Part 34

1.6K 149 25
                                    

The next morning Maa and KS came with breakfast for Anuseena when they saw them sleeping in each other's arms peacefully with a bright smile on their faces.

Maa - Sach me kitne pyaare lag rahe he na dono.

KS - Sach me chachi ji . Bhaiya bohot lucky he ki unhe MS jaisi wife milegi. Aapko pata he chachi ji jab hum sab apne hosh me nahi the news dekhne ke baad tab bhabhi ne hi sabko sambhala aur Anu bhaiya ko dhundhne me ji jaan laga di.

Maa - Bhagwaan kare ye dono hamesha ese hi saath rahe. Sun kashi inki ek photo khich ese phir uthayenge.

KS clicked both of their picture .

Maa - Anu Haseena utho.

HM wako up from the voice and looked at their position. She was embarrassed. She tried waking up AS.

HM - Anu utho.

AS - Umm. Jaan thodi der aur sone do na.
He snuggled more into her arm. She was very embarrassed because Maa and KS were looking at them.

Maa teasingly- Lag to nahi raha ise uthne ka bilkul bhi man he.

KS - Ha chachi ji aap sahi keh rahe ho. Ek kaam karte he inka breakfast yahi rakh dete he aur hum chalte he.

HM - Are KS rukiye. Kaha ja rahi he aap.

KS - Bhabhi hum dono aate he lunch time par tab tak aap inhe utha kar nashta kara dijiye.

Maa and KS left. HM looked at the sleeping figure of AS. She felt peace and happy looking at him. She woke him up after much effort.

AS - Good morning jaan. He kissed her cheek.

HM - Good morning meri jaan. Anu aap kya krte ho Maa aur KS aaye the nashta lekar humne aapko uthaya to aap aur chipak kar so gaye. Kitna embarrassing tha aapko pata he.

AS - Hum kya kare jaan hume itni acchi neend aa rahi thi aapke pass.

HM got down the bed.
HM - Chaliye ab nashta kar lijiye.

AS - Jaan aap khila dijiye na.

HM smiled. She made him eat his breakfast.
AS - Jaan aapne hume to khila diya magar hum jaante he aapne bhi kal se kuch nahi khaya he. Aap idhar aaiye hum khilate he aapko.

HM - Nahi nahi Anu aap rest kijiye hum baad me kha lenge.

AS - Sho Haseena Malik ek minute me idhar aaiye aur nashta kijiye. It's an order  .

HM - Ji Dsp sir.

He made her eat. After that AS dressing was changed. In the afternoon everyone visited him. Maa scolded him . All cared for him very much. HM took a leave for 2 weeks until AS was in hospital.

All used to visit him daily. After duty hours KS used to be with him and HM used to go home and get freshened up. During night again HM would stay with him. Like this two weeks passed and now he was discharged from the hospital. HM has also joined the duty.

Everything was going great. After dressing his wounds HM went back to her house.

In HM room she was reading a book sitting peacefully at bed. Just then Adi enters her room and snatched the book away.

HM - Yaar duffer kya kar raha he.

Adi - kaan taras gaye the duffer sunne ke liye tere muh se.

HM smiled.
HM - Sorry me tujhe thoda bhi time nahi de payi na pichle kuch dino me. Tujhe bura laga hoga na

Adi - Tu pagal he kya mujhe bilkul bura nahi laga . Anubhav bhi to mera parivar he to uski dekhbhal karna tera hi nahi mera bhi farz he. Ha par mene tujhe miss bohot kiya.

HM - Miss to mene bhi kiya. Chal kal sirf tu aur me shaam ko dinner aur phir ice cream khane chalte he.

AM - Done. Me apne saare kaam jaldi nipta lunga phir tujhe tere thaane se pick kar lunga.

HM - Thik he.

They both talked for a while then AM went to his room adn HM slept after talking with AS on call for sometime.

The next morning HM woke up early. First she visited AS. She entered his room. He was sleeping peacefully. HM went near him and moved her fingers in his hairs caressing them gently and kissed his forehead. He smiled in sleep.

HM - Anu uth jaiye .

AS - Good morning😘.

HM - Good morning. Chaliye jaldi se uth jaiye . Me nashta kara deti hu phir duty par bhi jaana he.

AS - Jaan pata he pichle 2 hafte meri subah sabsi acchi thi. Subah uth ke pehla chehra me aapka dekhta hu.

HM - Ab to iski aadat daal lijiye mahashay kyunki kuch mahino baad aapki har subah esi hi hogi.

AS - Jaan ab kitne din aur. Hume duty join karni he. Hum vardi ko miss kar rahe he .

HM - Humne ig sir se baat kari he unhone aapki chutti ek hafte kam kar di he. Aap ek hafte baad hi duty join kar sakte he.

AS - Chalo aacha he kam se kam ek hafta to kam huyi. Dhanyavaad jaan.

HM - Chaliye ab muh kholiye. Me aapke pasand ke pohe layi hu.

AS - Aapke haath ke pohe wese bhi bohot ache hote he.

HM was feeding him with her hands.
AS - Wese jaan aaj duty ke baad jab aap aaye na to please hamare liye thodi files le aaiye na. Hum bethe bethe unhe hi complete kar denge.

HM - Anu maaf kijiyega magar aaj duty ke baad hum nahi aa sakte.

AS - Kyu jaan.

HM - Wo aaj humne Adi se promise kiya he ki aaj hum uske saath dinner aur ice cream khane jayenge aur thora time spend karenge uske saath.

AS - Ye to bohot acchi baat he . Wese jaan Adi ko bhi boliye na ki wo humse milne yaha ghar par aaye. Hospital me the tab to roz aate the . Hume unke roop me ek bhai mil gaya he .

HM - Ha jante he. Wo bhi aajkal aapki hi baate karta rehta he. Dost jo ban gaye he aap dono. Hum bohot khush he ki mere dono dil ke tukde ek dusre ke saath  enjoy karte he. Wese wo aajkal mera bhai kam aur aapka jyada lagta he.

They both enjoyed the breakfast and then HM went to the thana.

Anuseena - A New Shade Of Love❤❤Where stories live. Discover now