Back to Lucknow.

394 42 13
                                    


Let's start..

So here anuseena left in there agent look.

Daya- aap sab bhi aaj yahi reh jayi .
Babita-haa Daya bhabhi sahi khe Rahi hai. Aap log pure din pareshan the. Tho thoda relax feel hoga.
Ks-arer nahi daya bhabhi ji hum nahi reh sakte hame ab Jana hoga kaam bhi tho kar naa hai.
Mehta-aaj raat hi ki tho baat hai.
Cc-haa km maan jayi ye waise bhi unhone itna maara hai tak tho gaye hai.
Ks-par...
Cs-ks aap aur aapki team aaj ke liye rukha jayi.
Ks-ok sir.
Acp-sir ab hum unhe bula le.
Cs-ji.( He called anuseena in compound)
As&Hm-jai hind sir.
Cs&Acp-jai hind.
Cs-tho mpt team aapne seniors aapna introduction nahi dena kya.
Mpt-dena hai naa sir.
Ks-jai hind sir S.I Karishma Singh reporting.
Ps-jai hind sir consoler cum head constable pushpa Singh reporting
Ss-jai hind siber expert cum constable santhosh Sharma reporting
Cc-jai hind woman psychologist specialist cum constable cheeta chaturvedi reporting
Bc-jai hind Iam billu the spy reporting sir.
Acp-ye kon.
Hm-ye hamare Thane ka spy hai.
Acp-woh,waise aap logo ko bhi introduce karna tha.
Hm-ji,jai hind sir S.H.O haseena mallik,mahila police thana, janpad Lucknow
As-jai hind sir D.S.P Anubhav Singh Lucknow.
Cs&Acp-jai hind.
Acp-mrs,mallik kya mujhe meri bhatiji se milne ki ijazat hai
Hm-ji sir.
Ks-par aap ye ms sir se kahe pucha rahai nahi matlab aapko aapni bhatiji milna hai naa.
Acp-woh is liye kyuki mein haseena ka chacha hu.
All-kya (except hm,ACP,As,and cs)
As-ji.
Popatlala- waise haseena ji mujhe aap se ek question puchna hai
Hm-ji puchiye
Popatlala- aap dono shaadi shuda hai yaa ye bhi jhut tha.
Ks-ji nhai ye sach hai. Ms aur anu bhaiya ki shaadi ho chuki hai.
Cs-ek ek second haseena tune shaadi kar li aur mujhe bata na bhi saahi nahi samja
Hm- woh woh hu..h..hum woh
Cs-aage bhi kuch bolgi
Hm-woh hum bhul gaye
Cs-bhul gaye wah matlab itni badi baat koi kaise bhul sakta hai. Wo tho aacha hua ki mein ne guess kiya ki tum dono mein ka kuch chal rahai hai par itna kuch nahi socha tha. Anyways congratulations.
As&hm-sukriya danyavaad.
Daya-aap sab ka kya rishta ek hi saath bata dijiye naa. Nahi matlab baar baar jhatka dene se aacha ek hi saath de de.
Hm-ji hum bata te hai. ACP sir hamare chacha ji hai, Cs hamare dost ke saath saath pita ke saman hai,ks hamari nanad aur anubhav ki bhen,pushpa ji hamari maa aur ks ki saas, cheeta,billu aur santu hamare bhai-bhen.
Mehta-lagta hai puri family hi police mein hai.
Anjali-ye sab baate tho hoti rahengi abhi Chalke dinner kar lete hai.
Haati-haa chaliye chaliye bhut bhook lagi hai.
Goli-chaliye jaaldi.(he ran while all chukeld)
Hm-aap log chaliye ham abhi aate hai
Daya-aap kaha
Hm-woh thoda kaam hai
As-aisa konsa kaam hai
Hm-dekhe rahai sab ki halat kitni choot lagi hai first aid tho karna hi hoga
Haati-arer aap kyu karengi. Mein kis liye hu mein karunga
Ss-aap kyu. Aap koi doctor hai kya
Haati-haa. Chaliye mein abhi aapna kit leke aata hu.
As-ji

Haati di first aid then all had there dinner and retired to there respective rooms. Ks and mot were given another empty flate.

In anuseena room

As soon as hm entered As pinned her to near by wall. He brought his face close to her's,she was shocked by his sudden move which was broken by As voice.

As-niche kya khe Rahi thi aap.
Hm-h..hum ne kya ka-kaha.(fumbling due to proximity)
As- aapko sach mein yaad nahi
Hm-ab nahi hai tho kare. Aap hi bata dijiye.
As-hmm. Aapko honeymoon pe jaana hai.
Hm-(hearing him her eyes pop out)k-kis-kisne khe dijiye,nahi tho.
As-aaphi ne kaha
Hm-hum..hum ne kab
As-kuch Shan purva niche aaphi ne kaha tha.
Hm-woh..
As-tho kya woh sach hai aapko sach mein honeymoon pe jaana hai
Hm-nahi(said nobbing her in yes)
As-kahiye kaha jaana hai.(nuzzling his nose in her crock)
Hm-h.. Humne tho na kaha tho fir kyu pucha rahai hai.
As-par aapk ne haa mein sar hilaya issiliye.ab pata yi ye kaha chalna hai.
Hm-(bite her tongue 😜 btw her theeth)jaha aap kahe.
As-hmm tho jaana hai . Huh!!(teasingly)
Hm-maat kijiye naa(hugged him in such a way that her blush is hidden from him but he nows.so he wrapped his hand around her)
As-chaliye Sone. Kal wapas bhi tho jaana hai
Hm-hmm. Aap le chaliye.(wrapping her hand around his neck. He smiled at her antics,picked her in his arms while she kept her head on his chest. He made her lie on one side while he himself lied on other. But hm shift her head from pillow to his chest. It feels really nice to be close to someone whom u love more and more is he or she to love u. He kissed her forehead while she picked his cheeks and slept smiling.)

Next morning everyone got ready as they have there morning flight. Here mahila mandal made snacks for them. With lots of love and gift they left to airport. After nearly 1 hour (i don't know the actual time duration it takes. So if it is wrong then plz forgive me) journey they reached Lucknow. All went to As house as both the mothers are present there which is a suprise to anuseena.
        They don't know something is going in there family minds.They were going to enter in his house when maa stopped them from stepping in while others came. Both looked at each other then at maa who signed ks to bring something.ks left with ss. Anuseena are confused as what is going on but without giving any important to there confusion all continued there work while anuseena is watching them. Within no time ks and ss came with a plate and a Kalash which kept infornt of hm.

As-maa ye sab kya ho raha hai
Maa-tu chup kar nayalak pheli baar meri Bahu ghar aarhi hai tho uska savgat tho hona hi chahiye.
As-(bending his head to hm in low voice)dekhiye aapke ghar mein pair rakhne se phele hi maa ne hame paraya kardiya.
Maa-kya kar raha hai. Chup chap sida khada reha(he did) haseena beta ab tu iss kalash ko aapne right pair se gira kar samaye rakhe taali mein pair rakhe ke ghar mein parvesha karo.(she did as instructed by maa. Took blessing from maa. Here came another suprise som kept hand on her eyes which recognised and hugged her with smile)
Hm-kaisi hai ammi.
Ammi-tik hai. Tu baat kaisi hai koi choot tho nahi lagi naa mere bete ko. Tune usse pareshan tho nahi kiya Naa. Aagr kiya hai tho mujhe bata beta mein isse abhi tik karti hu.(hold looking at As who passed a big smile as some is there who cares for him otherwise all are concerned about hm only)
Hm-ammi humne nahi anubhav ne kiya
Ammi-accha mein sab janti hu hame apne senior hone ka dosha jo jamaati rehti hai mere bacche par.(holding her hear)
Hm-ahh ammi dard ho raha hai.
Ammi-hoga hi naa issi liye tho pakda hai.(As giggled)
Maa-tujhe badi hasi aa rahi hai meri ko dard mein dekhe kar(now it's hm's turn she giggled seeing him)
As-aapko tho hum bada mein dekhenge ge.
Hm&As-Ammi/Maa chood dijiye naa bhut dard ho raha hai.
Maa-tik hai. Lekin ek hi shart pe.
Hm- kya
Ammi-wph bada mein phele ye bolo tumhe manjur hai.
As-ji ammi. (Both the mother left there ears.)
Hm-ab batayi ye kya shart hai aapki.
Ammi-hamari shart ye hai ki
Maa-tum dono ko ab shaadi karni hogi.
As-par Hamra vivah tho kab ka ho bhi Gaya hai.
Maa-par hum nahi the issi liye firse karni hogi.
Ammi-haa.
Hm-par ammi.
Ks-dekhiye ms sir hum sab ka bhut mana tha aap dono ke shaddi mein nacha ne kaa aur saar functions karne kaa par nahi ho paya issiliye hamara man rakha ne ke liye kar lijiye.
Ss-pls sir.
cc-haa ms kar lijiye naa santu ji itna khe Rahi hai tho
Bc-ms kar lijiye mujhe aapki shaadi mein accha khana mile ga warna roj ek hi chij kha ke bor ho gaya hu.
Ps-hàa ms,sir kar lijiye naa.
As-tik hai.
Hm-hmm hame manjur hai.
Ks-chaliye tayari mein lag jayi ye.
Hm-arer phle muhurat tho nikalva lijiye.
Maa-uski koi jarurat nahi
As-kyu maa.
Ammi-kyuki humne phele se hi nikalva liya hai.
Hm&As-kya.
All-haa.
Hm-jab sab kuch ho hi gaya tha tho pucha hi kyu shida shaadi ke din bol dete chalo mandap mein tumhari shaadi ho rahai hai.
Ss-par ms aap dono ki shaadi aapki marzi ke khilaf karna crime hai. Aur waise bhi shaadi se phele bhi bhut sare functions hote. To kaise.
Maa-tik hau bht ho gaya tum sab jaa ke Aram karo hum tum hare liye luch ready karte hai.
Hm-arer nahi maa,ammi aap dono kyu hum hai hum kar lenge.
Ammi-abhi abhi tho aaye ho hame karne do uske baada tho tu hi kare gi.
Hm-par
As-haseena ji mana jayi.
Hm-tik hai chaliye.
Ammi-hum tab se khe rahai the to  hai mani aur dekho anu ne ek baar kya bol diye tik hai huh!!(teasing)

She blushingly left from their followes by As,all left to take rest except maa and ammi who are preparing lunch . Later all had there Lunch. Spend there day enjoying and happly.

Continue in next part...

Stay tune,vote, follow and keep watching madam sir only on Sony TV at 10:00 p.m mon-sat.

My youth channel is
https://youtube.com/channel/UC95Zp22t1BpoCY8dZUXWX2A
Plz subscribe and like. And my Instagram I'd is gloomy_girl120 follow me.

Bye,
Take care,
Stay happy, always positive.

Anusena-ur my worldWhere stories live. Discover now