Chapter 38 : Dooriyan

977 76 62
                                    

So here I start,
Continuation from the previous part,

One week passed but there was no improvement in Anuseena's behaviour. Both were not speaking to each other properly. Both were avoiding eachother. These changed behaviour was noticed by their family.

In the morning,

PS (to HS) : beta tum dono ke bich kuch hua hai kya ? Nahi toh Anu kuch dino se itni subha nikal rahe office ke liye. Aaj bhi chala gaye

HS : nai..nahi kya hoga hum dono bich ku..kuch nahi hua(fumbling nervously) hum...hume derr horahi hai hospital jane mein mai nikalti hu.

PS : beta tum kuch chupa toh nahi rahe na ?

HS : nahi Maa aap kaisi baate kar rahe mai kyu bhala aapse chupayungi.

PS : hmm. Accha thik hai shaam ko jaldi aana ghar Mrs. Mehra ki bete ki sagai hai jana hai hum sabko waha.

HS : ji maa ajayenge. Hum aate hai. Apna dhyan rakhna.

In hospital,
During lunch break,

As : bhabi aapke aur bhaiya ke bich sab kuch thik hai na ?

HS : haan sab thik hai kuch nahi hua hum dono ke bich sab thik hai.

As : toh phir aap dono baat kyu nahi kar rahe ek dusre se ?

HS : aisa kuch nahi hai. Tumhare bhaiya apne new project ko leke thoda busy hai so hum unko disturb nahi kar rahe.

As : project pe kaam toh bhaiya 5 months pehle bhi kiya tha tab toh aap dono baate band nahi kiye toh iss baar achanak kya hua jo aap baat karna hi band kar diye ?

HS : kaha na kuch nahi hua hum dono ke bich ek baare mein samajh nahi aata tumhe ?(irritatedly)

As : sorry sorry bhabi hume aap dono ke personal matter mein baat karna nahi chaiye tha.

HS : hum dono bich kya hua hai inn sab baate na karo toh hi behtar (angrily left the canteen)

As(to himself) : kuch toh bada problem hua hai dono ke bich warna dono itna pareshan nahi hote. Kal bhaiya bhi bhadak gaye aur aaj bhabi bhi. Kuch toh hua hai.

At the same time Karishma called Anuraag.

On call,
KS : hi Anav kaise hai aap ?
As : hum thik hai Karu aap bataiye aap kaise ho ?

KS : hum bhi mast hai. Par aap kuch pareshan si lag rahe kuch hua hai ?
As : nahi pareshan nahi hai baas ek patient ke baare mein soch rahe the(lied to her)

KS : pakka na ?
As : haan Karu pakka. Aapne lunch kiya ?

KS : haan karliya aapne ?
As : haan just kiya. Aab round pe jayenge

KS : shaam ko aap free ho ?
As : nahi ek ka engagement ceremony mein jana hai

KS : oh accha. Thik hai toh phir kisi aur din plan karenge
As : hmm.

KS : aapna khayal rakhna. Bye. Love you
As : bye. Love you too.

Call disconnected.

Call disconnected

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Anuseena : Journey Of LoveWhere stories live. Discover now