Chapter 32

840 69 26
                                    

So here I start,

Sorry for the delay.

Continuation from previous part.

The whole day spent well.
At Night during dinner,

PS (to HS) : beta tumhari chutti hai na ?

HS : haan Maa yeh poore week meri chutti hai.

as : badhiya.. bilkul sahi ki ho

HS : haan Papa warna hectic ho jata.

Ss : mai toh bhabi se dher saari baate karungi.

As : aur exam ko goli marogi ?

Ss : kya Anav bhaiya bich mein exam ki baate ghusa diya.(sadly)

HS : nahi Santu.. Anuraag sahi keh rahe exam important hai. Hum baate karenge na.. dher saari baate karenge but pehle tum apni exam ke liye revision kar logi. Thik hai ?

Ss : haan thik hai. Par baad mein aap mana toh nahi karenge ? (innocently)

HS : nahi bilkul nahi karungi.(smilingly)

AS : yeha hum bhi hai. Koi hum se bhi pooch liya karo ki mera chutti hai ya nahi.

PS : tumse kya poochna. Yeh toh hum sab jante hai ki agar Haseena ghar pe rahegi toh tum bhi ghar par hi rahoge. Thodi na apni jaan(stressing on the word jaan) ko chod ke jaoge.(teasingly)

HS : kya Maa aap bhi 🙈

AS : ai..ai..aisa kuch nahi hai.

As : toh kaisa hai ?? (Teasingly)

Ss : boliye kya aap bhabi ko nahi nahi apni jaan ko chodte ho. Hamesha apni jaan ke sath chipke rehte ho.

HS : Santu !!! 🙈🙈

AS : aa..a 🙈

as : arey aab baas bhi karo bacche ko aur kitna taang karo ge tumlog.

PS : haan ab khana khatam karo sab.

Ss : thik hai. Bhabi woh dal ki bowl paas kijiye na.(pointing towards the bowl)

HS : haan yeh lo (forwarding the bowl to Santu)

As : aaj khane ka taste kuch alag lag rahe.

as : haan aur bhi swadisht hai khana. Kisne ne banaye ?

PS : Haseena ne banayi (smilingly)

Ss : dinner bhabi ne banayi. Kitni tasty hai. Bhabi you are great.

HS : thank you 😊.

AS : agar samne koi nahi hota toh aapke haatho ko kiss karte. Kitni tasty khana banayi hai aap.(wishpered in her ears)

HS : 😊. Haan thik hai ab khana khatam kijiye.(wishpered back)

After sometime all finished their dinner.
All went to their rooms except PS, Ss and HS. All three of them were in the kitchen chitchating, settling the kitchen.

PS : parso pag phera hai

HS : ji Maa.

PS : tum mere room mein aao ek baar.

HS : ji Maa chaliye.

PS : Santu tum jao jake so jao.

Ss : hmm. Good night (sadly)

HS : aalee meri Santu kya hua ? Itni sad kyu hogayi.

Ss : nahi itni jaldi so jayungi na.

HS : thik hai toh thoda padhai karke so jao

Anuseena : Journey Of LoveWhere stories live. Discover now