Part 9

2.2K 170 26
                                    

Here Anubhav was driving rashly.
AS - Humne socha tha ki hum apne aapko sambhal lenge agar Haseena ji hamari na bhi huyi to. Par hamne ye to kabhi sapne me bhi nahi socha ki hum khudko kese sambhalenge agar wo kisi aur ki ho gayi to. Nahi Anubhav tumhe khud ko sambhalna hoga. Tum ek police officer ho. Tum kamzor nahi pad sakte.

He calmed himself down and drove to a nearby park. He sat on a bench and started watching the children play there. He saw some poor kids watching an ice cream truck with innocent eyes. He goes up to those kids .
AS - Baccho tumhe ice cream khani he?

Kids - Ha bhaiya. Par humare pass paise nahi he.

AS - Koi baat nahi. Hum khila dete he chalo.

Kids hugged him and thanked him.

Here in MPT
HM - KS aaj DSP late kese ho gaye ? Wo to kabhi bhi late nahi hote routine visit ke liye.

KS -pata nahi MS. Shayad koi kaam aa gaya hoga.

HM - Hmm. Darasal hume unse kal ki chutti ki baat karni thi. Wo sagai ki anguthi lene jaana he na. Aur unko invitation bhi de denge.

KS - To MS aap hi kyu na headquarter chali jaiye. Wese bhi ye do files headquarter me submit karni hi he.

HM - Ha ye thik rahega.

She took the files and leaves for headquarter.
On the way she saw a few people arguing on the street. She got down. It was a minor accident case. She managed to handle the situation.
After solving her eyes fell on the ice cream truck in the park and saw Anubhav and some kids eating ice cream happily.

She thought to talk to him there only.

She went upto AS and tapped on his shoulder. AS turned and was shocked to see her there.

AS - Are haseena ji aap yaha.

HM - Ha wo aaj aap routine visit par nahi aaye aur hume aapse kuch baat karni thi to hum headquarter ja rahe the par aapko yaha dekha to aa gaye yaha.

AS - Wo maaf kariyega Haseena ji hum kisi kaam me vyast hi gaye the to bhul gaye.

Kids - Bhaiya aapka bohot bohot shukriya. Aap bohot acche ho.

HM looked confused.
HM - Kyu baccho inhone kya kiya. She asked the kids.

Kids - Didi wo hume ice cream khani thi par hamare pass paise nahi the to bhaiya ne hume golgappe aur ice cream dono khilaye. Thank you bhaiya.

HM genuinely smiled at this .
AS - Are koi baat nahi. Accha suno jo mene address diya he na uspe kal chale jaana aur bolna Anubhav bhaiya ne bheja he.

Kids - Thike.
The kids went from there.

HM - Sir hume sach me aapko apna senior aur dost kehte huye bohot garv mehsoos hota he.

AS got sad listening the word dost but hid it and plastered a fake smile.
AS - Dhanyavaad Haseena ji.

HM - Wese sir aapne unko kaha ka address diya he?

AS - Wo kahi ka nahi Haseena ji. He said avoiding eye contact.

HM - Aapko nahi batana to koi baat nahi.

AS - Nahi esi baat nahi he . Wo darasal humne ek acche school me baat kar rakhi he ki jo bhi baccha hamara naam leke school me dakhile mangane aaye usse fees ya kisi bhi cheez ke paise na le. Unke paise hum denge.

HM got really attracted towards him Today was probably the first day she looked at him in a different way more than as a friend.

HM - Sir hume samajh nahi aa raha aapko kya kahe. Hume yakin nahi ho raha aap jaisa insaan aaj ke time par bhi he.

AS - Haseena ji ab aap hume sharminda kar rahi he.

HM - Wese sir aap ye baat hume kyu nahi batana chahte the.

AS - Wo haseena ji hamare pitaji kehte the ki nek kaam karo to ese karo ki kisi bhi dusre insaan ko pata na chale ki wo tumne kiya he  . Tum koi nahi hote kisi ko kuch bhi dene wale. Bhagwaan ne tumhe diya he taaki tum dusro ki madad kar sako.

HM - Sir aap wakai me bohot acche ho.

AS blushed but hid it. He changed the topic.
AS - Wese Haseena ji aapko kya baat karni thi humse.

HM - Wo sir hume kal ki leave chahiye. Hume shopping par jaana he apni friend ke saath.

AS - Haseena ji hume nahi laga tha aap bhi baaki ladkiyon ki tarah shopping ke liye chutti leti hongi.

HM - Nahi sir wese to hume bhi shopping bohot pasand he par kal hume ring lene jaana he ek special occasion ke liye.

AS's smile faded.
HM - Wese sir aap please sabko ek hafte baad ki chutti de dijiye ga na aur please aao bhi chutti le lijiyega.

AS understood she wanted leave for the engagement . He promised to stay strong but he couldn't see her getting someone else's ring in her hand.

AS - Haseena ji hum sabko chutti de denge. Magar hume ek jaruri kaam he. Wese aap sabke liye chutti kyu maang rahi he.

HM - Wo sir Adi ki sagai he na to aap sab to aayenge hi na. Aap sab bhi to hamari family he. Aur please mana mat kijiye aap hamare itne acche dost he. Try to kijiye aane ka.

AS stood there shocked. He didn't knew how to react. He was still absorbing the words "Adi ki sagai". He felt that he got his lifeline back. For a moment when he thought that she was getting engaged he found his heart stopped beating. He lost his will to live. But now he was just very happy.

HM snapped her fingers and brought him out of his thoughts .
HM - Kaha khi gaye the sir aap. Aur ese muskura kyu rahe he aap.

AS - Ku... Kuch.... Nahi Haseena ji wo hum kuch soch rahe the. Ha wo hum sab ko chutti de denge aur hum bhi awashya aayenge.

HM became happy hearing this and hugged him. AS got shocked at her sudden move but was dancing in his mind. Soon HM realised and broke the hug.

HM - Sorry sir wo...

AS - Koi baat nahi Haseena ji. Wese bhi hum aapke dost he aap hume hug kar sakti he.

HM smiled.
HM - To sir hum chalte he. Thank you kal ki aur ek hafte baad ki leave ke liye.

AS - Haseena ji wese bhi humne aapka record dekha he aap kabhi bhi chutti nahi leti. Accha hi he isi bahane aao chutti to le rahi he.

AS saw HM seeing the ice cream truck with wanting eyes. He smiled seeing this.

AS - Haseena ji aapne suna bhi sahi humne kya bola.

HM - Sorry sir wo hume ice cream kuch jyada hi pasand he.

AS - Wo to humne dekh hi liya tha us din. Chaliye aaj hum khilate he aapko ice cream.

HM had a wide ear to ear smile. She hold his hand and went to the ice cream truck. They enjoyed their ice cream and both went to thana and headquarter.

Anuseena - A New Shade Of Love❤❤Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon