support and promise

1K 66 1
                                    

So let's continue the story

Hm-woh hame aaj subha Dig sir ka phone aur

Flashback-

Hm-jai hind sir
Dig-jai hind miss Malik
Hm-kuch kaam tha sir.
Dig-ji woh aapka transfer ho raha hai Mumbai mein aur aapko joining letter 💌 jaldi mila jayega.
Hm-(shock)par sir humne  cancle kar wa diya tha aur aapne bhi cancle kar diya tha fir kya hua.
Dig- I am sorry miss Malik par aap ko jaana hoga woh kya naa humne waha alrady inform kar diya tha aur waha crime rate bhi jaada ho rahai hai department ko aape pura yakin hai.
Hm-par sir
Dig-hun jaante hai miss Malik par hum bhi majabhura hai department ka order hai aur ek aur waha hai jo desh ke liye  bhuta important par hum usse abhi nahi bata sakte hai app waha pahuchi aapko sab pata chal jaayega.ab sab aap par hai .
Hm-tik hai sir hume kab Nikal Na hoga.
Dig-Dig-aap ko ek letter mile ga jab aap use padengi toh aapko pata chal jaaye ga ya syad kal subha yaa dopahar ko hi nikal na pada jaye .
Hm-Itni jaldi aur saare kaam kon kare ga.
Dig-aap kar lengi department ko aape pura yakin hai aur agar kuch baki raha gaya tho wah ki naayi sho ko yeh kaam supa diya jaaye ga aur khe denge ki aap ko argently jaana pada .
Hm-tik sir hum pucha jayenge aur koi kaam .
Dig-ji nahi miss Malik ab hum rakhe the hai.
Hm-ji sir jai hind.
Dig-jai hind.(call ended)
Flashback end

A
After listening this As was having tears in his eyes and was at the  verge of crying but composed himself by seeing haseena's condition he saw her in this condition for second time and hugged more to make her calm all was in vain so his press his lips on her to make her calm. At first she was shock but later she participated in it and both pore all ther love,care,fear of lossing there love,there jaan everything and after almost 10minutes they brok due to lack of breath and both now at normal condition and onces again hugged each other.

As-jaan ab kaisa lag raha hai .
Hm-behatra lag raha hai.
As-app kab se aapne fras ko pura kar ne mein itna rone lagi.
Hm-hum fras ko pura karne ke vaja se nahi roo rahai hum toh aap ko dubar khone ke kayal se dar gaye hai(in emotional voice whith tears)
As-aap phele yeh baat jaana lijiye ki hum dono chahaye ek dusre  se kitni bhi door kyu naa hum hamesha ek saath hi hai.(carring her hairs)
Hm-hum issi liye aap se bhuta jaada pyaar kart hai jab hum komajor hote hai aap Hume himmat date hai aur hame aapna faraja aur accha pure karne ke liye prosahita karte hai.par jab hum dur rahenge tho kon karega aise.
As-hum hamesha ek dusre ke saath hi rahenge aur bale hi hum ek dusre se dure rahai kintu hamare atma hamesha saath rahe gi aapko jab bhi hamari avasakta padede hum dil se bula lijiye ga hum aap ke samaksha prakat ho jaaye nge
Hm-hmm...aapko bhi jab bhi hamri jarurat ho to aap bhi vahi karna .
As-hmm.
Hm-anu agar hum aapke pass kabhi naa laute tho aap kisi aur se shaadi karle naa .
As-(little louder by breaking hug)aap aise socha bhi kaise sakthi(composing himself)kya aap kisi aur se vivha karengi agar hum aap ke pass naa laute tho (she nobbed in negative)tho aap hame kaise khe sakthi hai ek baat yaad rakhiye ki humne keval aur keval aap se hi prem kiya hai aur hamesha karte rahenge aur hum aapko bachna dete hai ki hum aapke ilava kabhi bhi kisi se vivha tho chodiye usse dekhenge bhi nahi.
Hm-(smile with tears) hum bhi srif aur srif aap hi se pyaar karte hain aur aap hi se karte rahenge aur hum bhi aapse wada karte hai ki hamri zindagi mein aap ke sivaye aur koi nahi aayega.
Both hugged each other and As dropped her to her house not before placing a soft kiss on her and his forehead, cheeks and pirk on lips and went to his house but he gave one more promise himself and haseena.which will soon disclosed.

Bye guess stay tune to know future story and vote comment

Keeping smiling always

Anusena-ur my worldWhere stories live. Discover now