Chapter 14 : Cute nok jhok and Romance ❤️

1.2K 78 49
                                    

So here I start,
Sholly for the delay 🥺🥺🤧🤧. Please maaf kar dijiye mujhe.

Thank you Atiwak  for this idea

On Sunday,
Anubhav and Anuraag both came to Singhania Palace.

AS : good morning Jaan

HS : good morning Anu. Par please jaan mat bulaiye sabke samne.🙈

AS : par mai apni jaan ko jaan bulao isme kya gunah 😉. Waise aap cute lag rahe hai. (And pecked her lips. And she blushed)

Karishma and Anuraag went ahead but stopped and turned back and saw them busy in their own world.

KS : jiju , di aap dono ka hogaya ho toh andar chale ??? (Said with a teasing look)

As : yeh log toh kahi pe shuru ho jate hai 😆

Anubhav and Haseena both were embarrassed.

HS : ji ji chaliye andar chalte hai.(and ran from there)

AS : mujhe ek call karna hai hum abhi aate hai (and he also ran from there)

Karishma and Anuraag was left behind.
So they started walking down the aisle and talking

As : waise Karu abhi waqt hai na breakfast ke liye ?

KS : haan.... Par kyu

As : kyu na humlog yeh time ko utilize kare koi innovative kuch karke

KS : idea aacha hai. Par karenge kya. Yeh socha hai apne? 🤨

While talking they reached the living room.

HS : kya baate ho rahe tum dono ke bich. Ha?? Batao

KS : kuch baas yeh baat kar rahe the ki kyu na breakfast ke pehle kuch inovative kuch karte hai.

HS : toh kya socha ??

As : wohi toh kuch samajh nahi aaraha.

AS : kyu na hum log cycle race karte hai

HS : yess yeh best hai

KS : haan accha hai par aapko pata hai na mujhe cycle chalani nahi aati

As : woh toh mujhe bhi nahi aata. Par indono ko aata hai. Humlog refree ban jate hai. Karu kya khayal hai ??

KS : haan yeh bhi sahi hai.

HS (to AS) : toh ready hai aap cycle race ke liye.

AS : haan jaan taiyaar hai hum(smiling)

HS : par race toh hum hi jitenge

AS : yeh galat fehmi mat paliye. Yeh race hum hi jitenge.

HS : nah nah mai hi jitungi

AS : I will win

HS : no I will win

As/ KS : 🤦🤦

KS : thik hai thik hai dekhte hai kisme kitna hai dum

As : toh Karishma yeha rahegi aur mai   park ke paas rahenge. Toh start karte hai 1000 metre race.

After sometime,

KS : so ready steady go (and blew the whistle)

Anubhav and Haseena started the race.

HS : yeh race toh hum hi jitenge

AS : no jaan yeh race hum jitenge

Anuseena : Journey Of LoveWhere stories live. Discover now