some time

503 50 0
                                    

So sorry dear reader for this much late. I am literally not getting any to write and I very much thank full to your suggestion in last post.

Continue....

It's been one month since hm return Lucknow. Every one is very busy with there work schedule. No One is getting any time to spend with each other. Especially As and hm. Every one some how manage to spend few minutes with each other at badnaam tea stall but hm is really busy. As she was not present here for long time,she reading files and getting information regarding few cases if she gets some doubt.

At present all mpt members are at badnaam stall except hm.

Ps-aaj kal kitna kaam bada gaya hai naa
Cc-haa na PS ji bhut baad agaya hai,hum sab tho baadi mushkil se chaaye peene ke liye time nikala paa rahai hai.
Ss-haa,dekhiye tho meine tho pichle do din se ek bhi photo upload nahi ki hai social media par.
Cc-ufff ye gaja Waal masumiyat santu ji.
Get deadly glare from ks.he shut his mouth.
Ks-hum sab tho kaam se kaam kuch waqt ke liye ek dusre se Haas bol sakte hai,par ms,ms tho jab se aayi hai bas kaam mein gussi rehti hai. Unhe tho kaam ke Shiva kuch sujata hi nahi hai.
Ps-haa kabhi kabhi tho who khana peena sab kuch bhula jaati hai kaam karne itna bhi kya gussa jaana ki aap aapne sehat par hi dyan nahi de.
Cc-dekhiye naa PS ji aaj bhi ms ne naa subha kuch kaaya naa kuch peeya. Jab se aayi hai tab se bas kaam mein hi gussi hui hai.pata nahi kab ee sab khatam ho ga
Ss-aur agar koi unka Maan bhela skta hai yaa unhe samja sakta hai woh dsp sir aur ks madam hi hai.km ne tho koshish ki par as senior unhone eenhi lecture de diya aur rahi baat dsp sir ji tho
Bc-woh khuda hi itne busy rehte hai ki Thane mein hi kaam aate hai. Aur agar aate hai tho file le ke ek baar ms aur woh ek dusre ko dekhe le wohi bhut baadi baat hoti hai. Fir kya chup chap chale jaate hai kaam kare ne
Ps-dono Bhai bhene ek jaise hi hai.
Ks-kaa kaha aaap ne PS ji,jara firse boliye.
Ps-hum kya Galata kha aap dono bhai bhene ho hi ek jaise.jab bhi kaam karte hai aise us mein gussa jaate hai ki naa daye dekhe te hain naa baaye,bas kaam hi karte rehte hai.
Ks-ps ji aap ye kala kaha se laate hi,nahi matlab koi bhi baat kyu naa chal raha ho us mein hame gussa naa jaruri ho gaya hai naa apke liye.
PS-hum ne kya galat kaha.saahj hi tho khe rahai hai warna aabhi tak hum dadi na ba jaate aur abhi hamare godda mein ek choota sa pyaara laala naa khel raha hota
Ks-ps ji,kripaya kar ke yeh aapna dadibpurna Banda kariye
Ps-dekha,dekha kaise baat ko taaala ne ke liye hum pe chila rahi hai.
(Ks was going to say but ss interpret)
Ss-par PS ji mujhe ye samjh nahi aa raha ki is mein dsp sir kaha se aa gaye.
Ps-eoh aise santu,ki woh bhi jab kaam karte hai naa tho kabhi khud ki personal life ke baare mein sochte hi nahi hai,bas kaam mein hi Lage rehte hai.agwr aise hi dono aapne kaam hi karte rahai,tho unko mila na bhuta mushkil hoga.
Ks-pheli baar aapne kuch saahi mamala nikala hai hai.
Ps-aap ke khene ka matalab...(interpreted by ss)
Ss-phuspee,km aap dono baada mein kada le ne. Filhal ke liye yeh sochiye ki sir aur ms ki nasdeekiya kaise badaaye.
Cc-haa km kuch tho karna hoga.
Ks-tik hai kuch sochte hai,aap sab bhi sochiye tab tak.(to badnàam)badnaam jara ek chaye laoo.
Badnaam tea to everyone. Here ks took one sip and badnaam got one tight slap.
Ks-ee kon sa chaye hai.iss se behtar tho ubala hua paani lagta hai.
B-sorry madam sorry(by keeping ihand on his cheeks)

Here Iqbal and billu were enjoying badnaam's condition and praying that he get more slaps.which was noticed by badnaam.

B-tum dono ko tho mein bada mein dekhunga (angrly,both i &BC gulped)
Ss-madam ideal mila gaya.
All-kya.
Ss-dekhiye aaj laga Baga saara kaam ho hi jaaye ga.
All-tho...
Ss-arer tho sab free honge.tho kyu naa hum sab picnic pe jaaye.jis se hum sab fresh bhi feel karenge aur sir aur ms ko bhi ek saath quality time spend karne mila jaaye. Hum sab unki help karenge aapni feeling ko pechane ne mein. Aur woh ho sakta hai een hi kuch dino mein ek dusre ke liye aapne feeling ko exception kar le aur propose bhi kar de.

Every one gave her shocked look.

(This pinic idea is adviced by sabasiddiqui9  thank u so much for ur advice and I will surly try to write on other advice also)

Ss-sorry ye idea cancel karte hai dusra sochte hai.
Ks-arer nahi santu tum ne bhut accha idea diya.
Cc-haa santu ji kaa idea diya hai aapne.aap saccha mein bhuta smart hai.
Ss-hai naa(rising her collar)
Bc-haa hai,par ek problem bhi hai.
All-woh kya billote
Bc-ye ki ms aur sir ko kaise aur kon manaye ga iske liye.
Cc-haa madam jaha tak hame lagta hai ms tho nahi Mane gi itni lambhi chuti ke liye
Ks-haa,hame bhi yahi lagta hai.
Ss-hum ek kaam karte hai phele dsp sir ko mana lete hai fir sir ms ko.kaisa rahe ga.(everyone gave her look like "aaj surja kaha se nikala hai bhai" ab itni mature baate karengi tho sab yehi sochenege naa)soory Galt bol diya
Cc-arer nahi nahi santu ji aapne bilkul saahi bola hum sab phele sir ko manate hai.
Bc-santu ji aaj aap ne singade khaye hai kya.
Ss-nahi.
Ks-tho itni samaja dari ki baate kaise kar rahi ho.
Ss-mein bina singade ke bhi intelligent hu.(with little pout making her look even more cute)
Ps-oh hamri pyaari santu Ruta gayi.
Ss-haa.
Ks-accha sorry na ab se aisa nahi bolenge.tik hai.
Ss-nahi.
Ks-qccha tho bolo tumhe kya chahiye
Ss-mujhe aa...woh mujhe...abhi yaad nahi aa raha par bada mein bolungi tho chale ga.(like little kid)
Ks-(smiled)bilkul chale ga.
Ss-tik hai.tho chaliye chalte hai
Cc-kaha santu ji.
Ss-(lightly hit his head)arer bhudu dsp sir ko manane ke liye jaana hai naa.
Cc-(rubbing his head)ji ji chaliye,par chaaye pe ke Jaa
All-haa.

All burst out in laughter remembering there previous silly talk. There laughter was music tho hole locality as after many days there smiling and talking like this seeing them care free, enjoying everyone present their had a smile on there face. As they are life of Lucknow and specially in that locality. It reached to hm's cabin,by hearing it she out to see what's going with irritated as she is continuously working when she reached at her cabin window,her irritated look is replaced with a smile.

Hm-(smiling)ya allah een sab ko aise hi rakhan hamesha haste, muskurate hue hai.bade hi pyaare lagte.chalo haseen ek let file bacchi use complete kar ke hq submit karna hai.kaam or lago.(with this she agin engrossed in her work)

Out side

All were laughing.

Ks-chaliye bhut time pass ho gaya ab thoda kaam kar le.
Ss-haa usske baad hame dsp sir se picnic ke baare mein baat bhi tho karni,agar unhone hum sab ko aise time pass karte dekhe liya tho Jo 59% chance hai unke haa ki woh bhi naa mein na badal jaaye.

Everyone is shocked to extend as it is third time santhosh is saying 100% correct

Ss-kya ho gaya aap sab mujhe aise kyu dekhe rahai hai(nervous)
Ks-santu aaj tumne subha kya khaya hai.
Ss-wahi roj subha khati hu par aap ye kyu puch rahi hai.
Ks-wih iss liye kyu tumne ek hi gante mein tisari baar pate ki baat ki hai
Ss-kya madam aapne abhi kaha naa ki aap nahi kaho gi firse. Lekin aapne fir kah.
Ks-(bitting her tongue 😜 btw her teeth)aa...sorry santu woh galati se nikal gaya aage se nahi kahenge.
Ss-sacchi
Ks-mucchi.
Ss-tik hai.
Ps-chaliye ab kaam kar ne chalte hai aur ek baar ms se puche lete hai ki unhe kuch chahiye ki nahi
Ks-ji PS ji

With this they went inside thana and ks enter hm's to her deeply engrossed
In her work. She smiled and knocked on her cabin door. Hm lifted her head to find ks smiling.

Hm-kya hua ks aap aise hi muskura kyu rahi hai
Kskuch nahi ms bas aapko kaam karte dekhe aapne aap muskan hamre chehre pe aa gayi.
Hm-kahi ye kis kaam se aayi hai.
Ks-woh hum ye puchne ke liye aate ki aap ko kuch chahiye.
Hm-(smiled)ji nahi sukriya.
Ks-iski koi jarurat nahi hai,waise ms aap kuch kab karnegi
Hm-bas yeh file complete karke hq submit kar de uske baada
Ks-bilkul nahi aap aise hi bol rahi hai par aap nahi karengi. Hum yaha se chale jaaye ge. Aur aap kaam aise hi raat Tak karti rahengi.
Hm-nahi ks hum saccha khe rahai hai ye last file hai.
Ks-tik hai aap khe Rahi hai tho Maan lete hai
Hm-sukhriya.
Ks-hum chalte hai ms,jai hind ms.
Hm-jai hind

Ks left. Hm strted working again.within few minutes she completed her work took few file and left for hq after informing everyone.

Thank u for ur love towards my story Anuseena-ur my world.

Stay tune to read future,vote comments and share.

Bye
Take care,keep smiling

Anusena-ur my worldWhere stories live. Discover now