precious moment

1.1K 79 0
                                    

So soory no a days my health is not good and yesterday it was really bad no i am ok so without wasting time let's start the story.

The members of mpt are working seriously as they know that there madam sir mood is not good. At afternoon around 12:30 pm ps ji and Ss went to HQ and they enter As cabin they he was lost in his thoughts.and his beautiful chain of thought was broken by some sounds.
Ps &Ss-jai hind sir.
As-jai hind kahi ps ji yaha kis kaam se.
Ps-sir aapko yeh files deni thi aur iss pe aapke sign bhi.
As-oh haa dijiye.(ps ji have files to As when he was ps ji and Ss are talking in low voice)
Ss-ps ji kahi yeh jis kaam ke liye aaye hai.
Ps-tum hi kahi Naa.
Ss-kyu ps ji dar gayi.
Ps-nahi nahi tho hum kyu daar renge bala.
As-tho kahi yeh naa.

When they were talking As noticed that and said.

As-aap dono Ko kuch kehna hai.
Ps-nahi sir hame kya khena hai.
As-tho fir aap log kya kushur-pushur kar rahai hai.
Ss-who hame aap se kuch baat karna hai.
As-haa tho kahi kya khena hai.
Ps-oh sir hame ms aur km ke baar mein baat karna hai.
As-haseena ji ke baare mein kahi yeh kya baat karna hai.
Ss-sir srif ms ke baar mein nahi km(karishma madam) ke baare mein bhi baat karna hai
Ps-ab inko ms ke alava aur koi kaha dekhta hai.
Ss-haa yeh bhi hai aakhir pyaar karte hai.(in her masumiyat)
As-ab aap log baat yengi kya baat hai.
Ps-ji sir,sir aap tho jaante hi hai km and ms ke bicha aaj kal kaise mahola hai tho...
As-tho kya ps ji.
Ss-tho kya aap madam sir se iss baare mein baat karenge.
As-hum kya..matlab ki haseena ji kudha sab samla lengi hame unh par vishwas hai.
Ps-haa sir hame bhi hai lekin aaj kal ms kafi pareshan rahati hai.
Ss-aur khana bhi tik se nahi khati hai.
Ps-aur km ko acche se jaante hai unka bhi yahi hala hoga.
Ss-tho hame chahate hai ki aap ms ko samjaye.
Ps-kyu ki woh aapki baat nahi talengi.
Ss-aur aapko aise kyu lagta hai.
Ps&Ss-kyu ki woh aap se pyaar Karti hai.
As-par woh tho humse pyaar nahi karti naa.
Ps-woh karti hai.
Ss-plz sir hamari baat mana lijiye.
As-tik hai.
Ss-thank u sir ab hum chalte hai.
Ps&Ss- jai hind sir.
As-ji Jai Hind.(and ps and Ss left).

At at night at 9:30pm haseena was working. She was lost in her har work that she doesn't have her luch and every one left for there respective house before going ps informed As about her and As came to her cabin has on one was at thana.
            As she was deeply lost in her work that she did not notice As present there.and As was just gazing her for nearly 5 minutes  came out from her and said.
As-jai haseena ji
Hm-(she came out due his voice and said)ja..jai hind sir aap yaha.
As-kyu hum yaha nahi aa sakte.
Hm-nahi hamare khene ka yeh matlab nahi tha.
As-tho kya matlab tha haseena ji (moving close to her)
Hm-hamara matlab tha ki aap iss waqt aur aapka tho routine visit bhi nahi hai naa.
As-haa.
Hm-tho fir yaha kya kar rahai.
As-wo hame yaha aapne mitra se milne aaye hai.
Hm-ji sir (thought to tease him)hum samja ge.
As-tho fir aap hame aise kyu khe rahai.(coming slide her.)
Hm-hu..hum kya khe.. rahai se(fumbling in nervous ness.)
As-(smile at his effect on her.and moving close to her with every froward step she is moving backward untill her touched the wall of room and now she was blocked between him and wall.)aapko nahi pata.
Hm-nahi.
As-acha aapko sacha mein nahi pata.(while carrying her cheek)
Hm-na..n..nahi. Sir.
As-sachi kahi yeh haseena(and kissed her cheek.)
Hm-(shocked)y.ye...yeh .kya ..kiye...sir.
As-(smiled and kissed her another cheek.)hamne kya kiya haseena.
Hm-aap..(she got why he is doing this and said)haa anubhav ji.
As-anubhav ji nahi anubhav kahi (kissed her forehead)
Hm-an..anu... anubhav
As-(kissed her forehead again and let her.)
Hm-ab kahiye kyu aaye hai aap yaha anubhav.(blush and smile at his way of making her accept his demand)
As-humne tho phele hi bataya ki hum yaha aapni mitra se milne aaye hai.yaadi aapki anumati ho kya hum mil sakte ai.
Hm-(smile)haa jarura aapko iske liye hamari anumati ki koi avasakta nahi hai.
As-dhanyvad.
Hm-(seating on her desk)tho kahi hai kyu mile na tha.
As-kyu aise hi nahi aa sakte kya.
Hm-jarura aa sakte hai.
As-hmm hame pata chala ki aap ne abhi tak bhojan nahi grahan kiya tho hum aapke liye bhojana laye hai.
Hm(shocked) aapko kaise gayata hua ki humne bhojana grahan nahi kiya.
As-kadachit aap bhula rahi hai hum iss shehar ke dsp hai.
Hm-haa hum bhula hi gaye.kya aap yeh baatne ka kasht karenge ki aap yaha kyu padare hai.
As-kya baat haseena ji itni utta Sudha Hindi bola rahi.
Hm-sangat ka asar hai anubhav ji.(both laugh)
As-haa.hum yah aapke yeh bhojan dene aaye hai woh aami ne kaha aap aapna bhojan ka diba ghar bhula aayi hai.
Hm-hmm waise aapne bhojana kiya.
As-nahi
Hm-tho aap hamare saath hi bhojan kar lijiye.
As-issi liye to aaye hai (to himself) tik hai haseena ji.
Hm-aap haath dho lijiye hum khana lagate hai.
As-ji (he came after washing hands and hm surved food to both of them.)
Hm-aayi khana khate hai.(by seating on bed of gym room and as sat beside her.)
Hm-anubhav aapka plate (forwarding to him.)
As-ji.(he was getting difficult to eat which was not gone unnoticed by hm.)
Hm-sir aap ko choota lagy hai aur aapne baatya nahi.(holfing his hand)
As-fir se sir (moving closer to her to devert the point)
Hm-(sceared)nahi anubhav.aur aap na topic divert maat kariye batayi yre chota kab lagy.
As-(nervously as now she close to him)woh jab hum sabji kata rahai te tab lagy.
Hm-aur aapne hame nahi bataya
As-agar batate tho aap hame karne nahi deti issi li.
Hm-aur chupa chap darda shete rahai.
As-aapke liye kiya ga har ek chija hame keval Khushi deti hai.
Hm-(with teary eyes)jada daar da tho nahi ho raha naa.
As-aap ro kyu rahi hai hum bilkul tik hai.
Hm-woh dikha hi rahai hai.
As-haseena aap haste hue hi acchi lagti hai.(to lighten the automsphere)
Hm-(smile at him and said..

Continue in Next part stay tune .
           Thanks for ur love for my story.
And most important watch madam sir only on sab tv at 10:30 pm .

Bye be happy.

Anusena-ur my worldWhere stories live. Discover now