Finally They Meet

808 116 43
                                    

Continue the previous part
Both eyes in tears ... But Anirudh crying hardly .. with pain 😭

Vihan .. vihan hi mera bachpan ka dost hai ... Mera Batuk .. tumhe pta hai hum best friends the .. hamesha sath rehte the .. par uske papa ka transfer America mein ho gya.. aur vo mujhse dur chala gya .. tab bhi main bhot roya tha .. par aaj ye aansu uske dur Jane ke gam se nhi ... Balki mere use galat samjhne ki wajah se beh rhe hai .. kitna galat samjha use .. kitna bura behaviour kiya uske sath .. main pehchan hi nhi paya use .. itna bura kaise ho sakta hu main .. vo bechara to meri madad karne aaya tha .. aur main .. bas use nafrat ki nazar se dekh rha tha .. 😭😭😭
Aur vo bhi koi kam nhi hai .. mujhe bata to sakta tha .. aur ek bar mujhse mila bhi nhi .. bas ye chitthi de kar fir ek baar mujhse dur. Chala gya .. 😭😭

Bon- bhot hi acha dost hai tumhara.. dosti kya hoti hai .. ye hamein sikha gya .. par anirudh abhi bhi der nhi hui hai ... Anirudh tum abhi bhi usse se mil sakte ho .. airport par boarding checking mein time lagta hai .. tum abhi jao.. aur milo usse ..

Ani- ha tum bilkul thik keh rhi ho .. tum bhi chalo mere sath ..
Bon- anirudh baat ko samjho .. mera ghar jana zaruri hai .. maa baba chinta karenge .. aur is wakt tumhara usse milna zaroori hai ..

Ani- ha thik hai .. tumhe Saurabh ghar chod dega.. main abhi airport jata hu .. he left .. bondita stops him

Bon- ruko ! Vihan se kehna jaise usne apni dosti ka vada nibhaya hai .. vaise aaj main bhi tumse ek vada karti hu .. ki main bhi hamesha tumhare sath rahungi.. kabhi tumhara sath nhi chodungi .. ☺️☺️💖

Ani- ha .. main bhi tumse yahi vada karta hu ☺️💖.. and then he left ..
Bon - hye kahna please aaj in dono ko zarur milva dena ... Please 🙏

In Airport ✈️
Anirudh runs ... He goes to ticket counter ..
Ani- suniye America ki flight timing kya hai .. abhi tak gyi nhi hai na ..
Girl - sir America ki flight to ek ghanta pehle hi nikl chuki hai ..
Ani- kya .. 😢 Anirudh is very sad 😔.. ok thank-you .. he thinks .. ek aakhri ummid thi batuk se milne ki .. vo bhi toot gyi 😭... Vo vapas lautne lagta hai ..
Suddenly someone shouting ..
Ankey ... Mujhse mile bina chala jayega ☺️
Anirudh turns .. and see vihan standing front of him .. 😊😊 he is very happy .. Anirudh bhagkar vihan ko tightly hug kar leta hai .. and vihan hugs to .. 🤗🤗 both eyes in tears 😭
Because They hug each other after many years ..

Anirudh breaks tha hug .. mu .. mujhe laga .. ki tu chala gya .. fir se mujhse dur ho gya ..

Vihan - jane hi wala tha .. vo to Bondita bhabhi ka call aaya unhone kaha ki tu mujhse milne aa rha hai .. ab next flight se jaunga ..

Ani - kaisa hai tu .. tujhe meri yaad nhi aati thi kya .. aur india aakar bhi mujhe kuch bataya nhi .. mere liye itna kuch kiya .. mere liye tu bura bhi ban gya .. kyu bhot bada ho gya hai na tu .. itna bada ki ab apne dosto par ehsan karne laga hai ... 😤

Vihan - bas nikl gya sara gussa.. tere bina kaisa ho sakta hu main .. ek din bhi aisa nhi tha .. jis din tujhe yaad na kiya ho .. yakin man jis din main india aaya us din sabse pehle tere ghar hi gya tha .. dil tha ki milte hi tujhe kaskar gale laga lu .. par kaki ne jab mujhe bataya ki tujhe pyar ho gya hai .. to bas uske baad maine than liya ab tujhe .. ki tujhe vo dilakar rahunga jo tere bana hai .. aur maine koi jabardasti nhi ki bhabhi ne khud hi confess kar liya vo bhi tujhse bhot pyar karti hai .. ab kya main apne dost ke liye itna bhi nhi kar sakta .. dost ke liye kuch karna Ehsan to nhi hai ..

Ani- tu bhot acha hai batuk .. bhot acha .. itna acha .. ki jitna main kabhi ban hi nhi sakta 😊... Sorry .. maf kar de mujhe maine his tarah tere sath behave kiya .. bhot bura hu main maaf kar de ..

Vihan - itne salo baad batuk sunkar bhot acha laga .. 💖 chal chup ho ja ab .. bhot rona dhona ho gya .. aur tere us tarah Behave karne ka reason mujhe pta hai .. aakhir tujhe jalan jo rhi thi .. sach kahun mujhe tujhe vaise dekhkar bhot maza aa rha tha 😂😂
Jalkukde .. akhir bhabhi se itna pyar jo karta hai ..

Anirudh smiles .. tu bhi na aur ye bhabhi kya laga rakha hai .. tu bondita bhi bula sakta hai .. 😊
Vihan - to ban jayenge .. main to bhabhi hi bulaunga .. aur tu ab der mat kar .. jaldi bta de bhabhi ko .. apne dil ki baat .. 💖

Ani- bata di ..
Vihan - kya kab .. ye kab hua
Ani- aaj hi .. vo hua yun ki .. he tells everything 😊💖

Vihan - oho .. vah chalo ek kam to tune acha kiya .. aur bhabhi ne kya jawab diya .. ha kar di na ..

Ani- kaha ..aakhir vo bondita hai .. uske jawab ke liye wait karna hoga 😊par usne mujhe vada kiya hai ki vo hamesha mere sath degi ..

Vihan - bhabhi bhi na bhot hi natkhat hai.. bilkul teri tarah .. ab main to ja rha hu .. ab unke dil ki baat tujhe hi bulvani hogi .. ek kam kar tu unhe date par le ja .. 💖💖 unhe bhot acha lagega ..

Ani- vo sab to thik hai .. par tu ab kahin nhi jayega .. tu mere sath ghar chal rha hai abhi .. aur ab mere sath hi rhega ... Uncle aunty ko main samjha lunga .. chal

Vihan - unhe tu samjha lega .. par mere teachar ko kon samjhayga 😂😂 6 mahine baad mera medical ka exam hai .. vo dena important hai fir mujhe Dr. Ki degree mil jayegi .. tumhare law college mein main rules book padte padte pak gya .. aakhir tumhe yaad kaise hote hai .. mere liye to medical hi thik hai .. law to samajh hi nhi aati

Ani- mere bhi 😂😂.. par tu vapas to aayga na ..
Vihan - ha main vada karta hu Dr. Bante hi india aaunga .. aur fir tere sath hi rahunga .. bas
Ani- ha .. pakka vada hai ye .. 💖

Vihan - ab main chalta hu .. apna aur bondita bhabhi ka Dhyan rakhna .. bas kuch mahine aur fir tum dono ki shadi ki sari tayari main hi karunga ..

Ani- ha baba tu hi kariyo .. aur kisi ko main karne bhi nhi dunga 😂😂 ..
Vihan - aur ha bhabhi se kehna jab main vapas aaunga .. to unke hath ka swadisht bangali khana kahunga ..
Ani- ha bilkul 😊

Vihan hugs Anirudh .. bye mere ankey .. fir milenge ..
Ani- jald hi 😊 apna Dhyan rakhna ..

Then vihan .. goes to America By plane ...

Anirudh calls bondita .. bondita take call ..
Bon- hello .. Anirudh mile vihan se .. baat ho gyi na tumhari usse ..
Ani- ha mil liya .. vo fir india aayga ..
Bon- ye to bhot achi baat hai .. 😊

Ani- acha suno ..
Bon- ha kaho
Ani- mere sath date par chalogi ..
Bon- kya .. date par 😳 ..
Ani- ha date par .. ab jisse main pyar karta hu .. use date par to le ja hi sakta hu .. 💖💖
Bon thinks - ab main kya jawab du .. kuch samjh nhi aa rha ..
Ani- kaho ..
Bon- nhi vo exams aa rhe hai na to mujhe ..
Ani - acha thik hai tum padai karo main jiya ko apne sath le jata hu 😂
Bon- kya nhi nhi.. thik hai aa jaungi main ... Par ye sirf dinner date hogi

Ani- haww tum kya kya sochti ho .. maine to bas dinner ka hi socha tha tum to ..
Bon- anirudh 😡
Ani- arey mazak kar rha hu ... 😂 Ok bye .. kal milte hain
Bon- Hmm
Ani- suno ..
Bon- ha kaho
Ani- mere samne na sahi phone par to tum I love you keh hi sakti ho ..
Bondita blushing ☺️
Bon- dhatt ! And she cuts the call
Anirudh smiles 😊

I HOPE YOU LIKE IT 💖
PLEASE GIVES YOUR VOTE AND COMMENTS 💖💖 IMPORTANT
PRECAP - FIRST DATE
THANKS
WRITTEN BY SURBHI 🦋







ANIDITA : Wrangling Love 💕जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें