Bondita Anger

851 112 19
                                    

Continue the previous part 〽️
Bon in her mind - lucha 😤 lucha kahin ka ...
Mini teasing - hye kitni pyari jodi hai
Bondita look her angrily 😡

Mini- k.. kya hua tu mujhe aise kyun dekh rhi hai 😅
Bon- kuch nhi ... Main class mein ja rhi hu .. 😤
Mini- arey bondita sun to sahi ... Bondita chali jati hai 😂.... Pta tha mujhe jalan ise sahen nhi hogi...
Saurabh - kya hua kya kaha bondita ne ..
Mini- kuch kaha to nhi ... Par saaf pta chal rha tha ki use bilkul acha nhi laga ...
Saurabh - wah wah ... Matlab bondita bhi anirudh ko pasand karti hai ..
Mini- ha .. bas dono jaldi samjh jaye ..

Saurabh - Hmmm ... Par mini ek ladki aur hai jise samjhne ki zarurat hai
Mini- kon ? 🤔
Saurabh - tum .. main tumhe pasand karta hu..
Mini blushed 😳
Saurabh - kya tum bhi ...
Mini - tum bhi na baaton mein lag gye .. class ka time ho gya hai .. main ja rhi hu anirudh ke sath aa jana ... And she also left 😂😂

Saurabh - ye har bar mere sath aisa hi karti hai ..
And the other side .. anirudh fights jiya ...
Ani - dikhta nhi hai kya ... Andho ki tarah gir rhi ho .. 😡
Jiya - to maine kaha tha mujhe pakadne ke liye ..
Ani- lo ek to madad karo fir baatein suno .. acha hota ki tumhe girne deta ... Ooh main to bhul hi gya tum to pehle se hi giri hui ho 😡😡

Jiya - apni had mein rhe tum samjhe ..
Ani- nhi to kya karogi .. phir se koi gathiya plan banaoge .. badla lene ke liye ..

Jiya - dekho tum ...
Ani- tum dekho .. aaj ke bad mere ya bondita ke aas paas nazar aayi na to acha nhi hoga .. 😡

Saurabh - arey arey kyu lad rhe ho tum dono ..
Jiya - ye apne gatiya dost se pucho .. and she left ..
Ani- dekha .. ab bhi nhi sudhri .. sorry bolne ki jagah ...
Sau - arey chod use .. vo aise hi hai .. chal class mein ..  bondita bhi

Ani- ha bondita .. mujhe tujhe kuch batana hai ..
Sau - ha bol na ..
Ani- tune bilkul sahi kaha tha .. mujhe ehsaas ho gya hai ki main bondita se kitna pyar karta hu ❤️ aur ab main jald se jald use apne dil ki baat batana chahta hu  ...

Sau - kya ... Sach mein . Main bhot khush hu .. tujhe samjh to aaya .. ab jaldi bondita ko bta diyo ...

Ani- ha par koi mauka hi nhi mil rha subha batane wala tha to vo vihan bich mein aa gya .. 😏 koi baat ab baat kar lunga chal ..

Sau thinks - par Bondita ko naraz ho gyi ab kya hoga .. ise pta chala na ki maine aur mini ne milkar ... Iski lovestory bigadi hai .. to ye to mujhe bhot marega ...

Ani- chal na kya socha rha hai ...
Sau - ha chal ..

In classroom
Bondita is angry ... in her mind .. huuuhh 😏kaise chipka hua tha usse  kya bol rha tha .. tum galat soch rhi ho ... Main jiya ko bilkul pasand nahi karta .. jhutha kahin ka .. arey meine kab roka tha usse baat karne ke liye ... Main to khud chahti thi ... Ki unke bich sab thik ho jaye .. par usne khud hi kaha .. ki main use pasand nhi karta .... Isliye main bhi khush thi ki main hi sabse achi dost hu ... Par 😡😡 bhot bura hai vo .. main isse baat karne wali hi nhi hu ...

Anirudh comes and sits beside her ..
Ani- tum yahan aa gai aur main tumhe Library mein dhundh rha tha ..
Bondita silent 😶
Ani- arey kuch bol kyu nhi rhi ...acha suna mujhe tumse kuch baat karni hai ...
Bon- no response 😶😡
Ani- Bondita kya hua kuch bol kyun nhi rahi ...
Bon- no response
Ani- kya hua bondita .. kuch bola .. hua kya hai ... Gussa ho mujhse ha .. kiya kya maine ye to batao ... Bondita
Dekho tumhe hamari dosti ki kasam .. baat karo mujhse ...
Bon- dost mana bhi hai ...
Ani - matlab ??.. hua  kya hai ...
Bon- tumhe nhi pta jaise ..
Ani- sacha mein bondita mujhe nhi pta ...

Bon- jyada bhole mat bano ... Aur kya kaha tumne dosti ... Agr mujhe dost mante to jhut nhi kehte .. mujhse dhoke mein rakhte mujhe ..

Ani- Bondita tum kya keh rhi ho mujhe kuch samajh nhi aa rha ...

Bon- bhot bure ho tum .. mujhe tumse baat nhi karni .. hai ..
Ani- par Bondita ...
Bon- mam aa gyi hai ... Please disturb mat karo ...
Ani- Bondita meri. Galti to batao ...
Bon- kya chahte ho tum ko main yahan se uth kar chali jau ...
Ani- nhi ... Tum yahi baitho main kuch nhi puchunga ...
Bondita reads her studies..

Ani to himself - aakhir aisa kya kar diya maine jo bondita itna gussa ho gyi .. 😔

And class over ... Everybody goes in canteen ...
Ani- Bondita please ek baar mujhse baat karlo ... Meri galti to bta do
Bon- maine kaha na mujhe baat nhi karni ... Main canteen ja rhi hu aana ho to aa jana ... Par mere khayal se tumhe kahin aur jana hoga 😡😤😏

Anirudh looks her with confusion ...
Bondita goes ...

In canteen ...
Anirudh is very confused ... Saurabh comes .. and sits beside him ...
Sau - oye tujhe kuch batana hai ...
Ani- ha bol ... Par pehle .. yaar pta nhi bondita ko kya ho gya bhot gussa hai mujhse subha to thik thi .. par ab mujhse bhot naraz hai .. aur mujhe pta bhi chal rha hua kya hai ... Dekh tabhi kahan vahan dur  baithi hai ... Mini aur vihan ke sath

Sau - mujhe pta hai kyun gussa hai vo ...
Ani- acha bta na jaldi ..
Sau - vo maine aur mini ne milkar he tells everything ...
Ani- Saurabh 😡😡🤣🤣
Sau - yaar hum to bas ye dekhna chahte the use jealousy hoti hai ya nhi bas ..

Ani- tu mera dost nhi hai mera dushman ... Hai kya kar diya tabhi vo jwala mukhi ki tarah fat rhi thi mujh par ... Tumne meri love story ka start hone se pehle hi beda gark kar diya ...😡😡😡 Ab pta nhi kaise manegi vo .. vo koi aam ladki nhi hai jo ful diya aur man gyi puri top ka gola hai 🤣🤣

Sau - ha main samjh rha hu par dekh humne sirf tum dono ke liye hi aisa kiya .. acha dekh tu usse baat kar vo samjh jayegi ... Aur vaise bhi vo isliye jealous ho rhi hai kyunki vo bhi tujhe pasand karti hai ...

Ani- baat to karni hi padegi na .. main jata hu .. he goes .. bondita please sirf ek meri baat sun lo ...

Bon- huhhh 😏
Suddenly vihan ... Bondita mini anirudh Saurabh ..  kal raat mere ghar par ek choti si party hai .. isliye main tum sabko invite kar rha hu ... Aaoge na tum sab ... 😊

Ani- nhi koi nhi aayga .. akele kar lena party ... 😏
Bon- huhhh koi aaye na aaye main to zaroor aaungi party mein .. thik hai main pani pikar aati hu ... She left

Ani- ab bondita aa rhi hai to mera aana to bhot zaruri ho gya hai main bhi aaunga ...

Vihan - thanks 😊

I HOPE YOU LIKE IT PLEASE DROP ⭐YOUR VOTE AND YOUR PRECIOUS VIEWS ON COMMENT SECTION
PRECAP - VIHAN' S PARTY
THANKS
WRITTEN BY SURBHI 🦋


ANIDITA : Wrangling Love 💕जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें