Subah uthte he to unka khayal aata he.Jab us din Adil ji thaane aaye the aur Haseena ji ko apna keh rahe the aur Hume pata nahi tha ki wo unke bhai he tab Hume esa mehsoos hua jese humne kuch kho diya ho.Hume samajh hi nahi aa raha he Hume kya ho raha he.

KS jumped in joy. She wanted HM to be her bhabhi and now her brother had fallen in love with her. She was the most happy person right now.

AS was confused at her jumping with joy.
AS - Behna hum yaha itne pareshan he aur aap kud rahi he.

KS smiled as she knew her brother didn't knew he had fallen in love.
KS - Bhaiya aap na sach me is duniya ke sabse bade wale topa ho.

AS - Kashi hum tumhare bade bhai he tum hame topa nahi bol sakti. He said
with a cute frown.

KS - Are mere pyaare bhaiya aapko sach me samajh nahi aa rha kya ki aapko MS se pyaar ho gaya he.

AS - Accha pyaar ho gya he...... (realised what she said) KYA!! Kya keh rahi ho aap behna Hume aaj tak kisi ladki se pyaar nahi hua he to haseena ji se kese ho sakta he.

KS didn't knew how to reply to his stupid statement.
KS - Ama aap sach me topa aadmi ho. Kya bol rahe ho. Pyaar har kisi se thodi na hota he. Hume bhi to kabhi kisi se pyaar nahi hua tha par Vani se hua na. Ye kesa daleel tha ki aapko kabhi kisi ladki se pyaar nahi hua to MS se bhi nahi hoga.

AS - Hume samajh nahi aa raha ki aapko ye kyu lag raha he ki Hume pyaar ho gaya he.

KS - Jab MS aapke pass hoti he tab bohot accha lagta he?

AS - Ha bohot accha lagta he.

KS - Jab wo aapke pass nahi hoti tab aap unke baare me sochte he aur unko miss karte ho?

AS - Ha bohot miss karte he.

KS - Aap Unko kisi aur ladke ke saath dekh nahi sakte ?

AS - Ha Hume bohot jalan hoti he.

KS - Aap chahte he ki wo hamesha khush rahe.

AS - Ha behna hum chahte he ki wo kabhi bhi dukhi na ho aur unka har dukh me lelu . Unko keval khushiyaan hi mile.

KS - Bhaiya isi ko to pyaar kehte he.

AS -  Par keval kuch hafto me pyaar kese ho sakta he.

KS - Bhaiya pyaar samay dekh kar nahi hota. Hume to Vani ko pehli baar dekhte hi pyaar ho gaya tha to aap to phir bhi MS ko kuch hafto se jaante ho.

KS - Accha aap ek kaam kijiye aap apni aankhen band kijiye aur kiska chehra aapke saamne aata he .

AS closed his eyes and sees only HM.
He opens his eyes with a jerk.

AS repeats KS words in his mind and smiles .
AS - Behna aap sahi keh rahi he. Hume to yakin hi nahi hi raha is Anubhav Singh ko pyaar ho gaya he.

KS - Hum bohot khush he bhaiya. Hum to pehle se hi chahte the ki MS hi hamari bhabhi bane.

AS hugs KS. KS hugs him back. Suddenly AS realises something and breaks the hug.

AS - Par behna agar Haseena ji ko hum pasand nahi huye to.

KS - Are aap bol kar to dekhiye. Agar nahi pasand huye to mana kar degi.

AS - Nahi nahi behna abhi dost ke hi naate par saath to reh paate he. Agar unhone naa keh diya to sab bohot ajeeb ho jayega hamare bich. Hum unko kuch bhi nahi batayenge.

KS - Par bhaiya agar wo kisi aur ki ho gayi to.

AS - Hum bas unki khushi chahte he. Hum unse dur nahi reh sakte. Dost banke jindagi bhar saath me rahenge.

KS - Hume to aap bohot galat lag rahe he par ye aapka faisla hoga. Magar hamari
salah to yahi hogi ki aap unhe bata de.



Anuseena - A New Shade Of Love❤❤Where stories live. Discover now