Chapter 29

790 75 20
                                    

So here I start,

So sorry for the delay,

Next morning,

In Haseena's room,
Haseena woke up today is her life's most important day. She went to fresh up.
After sometime she came out and got ready in simple clothes.

After sometime she came out and got ready in simple clothes

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Haseena's morning outfit 👆

Haseena came and sat on the bed with a photo album and was turning the pages. Looking at her family pictures, and reminiscences the happy and sad moments with year filled eyes.
Anuradha came to her room

Anu : Haseena (came and sat beside her and kept her palm on her shoulder)

HS : 🥺🥺 haan bolo

Anu : Haseena tum..tum ro rahi ho ?

HS : nahi ro nahi rahi hu woh baas sabko chodke dusre ghar mein chale jayenge. Woi yaad karke....

KS : di mai toh aapki room ki dakhal le lungi 😁

HS : tumhe jaise lene dungi mai 🥺

KS : aapki toh shadi ho jayegi mai toh mast aapki room ki band banayungi.

Anu(to KS) : haan bajana acche se. Kyu ki aab toh tumhari raj hai

HS : accha hai hum yeha ro rahe aur tum log... ..jao baat nahi karni tum dono se.🥺🤧

CS : di kyu aap ro rahe ho (came and sat on the and kept his head on Haseena's lap) jiju aapko thodi rokega apne ghar aane ke liye

HS : woh nahi karega aisa. Unhone khud bola ki mai jab chahu apne parivaar se milne aasakti hu(caressing his hair)

CS : toh please aap toote maat.

Anu : hum aate hai Dev subhe se call kar rahe pata nahi kya hua unhe.

HS : jaldi jao nahi toh jiju dhundte hue yaha ajayega.

Anu : kya yaar jati hu.(and left)

KS : di kyu aap aise sad face bana ke rakhi ho. Aaj aapki shadi hai aur aap khush hone ki jagah emotional ho gaye.

CS : aur nahi toh kya?

HS : nahi re. Baat yeh hai ki hum ek naye ghar mein jayenge, naye parivar naye mahol yeh sab. Agar kuch gadbad kardi toh ?

SS : koi gadbad nahi hoga(while coming inside)

HS : Mumma...

SS : haan beta chinta kyu kar rahi ho itna? Tum janti ho jab mai shadi karke iss ghar mein aayi tab tumhari tarah dar rahi thi par tumhari dadi ne meri sari darr gayab kar di thi. Hum apne hisab se ghar pe rehne lagi. Jo maan mein aati thi mai woi karti thi. Koi mujhe rokte nahi the.

KS : sacchi ??

SS : haan sach bol rahi hu

CS/HS : wow

Anuseena : Journey Of LoveWhere stories live. Discover now